over trade - a big mistake !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yeh tu he jb trader apne balance se ziada work rkte he aur trading mein risk istemal krta he tu trader success is mein nhe le skte hein aur wuh loss krte hien tu trading mein aram se aur soch smjh kr kam krna he acha hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      forex main daily ziadah trade na karin.agar ham ziadah trade karin gain tu loss ho janay k chances hain.forex main over trading karin tu hamain big loss ho sakta hai.
      • #168 Collapse

        100% right bhai yeh bohat bari galti hai humein over trade nahi karni chahiye hum daily 1 trade lgaye to us say acha profit earn kar saktey hai jab me new tha to over trade karta tha zeyada ki lalach me jo profit bana bhi hota tha woh bhi loss ho jata tha
        • #169 Collapse

          aha ahn yes over trade is a big mistake for trader of forex forum , over honaw hi nahin chahiye pehle tu , ap ko confident rakhnaw chahiye par ye nahin ke kuch zadaw hi over trade karne lago ap :)
          • #170 Collapse

            g bhai jaan apne theak baat kahe hai mai samjta hu humay loss ki aik yahe waja hoti hai and huma is mai greeds b nhe karna chaiey
            • #171 Collapse

              if we do not do more trade and how can we cover over margin and loss sa bachna k lya kya karna chahya aur agr is ma loss b ho jay to is ko kasa pura karna chahya please tell us how we cover it?
              • #172 Collapse

                aslam o alaikum over trading hame zyada tar los hi ki taaraf lejati he is main ham jab taq achi knowledge na ho tu daryami trading he karni chai zyada lalach ke chaker main ham kafi nuksan kar bath te hen
                • #173 Collapse

                  asi to koi bat nai bas itna boloun ga k apna ek daily target set kar lein or woh complete ho jaye to terminal mein se real account ko close kar dein or demo open kar dein phir demo per jitna ho trading karen no issue lekin risk na lein apne real k sath
                  • #174 Collapse

                    trading humesha apny target ko samny rakh kar karna chaye aur jis time ap ka profit ka target achieve ho jaye to phir sub trade close kar dena chaye aur next day say trading start karna chaye aur over trading nai karna chaye kuinkay over trading loss ko invite karti hay
                    • #175 Collapse

                      assalasm o alikumg bhai jan forex me jo new hain un ko chahiye k sub se pehle wo achi learning or expirianc hasil kren or kabhi lalach na kre
                      • #176 Collapse

                        teek kaha ahi ap ny dear br br trad layny sy b loss ka chance zayda hota hai. or new user yhi galti zaror krty hai wo ek din may e bht sari trade kr lyty hai jin may bht sari wrong hn jati hai or asy loss hn jata hai. is k liay experience ka hona zaroroi hai jo k kuch time is business ko dy kr e ata hai
                         
                        • #177 Collapse

                          Yes, I would say, it is a very good trader is, well, so it is always a good time to resolve this business is a sure-fire way to make money is a lot of money.
                          • #178 Collapse

                            over trade is big mistake because forex aik legal business hai sab ky liye aur is mein forex ko people bohat pasand kartay hain aur new genertaion is bsuiness ko bohat like karti hai aur future mein bi yehi business legal ho ga aur people is business par work kar reh hon gy.
                            • #179 Collapse

                              over trade is big mistake bcz forex best business hai aur aap is business mein success ky liye hardworking kartay hain apna knoweldge increase kiya kary demo par ziyda sy ziyda trading kary tab aap forex mein success hasil kar saktay hain aur yeh good hai aur demo trading bohat helpful hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                over trading bhi ni krni chayie aur forex aik aisa business hai jis mein aap ko planning ki need hoti hai aur is business mein aap ko money management sy aap ko profit aur loss is tarah manage karna hota hia ky aap ko profit aur loss adjust kar sakey aur yeh business sab is ko join kar skatay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X