Akser logon ke liy forex trading main profit aik khawb ban ker reh jata hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g ye bat bilkul sai hay kay market main kam karny waly aksr log aysay b hain jin ko profit hasil nai hota hay in ka khwab hi rhta hay kay market main ziada profit hasil kar sakay magr trade main kam karny kay liye aysy wishes nai karna ho gi is main mehna karna hoti hay or sabar or thammul say kam karna hota hhay
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han jo log strategy aur experience k beghair kaam krtay hain unn ko profit nahi hota.
      • #18 Collapse

        Ni Bay as koy bat ni ma 2 year say forex ma trading kar Ra how or har month 200 300 $ profit kar lata how sharo ma loss how this lakin ab mog ma how jab sa pak forem pa account Bania ha alim ma azfa how ha pak forem zinda bad
        Post pasind ay to Thinks pr click krin
        • #19 Collapse

          wo is liye k wo trading ko pora time nahi dety or phir un ko market ki smjh nahi ati or un ko hamesha loss hota hai or un ko lagta hai k mrket me loss hi hai is liye wo positive so nahi sochte or bus ye hi sochte hai k profit hota hi nahi hai .
          • #20 Collapse

            bhai Mere Khayal Se Forex trading main profit un logo k Liye Khwab Bankar kar rahe jata Hai jo loog apni trade bgair sochy samjhy open karty hain aur aisy loog hamesha hi nuqsaan uthaty hain
            • #21 Collapse

              wo log jo patience k sath forex ko learn karty hain..aur baghair kisi lalach k trading karty hain wo is main kamyab ho jaty hain.
               
              • #22 Collapse

                jo log isy join karny ke bad is ko sahi tareqy se time deny ki takleef nai karte aur sirf bna kuch key profit hasil karny ki koshsh main lgy rahty hein is ley wo kbi bhi kamyabi ka munh nai dekh paty
                 
                • #23 Collapse

                  bahi ya wo log hi jo forex pa aa kay mahnat nai karty hi bas baty hi karty rahty hi as lia an ka sapna sapna ban kay hi rah jata hi ya wo log hutay hi jo acha profit kama rahy hu an say pochna b gawara ni karty hi bas an ko dakh dakh kay sari jaty hi as lia bahi ager ap log acha profit kamana cahty hu as kay lia ap ko mahnt karna bhut lazmi hi
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                    dear forum fellow maira sawal hy ke akser logon ko forex main profit ni hota aur profit un ke liy aik khawb ban ker reh jata hy aisa keon hy wo forex main nakam keon hoty hn
                    Bahi esa nahi ha k khuwaab he rehta ha. Mera first target tha k main ny chahy 10$ he kun na ho withdraw lagana ha to mane pehly month k 15 don ma 60$ ka withdraw lagaya aur mera khuwaab pora hua. Es k baad ab mera target ha k mane esi strategy bnaani ha jos se mujhy nuqsan na ho. Jo log mehnat nahi karty aur forex ko mushkil samjh kar chorty hain wo log nakaam hoty hain.
                    • #25 Collapse

                      Dear friends, forex se profit tbi leya ja skta ha jb ap ko trading ka experience ho...kuch log practice ni kartay aur trading start kar detay hn as a result un ko loss hota ha..un ko chaheay k pehlay achi tarah demo account pa practice karain dosra real account pa trade karnay se pehlay market ko achi tarah analyse kar.ain
                      • #26 Collapse

                        G bhaio ap logon ki bat bilkal thk hy is pe kam krne se pahle achi tarah smjhain parhain phr trading krn to unhn nuqsan bht kam ho ga ik dam garam khane se munh jalta hy soch samjh k or bna Kisi lalach k kam krn ge to nuqsan ka samna ni krna parhe ga
                        • #27 Collapse

                          Jis bandey ne khob practice aur best planning k sath trading ki hoti hai usko profit zaror hota hai lekin agr planning aur strategy thek ni to phr loss ho ga. is liey trade lagane se pehle market analysis zaror kerna chahiey.
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                            dear forum fellow maira sawal hy ke akser logon ko forex main profit ni hota aur profit un ke liy aik khawb ban ker reh jata hy aisa keon hy wo forex main nakam keon hoty hn
                            traders k sath aisa is liye hota hai q k jab new traders trading mian enter hoty hain to wo atay he tradng main profit bnany ki sochty hain or kam ko seekhty nahi aisa krnay sy traders kabhi bhi profit nahi bna skty
                            • #29 Collapse

                              Kabhi kabhi kuch din asay atay hain jo trading ke lie achay nahi hotay lehaza meri forex traders se drkhwast hai ke woh agar kuch dino ke lie profit earn nahi kar rahay hotay tu mayus mat hoa karain aur mehnat jari kartay hoay achay dino ka intezaar karain. Asa kabhi nahi hota ke aap hamesha hi loss main rahain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G ap ne theek kaha bilkul aesa hi hay aksar logon ka ye sawal hota hay k hum rading se income nai jar pate tou main ye samjhti hun k us ki wajha wo khud hay k eo trading ko samje bagyr karte hay is k bary may knowledge nai rakhte aur trading ki practice nai karte aur trading start kar lete hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X