"Life spent Forex"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    sir baat ya ha kay forex ma agar ap apni life spend krty ha to apki life bhi achi ho sakti ha qk agar apko forex ma experince mil jata ha to hi ap forex ma apni life ko bhtar bana sakty ha islay apko forex ma ziada time dena chahiye takay ap forex ma tarding krky apnay dreams ko bhi pora kr saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      sir forex ma ham tab hi apni life spend kr sakty ha jab hamry pas experince hota ha qk ap forex ma begar kasi bhi experince kay tarding nai kr sakty ha islay bs apko ziada time krni chahiye or agar apko forex ka idea ho jata ha to ap forex ma apni dreams ko bhi pora kr sakty haa
      • #93 Collapse

        forex ko aap jitna bhi time de sakte hain dain is ko samajhne k lye phir jab aap seekh jaate hain to itna ziada tiem dena nahee parta sirf analyze kar k trade open karna hoti hai agar aap ki analyzation theek hai to aap ko profit ho ga
        • #94 Collapse

          humain market main kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say achi earning hasil hos akti hay is main life tiem main kam kar sakty hain jis say achi earning hasil ho sakti hay magr jo log is main smjh rkty hain trade kay bary main or is kay bary main maloomat rkhty hain to achi earning hasil wohi log hasil karty hain
          • #95 Collapse

            forex trading ko ap us time tak seekhty raho jab tak apko yaqeen ni ho jata k ap NY forex trading ko mokammal seekh lia hy aur us k bad bi ap seekhnny k aml ko khatm ni kr sakty ap ko chahiy k ap forex trading ko seekhty raho aur rozana km sy km aik hour forex trading ki books ko apko read krna chahiy
            • #96 Collapse

              Forex trading aik kamyab business hy poori dunia main is k.liy ap rozana aik din main srf aik ghnta bi dy do to apko yeh business bahut kuch dy ga aur is business ki sab sy ahm khoobi yeh hy k agar apko iska mokamml knowledge hy to ap aaram sy ghr main beth k bahut ziada profit ly sakty ho
              • #97 Collapse

                Is business Mein Apne Jitna time spend karna hai aap kar sakte hain kitna time Yahan Par friend Kiya Jayega aapke learning increase hoti Chali Jayegi Forex trading main aap uss Waqt accha kaam kar sakte hai Jab Yahan Par Jyada time spend Kiya Jayega aap ki learning increase hoti hai Aur Is Tarah Se aapki earning be increased Ho Jati Hai
                • #98 Collapse

                  Forex buhot he profitable business hai es mai agar kese ki ache understanding aor experience ho tau pir wo banda kafe ache income kar sakta hai aor apne tamam financial need ko forex trading say he pora kar sakta hai forex business be ik complete type of business hai es leye esko serious loge tau kamyabe hoge warna kamyabe itne asaan nahe pir

                  IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE and THANKS BUTTON
                  • #99 Collapse

                    noramly hum kitna time de skte hain Forex ki market ko wo hum pe depend karta hai ke hum kitna time dete hin Forex ki market ko Forex ki market main jitna zayda se zayda ho ske humain time dena chaiye or ye boht fida deta hai Forex ki market main knowledge ko barane ke liye.
                    :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                    Thanks in Advance
                    • #100 Collapse

                      Dear aasa be nhi krna chahiya ka apni life hi spend kr di jay forex par isa ake business ki trhan rakhna chahiya business ka time par business or life ka time time par apni life or us life ka mukhtalif rango ko be time dana chahiya
                      • #101 Collapse

                        forex pey ap jitna zyada time spend kartay hain ap utnay achay trader bano gay kyun kay koi bhi kaam achi mehnat sey keya jata hay so daily ap ko chaiye kay ap maximum time forex ko den takay ap ka experience barhay
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #102 Collapse

                          G bhai jan app nay bilkul sahi kaha forex trading aik bht acha business ban chuka hay main forex trading say kafi had tak satisfied hn - yeh aik bht acha paltform hay jahan ham khein say kabhi bhi earn kar saktay hain - yeh bht e ziada madadgaar hay
                          • #103 Collapse

                            jee haan bhai ham forex trading py apni life spent kar sakty hain but is k liyay hmain mehnat karni ho ge agar ham mehnat krain gain aur tab he ham is py life spent kar sakty ha ye tw nae k agar ap is main loss khain tw ham kaise is main life spent kar sakty hain
                            • #104 Collapse

                              yes I agree that forex is a good work in the world and it is life changing program ,jahan tak time dainy ka taluq hy ap jitna time dain ge utna ziada ap ko benifit ho ga ap experience gain krain ge ap ki skills improve hon ge
                              Signature removed by moderator
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                G han bhai ap sahi keh rahy hmain forex ko daily basis py atlest 3 to 4 hours to dainy hi chaiye kyn k is sy hamara knowledge b increase ho ga r hm r behtr tareeky sy training hasil kr skty hain r hm better way may profit earn kr skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X