Akser logon ke liy forex trading main profit aik khawb ban ker reh jata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Akser logon ke liy forex trading main profit aik khawb ban ker reh jata hy
    dear forum fellow maira sawal hy ke akser logon ko forex main profit ni hota aur profit un ke liy aik khawb ban ker reh jata hy aisa keon hy wo forex main nakam keon hoty hn
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han esy bahot se traders hey jo profit earn nahi par paty, esy traders ko trading me loss ka reason jo be magar main reason yahi ho sakta hay key un ka trading expernice kam hota hay jes ki waja se us ko market me loss hona yakeeni ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Forex trading main profit earn karna asan nhi hai..wo log jo patience k sath forex ko learn karty hain..aur baghair kisi lalach k trading karty hain wo is main kamyab ho jaty hain..aur aisy log jo raton rat k ameer hony k khawab dekhty hain.. wo is man fail ho jaty hain wo lot size account ki worth sy ziyada ka use karty hain..
      • #4 Collapse

        Bhai aisa he hai q k bhot sy trader is sy ukta jaty hain lakin mery khyal mn agar ap pehly pak forex ka knowledge hasil kren phr trading k bary mn apko malomat hun aur halat e hazra ki jan kaari ho toh ap is sy bhot sa faida otha skhty hain aur apna future behtar kar skhty hain
        • #5 Collapse

          Forex main aisa hona un trader ke sath hota hai jo isy join karny ke bad is ko sahi tareqy se time deny ki takleef nai karte aur sirf bna kuch key profit hasil karny ki koshsh main lgy rahty hein is ley wo kbi bhi kamyabi ka munh nai dekh paty aur hamesha loss main hi rahty hein aur din account wash krate krate forex se bhr yehni out ho jate hein
          • #6 Collapse

            dear member ap nay bahut acha thred post kia hay umeed hay is say kaafi logon ko benefit milay ga asal main jo log forex ko seriously nai laitay hain wahin peoples is main maar kha jatay hain wo kabhi bhi markeet ki situation ko samjhna nai chahtay hain hamaisha yahi sochtay hain k kb ham ameer ban jaingay kab hamra chakka lagay ga bus isi tarha forex main success unka khawab ban k reh jata hay.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
              dear forum fellow maira sawal hy ke akser logon ko forex main profit ni hota aur profit un ke liy aik khawb ban ker reh jata hy aisa keon hy wo forex main nakam keon hoty hn
              Actually ye understood si baat hai keh, hamen kuch bhi gain (haasil) karney key liey hmary pas kuch hona zrori hai. wo chahey paisa ho, ya good observation ho ya phir good experiments hon to ham wo sab kuch gain kar sktey hain jo ham chahtey hainn. to same situation here, ham public market main invest kartey hain. or Profit ki umeed bhi rakhtey hain lakn us key liey hamen Market experiments hona chaheay, public dealing best honi chaheay, facts observation achi honi chaheay then phir May Allah give us every thing which we want to get.:o
              • #8 Collapse

                meri bhai wo forex me nakam is waja sy hote he ke wo forex me dil se kam nai karte or bus unnhe paiso ki pari hoti he or wo yahi chahte he jitna juldy ho forex se profit le magar ye is lalach ke chakar me apna banaya howa bonus bhi zaya kardete he or phr ye har baar recover karne ke chakkar me apna monthly bonus har baar zaya karte rehte hai
                • #9 Collapse

                  Dear frend mai ap ki bat sy k forex treading mai earning kuch logo ka lhuwab hai es sy bilkul agree nai karti kun k forex aik aida kam hai jis mai agar thori sy mehnat ki jaye tab b kuch na kuch earning lazmi hoti jai forex mai earning karna koi bhara masla nai hai.
                  • #10 Collapse

                    Hmmmm g han sar ap ki bat kafi had tak theak hy ky forex main profie hasil kerna bagut sy logo ky leay sirf aik khuab ban ky rh jata hy mager is main galthi bi un ki apni hi hoti hy kuen ky wo thory profite py apny ap ko ni rakhna chaty aur zida profie ky chker main wo us thory sy profie ay bi jaty hen
                    • #11 Collapse

                      G haan kuch log waqai bahut unlucky rehtay hain ic mamlay main. Forex main nakaami ka ziyada daro madaar trader ki apni planning aur stargty pay hota ha aur thora daro madaar luck pay hota ha. Jb koi baghir learning k forex start krta ha to usko forex main nakaami he milti ha aur aisay he trade lga dena babut bri reason ha loss ki.
                      • #12 Collapse

                        O hooooo asa ni hy bhai jo log profit gain ni kr rhy wo zara apna ap check krain k un k pass knowledge kitna hy experience kitna hy time kitna dyty hain forex ho to un ko apni mistake ka pata chal jya ga to os k bad wo b profit hasil kr lain gy
                        • #13 Collapse

                          Agr ham is kam my mhnay nai kry gu to phr to ehsa hi hoga k hamar khowab hi bn k reh jaye ga our ham is my kamyab nai hogy our ham jab bhi kam kry to phr ham ko sahi profit nai mily ga ya loss hota rahy ga ham ko sahi hard work krna parhta hy tab hi kuch milta hy ham ko
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            forex mey gr ap ko apnay profit bohat zyada karnay ky khuwaab puray karnay hen tou oskay lye ap ko mahnat karna ha agar asa nahe kro gay tou ap ka khuwaab pura nahe hoga ap sirf loss kro gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han g bilkul jo log kam ko sahi se samajty nahi ha and sirf kam ma lalach karty rehty ha un ko hamesha loss hi hota rehta ha is liye sab kuch bohat zaida dhayan se karna hota ha and kam karna hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X