over trade - a big mistake !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    over trading hamesha loss se do char karti hai ham ko jab bhi ham over trading karte hain or greed se kaam lete hain to hame loss ka samna karna parta hai greed jitni ham kam karen ge or mistakes jitni ham kam karen ge utna he ziada ham ko kamane me asani hoti rahe gi aik trade ya 2 trades se ziada kabhi trade nahi lagani chahiye or hamesha lot size ko hame adjust kar ke he kaam karna chahiye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      g han sahi kaha app ne over trading hi big mistakes hoti hay, es month mujy gold me over trading k waja se hi bahot hi zeyda loss ho chuka hay, please mera mashwara hay k over trading app na hi karen to app account wash se bach sako gey.
      • #228 Collapse

        Forex may ap ko hamesha apnay capital k hisab say is may trade lagani chiye jahan tak ap ka capital ap ko support karts ha whaan r
        tak agar ap is may work karyen gay tu ap is may ap kamyabi k sath kaam kar skty ha warna ap waste ho jayen gay
        • #229 Collapse

          je bhaiii bilkul sahe hmain over trade nahe krni chahiyay kue zrori nahe k ap har trade ma profit gain krain ap aik trade sy kam loss kha sakty hain agar wohe ap ke 10 trades hu tw 1 multiply 10 krain na phr ap daikhain ap ko kitna loss hota ha is liyay kaam trades lgain trend ko daikh k
          • #230 Collapse

            Some time ik banda apny greed ki waja over trading karta hai jo nuqsan deh hota hai Q key limits may trading achi hoti hai , greed apko over trading pey majobor karta hai ao os time ap ghalat trade open karty ho jo loss ka sabab banta hai es leye jetna ho saky apnay ap ko over trading ao belawaja trading sey bachao yehi apkay leye behtar hai .
            • #231 Collapse

              my dear frien jo new trader huty hi wo ak bhut bari mistake ya karty hi jo stop loss ni lagaty an ko loss huta cahal jata hi hata ka an ka account kahtm hujata hi as lya jab b trade kary to stop loss lazmi lagay as say ap ka loss kam huta ha markit ka b ap ko andaza hu jata hi
              • #232 Collapse

                humean apni trade ko manage achay say kerna chahy humera capital bonus balance kam hota hai to humean aik ya do he trades aik waqt main open honi chahy pher he hum forex say acha profit earn ker sagty hain
                • #233 Collapse

                  Forex market maui trade krtay waqat hum ko money management kay rules ko follow krna chaheay. tk hum over trading ko control kr sky. aur forex market mai regular earning hasil kr sky.
                  • #234 Collapse

                    yes aap ne sahi kaha overtrading karne se ham apne account ko khatre main daal dete hhain kiu k over trading se hamara margin kam ho jaata hai jis ki waja se ham ko margin call jald wasool ho sakti hai agar hamari trades loss main chali jaae to
                    • #235 Collapse

                      Forex trading business ek international trading business he jis par hum kam kar ke bohot paisa earn kar sakte he but is ke lea forex trading ke information,knowledge and experience gain kar na hoga and forex trading business pe trading kar ne ke time pe greedy nahi hona chahe a nahi to ap forex par loss karenge.Forex trading business bohot he accha way a life ko change karne ke but pahle forex trading ko learning kar na hoga then forex trading se earn hoga.
                      • #236 Collapse

                        dear yah bat such hai k ham ko forex main rlsk laina lazmi hota hai per is se murad yah nahe k ham forex main atna risk la kar earning ki koshish karin k ham apny equity ko bhool he jain to is lai ham kabi b over trading nahe karny ho gi qk trading ka move to again b mill jata hai per loss recover karna bara mushkal ho jata hai
                        • #237 Collapse

                          over trading karnay say traders ko ziada loss honay ka khatra rehta hai iss liye traders ko over trading say perhaiz he karna chaiye. meray khayal saay tu new traders ko chaiye k woh aik time main ager aik he trade open kare tu in kay liye kafi munasib rahy ga.
                          • #238 Collapse

                            is forex main mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur greed ko avoid kar k hi hum acha earn karein gay aur phar hi hum sucess ho saky gay aur trend ko use kar k sucess hon gay
                            • #239 Collapse

                              hum jab trade karty hain to humain is main mistake nai karna ho ga kun kay mistake kay sath kam karty hain to trade main koi faida nai hota hay humain hard work kar kay achy say ana ho ga magr humain demo ko use karna ho ga magr humain is main ziad atrade karny say kafi risk ho sakta hay kay humain over trade say loss b hasil ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Yes new traders aisa karty hain k kafi oreders open kar dety hain wo samjhty hain k kisi na kisi mein profit a hi jae ga jo k boht hi galat hy hamary liye hamen aisa bilkul nahi karna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X