over trade - a big mistake !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    aap aik sense may sahi keh rahe hain mager ye mistake un logo kay liye hay jin ko trading nahi aati ager kisi insaan ko trading aati ho to us shakhs kay liye ye aik bara profit ka zariya hay q k koi aik baar jeet sakta hay to dobara bhi jeet sakta hay lihaza app ye nahi keh sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      hamain is forex main apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur is k bary main hard work kar k hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur sucess hon gay
      • #243 Collapse

        Yes i agree with you. Over yltrading se ham apni earning kam aur comission zyada pay kar rahy hoty hain. Is lye mera khyal hai k over trading se bachna cgahye
        • #244 Collapse

          bhia ya to simple wording me kaho to ap money managment ko follow na kro ay to apko bataod ke apko profit ni ho to apko loss hi hota becoz over lot greed se ata hn aur osse just acocunt washed hu hota hn :)
          • #245 Collapse

            slaam all members.. boht achi baat kahi ha app na over trading boht nuksan deti ha jo newbie hota ha usa shoro mah idea nahi hota wo lalch krta jata ha ur margin level kam hota jata ha ur iyk time ata ha us ka account wash ho jata ha.. mera sath bhi shro mah yahi howa tha..
            • #246 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
              For new trader a big mistake is that they do a lot of trades every day.

              One trader should not do a lot of trades, as you are paying commission on each & every trade. So you pay a lot of commission.

              You lose concentrate on your trading
              You will not be able to maintain your rules on all your trading.

              when you have losing trade & you try again & again you lose more & more money.

              So do not over trade.
              Hanji bhai jaan aap bilkul theek Hai Re Hai Hame aur trading nahi karni chahiye balge Puri trading Karni chahiye tar ke Hamza da bro fad Banane Ke Chakkar Mein last na na J
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #247 Collapse

                Bahut achi bat share ki ha over trading aik common mistake ha jo most of the traders commit krtay hain. Apko aur hmain over trading say thora conscious rehna ho ga ta k ziyada loss say bach skain. Sahe time ka wait krna chaeay aur aik order close kr k foran dosra order nai lgana chaheay.
                • #248 Collapse

                  brother apne bht e mufid bat ki k hamen aik e waqt main kai sari trade open nahi krni chaie is se hamari tawaja nai rahe gi or ham ulajh k reh jainge islie aik aik ya 2 trade open kren aik waqt or un per fully focus rahen to behter he i think.
                  • #249 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                    For new trader a big mistake is that they do a lot of trades every day.

                    One trader should not do a lot of trades, as you are paying commission on each & every trade. So you pay a lot of commission.

                    You lose concentrate on your trading
                    You will not be able to maintain your rules on all your trading.

                    when you have losing trade & you try again & again you lose more & more money.

                    So do not over trade.
                    G haan bahi sab logon ke ye aadat hoti hai kay jab 1 trade lagaty hain to us ma profit hota hai phr usi pair pe phr trade laga dety hain aur phr jo kuch kamaya hota hai us se zaida uraa dety hain. Es ly hum ko apny target kay hisaab se trades limit ma reh kay kaam karna chahey aur zayda lalach ma nahin aana chaheyy
                    • #250 Collapse

                      is forx main hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main hum sab achi trade lga sakty hain so hamain market main trend ko use karein gay tab hamain bi is forex main faida ho saksy ga aur mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi it is best job
                      • #251 Collapse

                        markt main is k bary main hard owrk kar k hi hum achy say run karein gay aur is main mistakes ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is main enter hny say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum achy say profit hasil karny k kabil ho sakty hain it is best job
                        • #252 Collapse

                          jo log kam karty howe apny emotions or lalch ko qabo mai nahi rahkty unhy loss hota hain or is mai marke tk akoi qasru nahi hota forex aik international busines hain hamy is mai ache learning hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                          • #253 Collapse

                            har kaam ke ek hadd muqarar hoti hay, jab bhi ham hadd say agy guzrain gy to hamen nuqsan ho ga. Forex main bhi trading ke ek hadd muqarar hai. waisy to forex trading unlimited hay but hadd is waja say muqarar hay ky traders kay account balance ky hisab say aur market ke condition ky hisab say. Agar ham overtrading karen gy to loss he hamara muqaddar ho ga.
                            • #254 Collapse

                              hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hamain loss kam ho saky ga aur hamain is k bary main information hasil karna ho ga ta k hamain is forex main achy say trade kar sakty hain aur is k bary main information hasil ho ga tab hi hum perform karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Re: over trade - a big mistake !!

                                is forex main kisi bi waqt trade kar sakty hain aur mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is forex main up aur down ko dekhna ho ga ta k achi hum achy say trad karny k kabil ho sakty hain ta k hamain faida ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X