"if you greed,u can loss all profit"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "if you greed,u can loss all profit"
    greed is so much harmful in forex,if anyone greed so much in forex,he can loss his all money,when it was so much profit,than don't do over trade in that time,just be relax that time,and make the decision carefully.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mera sath aesa bhot bar howa hai me nay yaha pay bhot zyada loss kya hai aur mjhay nahi maloom hai k aesa meray sath ku hota hai hame chahye k hum yaha pay apnay loss ko kum kare aur profit ko barhae.
    • #3 Collapse

      ji haan meray bhai jaan mein tou yeh samjhat hoon k humein ager ziyada se ziyada profit ko hasil kerna hai tou humein achi earning ko hasil kerne k liaye acha profit kmana chahiye.
      • #4 Collapse

        ji bilkul aisay he hai ager ap zada greed karay gay tu ap ko zada loss ho ga aur profit km ais liya ap ko emotion greed aur zada risk sa trade nehi karni chye ager zada dar tk ais business ko run karna chty hai greed ko control karay
        • #5 Collapse

          frm her you cando tha is really gpod tradinmgs that ois reallygood trade in the formher eyou are the trading nthe form here you cando tha
          • #6 Collapse

            bhai ji ap l ly ye bat hy yar all profit he profit ha aur loss be ha magar zyada hona ki surat main profit zyada ha sab ko chia ka profit ka na socha and apna kam krna prta hy...
            • #7 Collapse

              Mere khayal se greed to har business mai nuqsan de hi sabit hoti hai phir woh chahe forex ka business ho ya koi aur magar forex ka business aik bohat hi risky business hai to humhe yaha par greed nahi karni chaye bus sabar se kam lena chaiye aur apne emotions par control karna chaiye.
              • #8 Collapse

                yes dear forex trading me agar humacha profit earn kar rahe hai or phir bi hum greed kare ge to greed karne ki waja se humara profit loss me convert ho jata hai is liye hum kabi bi trading karte waqt greed nai karna chaiye kyu ke lalach buri bala hai
                • #9 Collapse

                  Very Well Said,Asal Main Mostly Traders greed Ki Waja Say he Maar kha jatay hain k yar aaj Tou market meri favour main Chal Rahi hai Tou thoraa or profit bana Letaa hon,Market Say Revange lenaa or market Main Achay Profit k baad orr zyada Greed karnay say Aap Ka Account bhi khali ho Saktaa hai behtar hai K Agar Acha profit Earn Kar liyaa hai Tou Trading Ko Chor dain Aglay Din Dekhain
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #10 Collapse

                    bilkul janab humey lalach nahi karni chahiye agher hum lalach karey ghay to hum apni profit bhi kho day ghay agher humey knowledge ho markeet k barey main k markeet up ya down jaye ghi phir to hum risk ley saktey hian warna humey loss hogha
                    • #11 Collapse

                      Yes brother bilkul agar hum forex trading business mein lalach karain to apna profit bi loss kar dein gay is liye mera sab new aur older traders ko mashwara hai k kabhi bi lalach ya jald bazi na karn awarna bohat masla ho jaye ga.
                      • #12 Collapse

                        Ji han blkl hamen greed nahi karni chahiye.... agar ksi trader ko aik trade se sufficient profit ho jye tu us trade ko close kar dena chahiye... aur dosri trade k liye carefully decision lena chahiye aur soch samajh k trading karni chahiye....ta k next trade main bhi profit earn kar saken......
                        • #13 Collapse

                          ha g jnab,,,,,app ki baat hundred percent thek hay jnab,,,,,,i am hundred percent agree with you jnab,,,trading ai kam kar k kai zayda maza bhi atahy jnab,,lekin is mai loss greed ki waja say hi hota hay jnab,,,,,,,,,,,,,
                           
                          • #14 Collapse

                            dear friend jee han ap nay theek kaha han may apke baat say agree karta hon forex may humy greedy nai karni chaiya jo profit hon usay rakh layna chaiya sabar shukar kar k forex ek kamiyab business han is may wohe log na-kaam hoty han jo greedy kartay han so lalach na karay hard work karay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes friend ap ny bilkul sahi kha hay q k forex business me greed laalach ke koe jgha nhi hay or is se hmesha trader nuqsan hi uthta hay because wo apni greed k chakr me bina socahy camjey trade kr deta hay js se us ko loss hi hota hay q k forex me sab se immportant ap ka sabar hay jo ap ko madadgar sabat ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X