kameyab traders ki qualities

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kameyab traders ki qualities
    salam to all dear users
    kameyab traders ki qualities kia kia hoti hai ?
    kameyab traders ki qualities ye hoti hain

    1. time ka paband hota hai.
    2. strong analyse par trades leta hai.
    3. news ko ignore ni krta hai.
    4. zada bara risk ni leta hai.
    5. plaining se kaam krta hai.
    6 knowledge pori rakhta hai.
    7 pehle market ko watch krta hai kafi time.
    8. pair ki history ko yaad rakhta hai.
    9 lalach ni krta hai.
    10. over trading ni krta hai.

    or dosto ap k khyal me kia kia qualities hoti hai 1 kameyab trader me reply kr k bataye shukreya

    post pasand aye to please thanks karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ny jitne b point share ki hai wo kamyab logo ki must quality hai jin jin treader mai ye qualites pai jati hai wo hamesha kamyab hoty hai.in sary point ko follow kiya jaye or aik achi tread start ki ja sakti hai.
    • #3 Collapse

      Dear wesy to ap ny kamyab traders ki taqreeban tamam qualities bata di hen, mmen in in tna kahoon ga k agar kisi cheez ka ilm nai hoga to wo kisi se poochhny me sharam mehsoos nai kry ga chahy wo choti se chhoti aor aam se aam bat hi q na ho, knowledge transfer kry ga juniours ko, apny kamyab hony pe ghuroor nai kry ga. Forex me tp aor sl lagana kbhi miss nai kry ga
      • #4 Collapse

        off course dear market main wohi trader kamyaab hota hia jo k high profitable trade k oper trade kerta hai jab us k aik say do ya theen set up bantay hain to pher he ap ko acha profit dity hain ager app jald bazi karean gay to pher ap ko loss ka kafi chance hoty hain to patients aik achy trader ki neshani hai
        • #5 Collapse

          Han g bohat achi post ki hai ap ne aur is me kafi achi information hai tmam doston k liey aur in pe amal ker k lafi profit kamaya ja sakta hai.
          • #6 Collapse

            Bhai ny bilkul thik kaha hai successful trader kbi bhe over trade ni kry ga lot size ziada ni lagy ga apna time fazool speend ni kry ga greed sy aviod kr ga emotions control kry ga aor sab sy barh kr apny dosry trader k sath mashwra kr k trade kry ga un ki rai ly k trade kry ga
            • #7 Collapse

              Kamyab trader ke nishani to bs ek he hy

              Us ko trading mn profit hota hy
              Waisay qualities Jo basic hn wo ap ny likh did hn
              Waisay sab sy bari Jo quality me ray nazdeek hy wo ye k us ko lalachi nae honay chahye
              And sabar karanay wala hona chahye
              All others are general
              Learning attitude
              • #8 Collapse

                Kamyab trader forex market main wohi hai jis ko best entry point ka pata chal jata hai aur same point per trade ker ky acha profit hasil kerny ky bahd trade close kerta hai aur next entry point ka wait kerta hai so hamari khami yeahi hoti hai ky hamari trade her waqat open hoti hai
                • #9 Collapse

                  han brother apne theek bola ke kamyab trader ki qulaties yahi hoti or haan honi bhi yahi chahiye jis trader me ye sari khobiyaa nahi he samjho wo trader he nahi bana bigganer he q ke trader har uss cheez ko follow karta he jo usko faida diti ho hame bhi aisa he krna chahiye take hum bhi success kar saghy
                  میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                  انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                  وہ خود ہار نہ مان لے
                  Posts Ache Lage to please Click Thanks
                  • #10 Collapse

                    Dear brother hota yeh hay Kay jab aap aik kamyab trader bana chatien Hain tu aap main jitni zyada pentien rakien gain aap ko utna zyada profit hasil ho ga saber Kay sath sath aap ko time be forrex market ko Dena parta hay is lay aap un asaloon kay mutabiq Kam karien gain tu aap ko profit hasil ho ga
                    • #11 Collapse

                      Kamyaabi k ly jitny bhe steps aapny mention kiey hain wo sab zaroori hain aur lazmi en ko made nazar rakhna chahey.
                      Brother aapne kafi achi information share ke ha aur aap esi he usefull posts share kiya karin.
                      • #12 Collapse

                        Dear apne bht achy points bayan kiay han or me bilkul apki bat se agree krta hun lakin me aik bat add krun ga k kamyab trader wohi hota hy jis ko pta ho k trade kis time lgani hy or kis time nhe lgani kamyab trader jb bhe trade start key ga to us ki trade hamesha profit me hi jaey gi
                        • #13 Collapse

                          Aap ki post bahut acchi Hai Magar dear Itni sari qualities 1 traders Mein Hona bahut Mushkil hota hai aur inequalities ko Apne andar create karna bahut jyada difficult hota hai isliye Jane logo ke paas hai qualities hai woh Forex trading main Hamesha acche aur successful trader easily Ban sakte hain aur Forex trading se maximum profit Hasil karne mein kamyaab rehte hain
                          • #14 Collapse

                            Gee bhai kamyaab trader aise hi kamyaab tou nahin ho jata uss kay lye bahut zayada mehnat karni parti hai aur aap ne jo kamyaab traders ki qualities batai hain unn ko hasil karnay kay lye unhain bahut mehnat karni pari ho gi tab hi woh kamyaab huay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gee brothers forex trading ma qualities a0ki up to required standard honi chyen forex ma mistakes sy sekhna hamara farz hai forex trading ma management planning aor skills chye hoti hain trading strategy achi honi chye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X