3 types of analyse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kopi60 پيغام ديکھيے
    Hello brothers and sister mujhey ye btain ke jo 3 types ki analsye hotin hen inmen se konsi analyse ka sub se ziada affect markit per hota he bohat sare expert trader ne mujhey bataya he ke fundamently analyse ka markit per bohat affect parta he bohat tezi se ap bi comment share karen
    Dear ya baat haqiqat ha ka fundamental analysis ka Forex market trend pa boht zada effect pharta ha magar fundamental analysis seekhana ka liye apko boht zada mehanat karni phargi agar ap fundamental analysis pa gripp bana lete hein tu apko market may success hona say koiy nhi ruk sakhta lakin ya ak boht zada muskil analysis hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      tecnical analysis bhot hi best hoti hy trading k liya agr ya sahi sy atoi ho to phr is forex my kam krna koi mushkil nai hota y ap ehsani sy trading kr sagty hy agr ap ko trading thek sy krni hot to phr ap ny trading krny k liya caha profit hasil krny k liy aapny phr analysis zaror sekhni hy is sy pa ko loss bhot hi kam ho ga our pa ko is sy profit bhot hi zeada hoga our pa achy trader nban jay gy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #33 Collapse

        me simply 2 types ke he analysis karta hon 1 hai fundamental or 2nd hai technical me in ke hisab se he hamesha apni trading karta hon kiun ke trading me agar aap ko profit kamana hai or trading se results ache hasil karne hain to yeh 2 analysis he aap ko thik se kar lene chahiyen jab aap analysis ache or strong kar len ge to aap ko khud he aik acha market ka jaiza hasil ho jae ga trade karne ke lye .
        • #34 Collapse

          Eswaqat forex market mai 3tarah kay analysis hai. jo traders 3 tarah say analsis krtahai tou wo forex market mai successful ho jata hai. wo forex market mai regular earning bhe hasil krta hai.
          • #35 Collapse

            wasiy dear jo main analysis hai wo two type k hoty hai aik fundamental or dosray techincal to ahm ko lazmi hai k ham un dono per grip krain agr ham earning karna chahaty hai to . q k ham janty hai k market 2 cheezo se zyda effect hoty hai aik to news or dosray hai demand and supply to ham ko her cheeze per negah rakahny ki zaroorat hai
            • #36 Collapse

              hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi phar hi hum is main kuch hasil kar skay gay aur market main up aur down ko dekhna ho ga ta k loss kam ho skay aur market main acha earn karein gay
              • #37 Collapse

                humain is main analysis kar kay achy sya kam karna ho ga kun kay anlysis karny say market main kafi help mil jati hay agr humain success hasil karni hay to demo ko use kar kay market main kam karna ho ga low risk main trade karna kafi sai rhta hay demo ko use karty hain to analysis karny ki b practice ho sakti hay hard work kar kay ana ho ga
                • #38 Collapse

                  Yes apko sahe pata hy k fundamenatal analysis kafi acha hy hamary liye kyo k k ye kisi bhe chez ki market ko deakh kar trend py hoti hain aur jo technical hy us mein experts apni rai dety hain aur apny tajruby ke bunyad py bataty hai. Es liye fundamental analysis acha hota hy
                  • #39 Collapse

                    Technical analysis Jyada tarike use Hote Hain hai woh market technical analysis for kaam karti hai aur jo maximum theatres hai woh technical analysis par depend karta hai aur kuch Karke Forex trading Mein apna kaam karte hain isliye aap bhi technical analysis use Karke market Mein kaam kar sakte hain aur Forex trading se fayda Hustle kar sakte hain
                    • #40 Collapse

                      boht zbrdst itni deatail sy analysis ki types ko biaan kia gia hai . yeh information boht best hain juniors k liye. es k elawa humy khud ka analysis krna chahiye k hum kaisy es field mai aagy brh skty hain...
                      • #41 Collapse

                        market main sary rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur market main analyse kar k hi hum run karein gay aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay aur hamain market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay
                        • #42 Collapse

                          forex market main ziada tar 2 tarah ka analysis chalta hai aik tou technical analysis hota hai jo boaht say analyst use karty hain or aik fundamental analysis hota hai jo k news trading bhi kahty hain jis main mery khayal main agar ap k pass tecnicals analysis ho tou ap k luye is main trading karna bohat asan ho jata hai ap ko market ki moves ka idea bohat achy say ho jata hai ap aik scure trading kar sakty hain is say
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kopi60 پيغام ديکھيے
                            Hello brothers and sister mujhey ye btain ke jo 3 types ki analsye hotin hen inmen se konsi analyse ka sub se ziada affect markit per hota he bohat sare expert trader ne mujhey bataya he ke fundamently analyse ka markit per bohat affect parta he bohat tezi se ap bi comment share karen
                            Mere Hathon Mein Nau Din Nau analysis hi fi name and contact force analysis ki apni value hoti hai hum jo bhi analysis Kare Hame on Se fayda Hota Hai
                            • #44 Collapse

                              is main analyse karni ho gi tab hi hum achi trade kar sakty hain so hamain is k bary main hard work karni ho gi aur is forex main part time main bi job kar sakty hain aur hamain is forex main faidy hoty hain so hamain is main expeirence hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur markt main analyse karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is sya loss kam ho saky ga aur is main technicaly bi is forex main trade kar k hi hum achy say profit ho ga aur market main run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X