Do not be afraid of forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2986 Collapse

    it is possible that anything can be happened in business . if your you real treader so there is no need to take any tension beacause you can decrease the risk factor through proper training and knowledge and experience so. although with the rise of market there is also increase the risk factor of business
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2987 Collapse

      agar hum dar kar trading karen gay to es dar ki waja say hum market main earn karnay ki bijaye loss kar lain gay so humay chahiey keh apny dar ko khatam kar kay trading karen yahe humary liey best hay
      • #2988 Collapse

        Trading koi as an kam nahi na he es ko as an lyna chahea its not a joke it is a real history ya kabi be kush hu sakts aa for your kind in for misstion
        • #2989 Collapse

          ye ak boht hi best buisness hai is main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice kar k hi hum sucess ho saky gay aur greed ko avoid kar k earning kar saky gay
          • #2990 Collapse

            In forex trading we should be taking a risk if we want to earn a money ku k risk k bgair goal achieve nhi hote loss aur nafah bad me sochen risk se insan seekhta b h
            • #2991 Collapse

              in forex trading afraide hone ki bilkul b zaraarat ni h ye aik online bussines h isko zaroor krna chahiye iss k liye aik ach abroker choose krna chahiye to ye aik acha business h isko zarooor krna chahiye iss mn koi dangor ni k aap ki mony doob jy gi
              • #2992 Collapse

                dear agar ap ne dekha ho ais market mai ap ko risk to lena hi parta hai jab ap ais market mai risk lety hai to ap ais mai kam kar sakty hai agar ap ais mai risk ne lety to ap ais mai kam hi ni kar sakty ais ki waja ye hai k ap agar ais mai risk ni ly gy to ap trade hi ni lagye gay.
                • #2993 Collapse

                  agar hum forex trading dar kar karen gay to es chakar main kamyab nahi ho sakty so humay chahiey keh demo account par practice kar kay apny dar ko khatam karen tabhi hum kamyab hon gay
                  • #2994 Collapse

                    ye ak boht hi best buisness hai is main sab trade kar k run karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur profit hasil kar k sucess ho saky gay
                    • #2995 Collapse

                      Trade main loss aur profit hota rhta hai iss lyy forex rdading sy drna nhi chaheyy aur kam krty rehna chaey q k koi bhi bussiness aisa nhi hai k uss main sirf profit.hi profit ho bss
                      • #2996 Collapse

                        je me aap sey agreee kertaa hao kay Forex tradings sey ofraeid nahi honaa chaeye balkeh es bsueness mein aap ko zeada sey zeada mehnat kernee chaeye tub he app es bsueness mei successful hao sakate ha.
                        • #2997 Collapse

                          salam bhai bhai mery khayal sy hamein afraid nai hona chaheye lekin risk is main hy par risk or masayel ky bina zindagi sirf or sirf bor ho jati hy lein in ky sath hum kuch sekhty hein or kuch sekhaty hein thank you.
                          • #2998 Collapse

                            Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se darta wohi shakhs hy jo ziada lalach krty han or kun k lalach bht buri cheez hy ye insan ko kamzoor or buzdil bna deta hy jaisa k ye aik business he to buzdil log business me kamyab nhe ho sakty kun k business me hamesha risk lena parta hy
                            • #2999 Collapse

                              Bahi Jan forex trading mein profit hi profit hai aghr apko thori bahot bhi knowledge naa jaye tu ap bahot zaida profit eran or skty hain bus apko loss se bachna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3000 Collapse

                                sir ye aik aisa business hy jis men profit and loss dono sath sath chalty hen kabhi profit and kabhi loss . but is men wo admi kamyab hy jis men hosla hy and jo darta nahi hy and jo pressure ko bardashat karta hy. jo bardasht nahi kar skata wo kamyab nahi hy,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X