"if you greed,u can loss all profit"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma agar ham greed krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay bs apko jab bhi tarding krty ha to apko greed kay baray ma sochna bhi nai chahiye qk usay ap loss say bhi bach sakty ha or apko aek acha profit bhi ho sakta ha islay bs apko khyl rakna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      jee ha bhai asa to ho hi sakta ha qk agar ham greed krty ha to hamay loss hi ho ga qk ham jab tarde lagaty ha to greed ma ham ziada lots size rak dety ha jis ki waja say hamay forex ma loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr trading krni chahiye or greed ko ap sochay bhi mat takay ap forex ma earning kr saky
      • #138 Collapse

        hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho say aur loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur earning ho skay gi
        • #139 Collapse

          Bil kul thek keh rahay ho ap. Forex trading main apko greed tabah kr deti ha. Asal main masla yeh ha k hum apna target set nai krtay aur profit earn bhi kr lain to mazid profit earn krnay ki khahish ban jati ha. So mera khayal ha greed say avoid krnay k leay hmain apna daily ka profit target set krna chaeay jb wo achieve ho jaye to to phir wait kr k next day trading krni chaheay.
          • #140 Collapse

            g han bilkul jo log zara bhi laalach karty hay unhay loss ka samna hi karna parta hay aur wo zada ki lalach may apny profit se bhi hath dho bethte hay aur aksar log tou apna sra account hi wash kar bethty hay
            • #141 Collapse

              agar office mein acche se working kar rahe hain working ke time par agar aap ready karna start kar dete Hain To aap is pe kabhi bhi profit generate nahi kar Sakenge aap Is Se Pehle wala property nuksan ya NOS Kar Jayenge aa
              • #142 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                greed is so much harmful in forex,if anyone greed so much in forex,he can loss his all money,when it was so much profit,than don't do over trade in that time,just be relax that time,and make the decision carefully.
                Gdma of the boss Viagra karta hoon Agar Hum Forex Mein trading karte huye profit banane ke baad grid Karenge toh Hame logo so sakta hai aur Hamara profit and loss Mein Ja sakta hai
                • #143 Collapse

                  bilkul hame best time ka wait krna chaye trading main kun ke ham log market ko watch nh krte hain or trade krte hain or jis ke waja se hame trading main lose ho jata hai es liye or jab hame kuch trading main profit hota hai tu hame more greedy nh krni chaye balke apni trading ko close kr dena chye or hame low profit ko accept kr lena chye es tara se ham log big lose se bach sakte hain or achi earning bhe kr sakte hain es liye forex ke trading main greedy best nh hai greedy se ham logo ko trading main lose ho jata hai greedy is not good in the trading business
                  • #144 Collapse

                    forex main lalach nhe chalti hain agar aaap forex main lalach akre gy tu aaapka profit main loss main chala jyga last week main ne asa kia k main ne invet kiye or pher main ne lalach ki tu mera sara invest loss ho gya aaab main ne socha hain k main asa kabi nhe akrogi jo main phly apne accoutn main kar chuki ho is liye aaab mujh say lalach nh hogi and main aram say earn kaorgi
                    • #145 Collapse

                      ji bilkul thk baat hy. forex k ilawa b agr hum dekhen tw ge=reed nuqsan he deti hy. agr forex me hme profit thora mil rha hy tw hme greed nhi krni chaye. blke patience k sath kaam krty rhna chahye. ak din zaroor aap acha profit bnane ag jayen agr aap ziyada bnane k chakr me greed kren ge tw aap apna profit b loss kr den ge.
                      • #146 Collapse

                        market main is forex main hard work karni ho gi tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur greed ko avoid karein gay tab hi hum run karein gay aur market main is forex main planing karni ho gi tab hi hum market main trend ko use karna ho ga tab hi hum run karein gya
                        • #147 Collapse

                          main apki baat say agree krta hon. agar ap forex main lalach krty hain to ap apni sari profit and ap apna account bhi wash kr betho gay. is liye apko forex main sabr say and araam say kaam krna chahye .forex ek business hai yeh koi game nahi.
                          • #148 Collapse

                            Gareed aik aisi cheez hay jo forex main trader ko aksar loss day jati hay hatta kay un kay account tak wash ho jatay hain. is liye greed say bach kay trader kerni chahye aur aik planning aur trading strategy ko follow ker kay jo us main entry aur exit kay point ho wo confirm ker kay exit aur in hona chahye. is say greed khatam ho jaye gi.
                            • #149 Collapse

                              market main trend ko use kar k hi hum run kar sakty hain so hamain is k bary main trend ko use karein gay tab hi hum run karein gay aur is forex main rules ko follow karein gay tab hi hum achy say perform karein ga aur is say faid aho saky ga ta k achy say run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Re: &quot;if you greed,u can loss all profit&quot;

                                age rhum greedness ki bat krin to ya kisi bhi kam mein boht harmful hota ha.forex trading mein ager hum lalach krin to ya hum ko loss ki traf la jata hai.kuc log lalach mein a kr apna sab kuch is pa invest kr data hain or ager loss ho jata hai to un ka sab kuch waste ho jata hai.isliea mein forex trading mein lalach ni krna chaiya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X