Apny mind sy trading krain kisi ki baat per dhyaan na dain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ayan پيغام ديکھيے
    jab tak mai apny mind sy trading ker raha tha tab tak to bht hi acha tha q k ager meri trade ghalat bhi ho jati to ilzaam mai khud ko hi de sakta tha but ager kisi ki baat ko dhyaan mai rakh ker trade karain gy to ager wo trade ghalat ho gae to ap khud ko bhi or us ko bhi blame kerty rahain gy is liye trading khud sy hi kerni chahiye mai ny news ko dekhty howe ek trade ki hai jis mai mjhe loss ho raHA hai or ek trade jo mai ny news ko dekhny sy pahly ki us mai bhi mje losss ho raha hay
    well dear ye ap ne theak kaha hai.,aesa kerne se ap 2 kamo se bach jaet hain,.
    khud trading se seekhenge,.
    agar loss huwa to ilzaam kisi dosray per nhi lagayene,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      acha tha q k ager meri trade ghalat bhi ho jati to ilzaam mai khud ko hi de sakta tha but ager kisi ki baat ko dhyaan mai rakh ker trade karain gy to ager wo trade ghalat ho gae to ap khud ko bhi or us ko bhi blame kerty rahain gy is liye trading khud sy hi kerni chahiye mai ny news ko dekhty howe ek trade ki hai jis mai mjhe loss ho raHA hai or ek trade jo mai ny news ko dekhny sy pahly ki us mai bhi mje losss ho raha hay
      • #93 Collapse

        g bilkul apki bat ce agree hun mera b ye hi khyl hai k hum sbko apne mind ce trading krni chaye kyun k jb hmare pass knowledge ni hoga tu hum kbi b apne mind ce trading krne main expert ni ho skty
        • #94 Collapse

          Ge bilkul sahi kaha hai apney apney mind se trading ko kerney per apko loss nahi hota hai is liye hum ko kisi ki bhi baat manney ki bajaye apney ap pe yaqeen ker ke trading ko karna chahiye..............................
          • #95 Collapse

            There are 3 types of Stop loss orders: fixed Stop loss, sliding Stop loss and combined Stop loss. Fixed Stop losses are set while opening positions. They cannot be changed until the deal is closed.
            • #96 Collapse

              G han bilkul.forex trading main hamain apna mind use karna chahiey.agar hum emotions ko control kar kay kaam karain gay to phir hum easily achi earning lay sakty hain or iss business main hum survive kar sakty hain.
              • #97 Collapse

                Mare dost yer mare khyal me in forex trading business marketme do kisam ki trading hoti ha eik khodo ki doasari robot hi hum ko chay khodo ki trading kar aur apany mind ko use karey na ky robot ko use karey hum
                • #98 Collapse

                  forex trading main ager app ko success hasil kerna hai to app ko appna her faisala khud kerna hoga appni knowledge or experience ko samne rakh ker treading kerni ho gi kisi ke experience se trading kerne main app ko loss ho skahta hai
                  • #99 Collapse

                    apne zehn k mutabiq trading krni
                    chahye takay apki knowledge me b izafa ho or apko
                    trading ka behtar tajurba b hojae . Agar ap logon ki baton
                    me akay trading krenge to ap khud ko dhoka denge or ap
                    apni kamzehni or kamaqli ka suboot denge k apko kuch
                    nai ata .
                     
                    • #100 Collapse

                      ap ki baat bilkul theek hai hmain pehli is
                      mai knowledge get karain aur jo phr hmare mind ko
                      theek lage ham us ko accept krai aur kisi ki baat na
                      sunain ye theek treeka hai
                       
                      • #101 Collapse

                        agar ap ke pass acha knowledge hai or apni trade karne ka acha plan mojood hai to ap apne mind say he trade karo otherwise ap ko help ki xarorat lazmi parti hai
                        • #102 Collapse

                          apny mind se trading krnay k lia ap ko technical or fundamintal analysis dono anay chahiya agr ap in dono mai expert hain tw market sentiment b sat mai daikh leni chahiya phir he apny mind se trade karain ap kw zaroor profit ho ga :)
                          • #103 Collapse

                            jee ha bilkul forex me hme apne mind se hi kam karna chaiye kisi ki bt pe dihan nai dena chaiye agar hm dusro ki bto me gay to hme nuksan hosakta he hme kia pata he k dusra sch bol raha he ya galat.
                            • #104 Collapse

                              g han ap theak kah rahy ho or main apki baat say agree karta hun k forex main insan ko apny mind say kaam karna chahye na k kisi or k kahny par chalna chahye is main apko market trend ko analyize karna chahye or phir isky zarye say hi apni trade lagani chhaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ji haa bilkul kyuke baaz dafa aysaa hota hai ke trader koi firend ki baat sunke trade karta hai aur intry minus me jati hai yaha tak ke kafi loss hota hai isiliye mai yahi kahoonga ke trader ko chaiye ke wo market ke daily news ko follow kare aur trade kare to achcha profit hasil kar sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X