"Failure is never final "
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Assalam-O-Alaikum dekhain jnab loss to har business ka hisa hota hay aur koi business aisa nahi hay jis me profit kay sath loss na ho lakin ager hum ko forex trading me loss ho be jata hay to hum us ko failure nahi kah saktey ho sakta hay kay aj ager kisi ko loss howa hay to wo kal big profit earn kar lay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      bhai jan men ap ki bat samjh gya hn ap ny ye kha hy ky failure kabhi final cheez nahi hy men ap ki bat sy agree krta hn aap theek keh rahy hen loss to hr busienss ka hissa hy kamyabi ye hy ky loss hony ky bad bhi ap is business ko jari rakhen aik din kamyabi mily gi
      • #288 Collapse

        dear har kaam mai humay nakami tw hoti ha lekin usi base per humay learning b hoti hai basicaly forex aik aisa business hai jis per humay apni galtio say he learning karne ka moqa milta hai agr hum forex per loss karte hai us mai humari learning b hoti hai kiu k ap jitna forex per time apna spend karo gay utna he ap isay samj sako gay
        • #289 Collapse

          In my thinking that we are fail in this market and we are try to learnnrhe more and patience. We are work the market continue andcqe are successful.
          • #290 Collapse

            Yes failur is never final kyoun k agar koi trader forex me trading karty huy bar bar fail hojata hai to wo fail hona uska final nahe hota hai agar wo hard working karta hai to wo apni fail ko dur kar sakhta hai
            • #291 Collapse

              failure bande ke lye yahi hai ke woh is business ko finally learn kar le kiun ke learning ke bina is business me earning bohat he difficult ho jati hai agar learning sahi se kar li jaye is business me to hamare lye yeh business bohat faidamand or profitable ban jata hai .
              • #292 Collapse

                Sir mere kheyal may failur ko kabhi bhi haar nahi manni chahhiye is may apko tah takk mehnat kertay rehana chahiye jab takk ap log us may may kamyab na ho jaye pichay na hataye tab hi kamaybi milay gi thank u
                • #293 Collapse

                  loss is a main thing in every business par loss is not end of every business, agr ham loss ko face kar ka har man lan to ya chi baat nai ha, kun ka loss ko face karay gan to ham agay loss sa bach sakay gan kun ka jo galti ham na pahlay kee ha wo ham baad ma nai karay gan jiss sa loss be kam ho ga or ham profit ma rahy gan
                  • #294 Collapse

                    g hun jnab min aap ki bat se sahmar hun kah hum ko fainal li yagyahun se is bizbees min se ernug hasil hoti hy ywe buhat hi hest bizbess hy mere kyal se to
                    • #295 Collapse

                      is main loss hota hay trade main kafi risk hota hay agr hum is main hard work kar kay kam karty hain agr humain learning kar kay trade main low risk main kam karna ho ga k loss b low ho
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #296 Collapse

                        forex trading mien apko chahiye ke ap apne failure se seekhen is mien ap kabhi bhi haar nahi maanen is mien ap agar haar maan lenge to apko is mien phir loss hoga.
                        • #297 Collapse

                          Gee mery bhai ap ki baat durast hai. k es market mai fail honay ka multab ya nahi hai k ap kamyabi nahi hasil kr sakty. Ap es market mai kamyabi hasil kr sakty ho likan hard working ki madad say.
                          • #298 Collapse

                            Failure ka yeh matlab nahi hy keh aap hamesha key leye nakam ho gaye hain. Nakami aap ko kamyabi ki taraf ley kar jati hy aur aap nakami sey buhat kuch seekhtey hain. Is leye kabhi bhi haar sey ghabrana nahi chaheye aur is ko accept krna chaheye takeh aap tezi sey khud ko success key leye prepare kr sakain.
                            • #299 Collapse

                              Failure sey nahi ghabrana chaheye aur is ko final nahi samjh lena chaheye. Failure key bad kamyabi aati hy aur hr loss key bad aik profit hota hy. Hamain loss sey disappoint honey ki bajaye is ko accept krna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy unko control krney ki koshish krni chaheye. Mistakes ko control krney sey loss kam ho sakta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Yes agar apko forex trading main starting main hi loss hota hai tou it doesn't mean ky ap forex main success hasil nehi ker sakty apko just with a small investment forex main trading ko start ker ky apni trading ko smallest lot size ky sath continue ker ky real market main trading ka experience hasil kerny ky bahd lot size increase ker ky earning kerni chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X