Common mistake on trading- 1
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    hamesha sahi time ka wait karna chahiye mistakes me yeh bhi sab se important baat hai ke aap trade ke lye bohat jaldi karen or sahi direction ka wait karne se pehle he aap trade le len is lye aesi mistakes na karen or proper direction start hone ka wait karte hue trade ke lye bethna chahiye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear trading ami mistake tu har koiu karta hy but asal learning tu mistake kar k os ko seekhna hy ta k ap ko kabii b es business mai loss face na karna pare jaise jaie ap es busines ko aage bhar kar thek se karo gy ap apnii life ko b behtar kar skao gy aur sath sath enjoy b kar skao gy soo ap faida hasil karo aur acha earn karo...
      • #63 Collapse

        Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? Guys mere khayal main common mistake jis ki waja se loss hota hia wo lot size ko manag na karna hai jiske waja se equity ka masla ban jata hai
         
        • #64 Collapse

          hiii to all kaise hain ap sab dosto. g thek kaha hai apne k new traders ke lia ye decide karna bohot moshkil hota hai k kahan tak profit ke sakte hain or konse signal pe exit ho jana hia ya kahan se reversal posibale ho sakta hia
           
          • #65 Collapse

            treding karte wakt jab bhi hum se is biznees min.mistake hui hy tab tab hum ne is biznees min loos kya hy rakh hum ko mistke nahin karni cahye is biznes min se
            • #66 Collapse

              jab hum trade main mistake karty hain to is main kam karna kafi asni hota hay humain learning kar kay kam karna ho ga ta kay hum say trade main bar bar wohi mista nai ho sakay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #67 Collapse

                Forex trading busniss mai traders bohat zaida mistakes kerty hy jis ke waja sai traders ko looss hota hy is mai ek tu ye mistake hy k hum is mai apna koe plan nai banaty jis waja sai looss hota hy
                • #68 Collapse

                  Gee mery bhai ap ki baat durast hai. mery khjayal say ap ko ak thread he post krna chaheay tha likan ap nay two thread post kiay. es tarah say ap ky thread ko under stand krna muskil ho jay gy.
                  • #69 Collapse

                    Buth e nice tips according to hurry factors buth c trader rush krty hain while treading,,so jb b market ko analysis krny lagy or market order lagny lago tu kabi b jald bazi na kro.kun jald ma ap aony treading plans ko following nae kr sakty trend prediction nae kr sakty ,forex treading ma sb ,,
                    • #70 Collapse

                      Ye to sab ki common mistaje hy k dear hum us maen jald baze kerty haen our sahe time lagaey baggeer analysis k bagheer hum us maen hab enter hoty haen to pher humean us maen loss he ho ga success k leay hard work kerna ho ga pher he hum khuch acha profit earn ker paen gy
                      • #71 Collapse

                        I think key timely analysis buhat zarori hoti hy aur agar aap saheeh time pr market main enter ho gaye hain to aap ko faida ho jaye ga, otherwise aap ko loss ho jaye ga. Sub sey bari mistake yeh hoti hy keh hum timings miss kar detay hain aur us waqt in hotey hain jab out hona hota hy aur us waqt out hotey hain jab in hona hota hy.
                        • #72 Collapse

                          I think keh good profit bananey main time analysis buhat matter karti hy aur agar aap ney timely decisions leye hain to acha profit ho jaye ga. Lekan agar aap wrong time main market main enter hon gey, to wohi profit loss main badal jaye ga. Hamain market ko analyse krna hy aur phir us key bad trend ko folow krtey hoi lots lagani hain.
                          • #73 Collapse

                            Gee han ham aksar aesa hi kerty hain ky agar aik trade main hamain kuch profit mil bhi jata hai tou ham without any wait same pair main same direction main dobara trade open ker lety hain ky pehly bhi profit hua hai tou phir bhi profit hi hoga tou aesa hota hai ky hamari trade loss main jana start ho jati hai
                            • #74 Collapse

                              mistake agr hum kam karty hain to humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kay practice say kam karna ho ga hard work kar kay kam karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Mery khayal say forex market mai zada tar mistake emotion ki waja say hoti hai. es lye agr hum es market mai emotion ko control kr lye tou hum es market mai mistake bhe kam ho gy aur humri earning bhe zada ho gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X