Apny mind sy trading krain kisi ki baat per dhyaan na dain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    nae aap aesa blkul b na kren aap phele kissi aesay bnday se pochen jis ko trading ka pta ho woh aap ko jis trah guide kre aap wesa kren ta k aap ko profit ho aur loss face na krna paray
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g janab main app ki bat say kisi hud tak itefaq karta hun lekin kehna chahun ga k humen kisi k mafeed mashwra par zarorr gorh karna chahiye kiu k is tara sy b humen acha benefit hasel ho sakta hai
      • #108 Collapse

        friends ye haqeeqat hai kay hume trading karte waqt apna mind fresh rakh kar trading karni chaiye fresh mind se market ko samjh kar achi trading kar ke achi earning kar sake ge jab ke agar hum upset mind se trading kare ge to market ko learn nai kar sake ge jis se hume little mistakes se ziyada loss ho jata hai
        • #109 Collapse

          Yes brother its very good suggestion only for me but also for everyone. we should do trading according to own mind if we trading according to other mind how can we understand trade so be independent don't trust anyone.
          • #110 Collapse

            Jis kadar trader k pas achi knowledge hoti hai us k decision power usi kadar strong hoti hai or woh apni knowledge ko jab achi tarha use karta hai tu woh market ki har situation ko easily handle karta hai or knowledge ki base pay woh achy decision b leta hai.Yeh he waja hai successful trader humesha apni knowledge ko gain karty hain or jab woh kahi se knowledge hasil karty hain tu us ko demo pay pehlay test kar lety hain.
            • #111 Collapse

              App ne kafi hud tak bohat he achi bat kahi ha lekin mein samjta hun k humen duro ki bat ko b zaror sun lena chaiye aur un k mashwra par amal karte rehna chaiye to phir humen acha faida hasel ho sake ga
              • #112 Collapse

                forex mein kam krne ke liye aap ka mind fresh aur cool hona chaiye agr aap forex mein trading kr rahe hai to aap ko apne dimagh ka istimal krna chaiye aur logo ke baton par dihan ni dena chaiye
                • #113 Collapse

                  jee bhai main bhi app ki baat say agree karta hun k jab bhi app dhayan say aur apny ind say trade karian gay tu app ki trade achi chal rahi ho gee aur jab bhi app kisi or trader ko daikhy gay tu app ka dhayan uss traf chla jata hai app samjhty hain k wo app say ziada earn kar raha hota hai mger aisa nhai hota jiss say app ki trading khraab hony lagti aisa na karian tb he app achy triky say trade kar pain gay.
                  • #114 Collapse

                    yar bohat se log kehty hain k Forex fake hai is main account banned ho jata hai is main payment nai milti just time waste hai,,,yani ap ko demotivate karty hain lakin ap ko chaye k ap un ke bato par dayhan mat dain and khud par yakeen rakh kar apna kaam karain and rules ko follow karain than dakhain.....
                    • #115 Collapse

                      g han bhai ap nay thek kaha hai ap jo bhi trade kar rahy hain apny mind say karein aur jo ap chahty hain ap wo he karein q k ye ap k lia zad acha hai agar ap kaisi ki bat pay dehan day k us ki bat sun k tarde kiarein gay aur ap ko loss ho ga to ap ko he dukh ho ga
                      • #116 Collapse

                        H HAN HUME CHYA KA HUM APNA DIL KE BAT PER trader lagna chaya jo humrar dil bolo by ya sell jo be bola us pa trader lagna chya keyo ka jab hune koi nuqsan ho b jay hum kse ko kasoor war na kah saka
                        • #117 Collapse

                          yes yes brother very very nice question hai bhai app ka bhai sirf appney mind sey trading karni chahey kayun kay app apney knownlege kay hesab sey trading karni chaheyaa aur koy galt be bata sakta hai
                          • #118 Collapse

                            Bilkul theek kaha hai aapne or mai aapki baat say 100% agree karta hoon, traders ko hamesha apne mind kay mutabiq hi trading karna chahiye. or dosray unprofessional logo ki baaton per dhaiyan nahi daina chahiye, or jitna ziada ho sake apni skills or talent ko utlize karna chahiye.
                            • #119 Collapse

                              there is some tricks aap donrun say mada lay saktay hain lakin at the end aap nay khud faisla karna hay k aap k liay mozun decision kia hay kyun k atthe end you have to face the los or profit best of luck
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                hme apne mind see trading karni chaye qk agr ap ko loss bi ho jayetu in koapni ghaLTI PTA CHAL Jaee gii ke kese hoi ghulti dosro ki bat prr dehyan dee krr apna time waist na karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X