Do not be afraid of forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3256 Collapse

    Re: Do not be afraid of forex trading.

    Assalamu alaikum dosto Forex trading bhut acha business hay aur es business main risk lena parta hay tab hi ham kuch hasil kar skty hain ,agar ham trading main darty hain to ham aksar nuksan uthaty hain .hamin apny ko pehly trading keley mechor bnana chahy . trading se related information ko collect karna chahy .aur darr ko khtam karny ky ley hamin Demo acount ko zeyada se zeyada istmal karna chahy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3257 Collapse

      Re: Do not be afraid of forex trading.

      forex tradiing at all its a online bussiness where you can earn more and more within very less time but definetly withgreedy trading karen gay tou phir hum ko loss hone ka ziyada chance hota haforex business can earn an online forex trading is the fear.
      • #3258 Collapse

        Re: Do not be afraid of forex trading.

        DJ forex market main aapko Subah ke sath kam karna hote hain to aapko ismein jyada kamyabi milati hai*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi jab tak aap is market Mein Sab Bhar Ke Sath Kam Nahin Karenge aap ke liye Jyada fayda Nahin hoga.
        • #3259 Collapse

          Re: Do not be afraid of forex trading.

          Forex buying and selling is a place wherein is is everywhere. If you need to make money you need to go through among this. If you need to earn money from forex you need to take threat. But plenty of people fearful of taking hazard.
          • #3260 Collapse

            Re: Do not be afraid of forex trading.

            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aapki is bahut se agri karta Hun ki aapane ek achcha sawal kiya kar do not be afraid of tracks trading forex trading is a place where is very everything there karne chahie aur humko chahie ki hamen ismein jyada se jyada mehnat se kam karte rahana chahie tha ki Ham ismein se kamyabi hasil kar sake aur achcha pura fir bhi hasil kar saken aur ham sab to chahie mehnat bhi karte Rahe Hain Aur Dil laga kar kam karte Rahe Hain
            • #3261 Collapse

              Re: Do not be afraid of forex trading.

              mere kahyal se forex buying and selling commercial enterprise important hamen large persistence ki want hai agar hum forex trading commercial enterprise principal grasping buying and selling karen homosexual tou phir hum ko loss hone ka ziyada threat hota hai so hold staying power agar ap fulfillment chate ho.
              • #3262 Collapse

                Re: Do not be afraid of forex trading.

                Jo dar gya suggest wo mar gya so trdaing fundamental agar aap experince okay sath input ho to aap ko apnay dil primary ksie b kisam ka afraid nikal do to he aap achay se trdaing kar skao gay beacuse risk humain us jag lnea chehay hai trdaing most important jhan humray pas market se niklnya ki koi opetion na rahy principal nahe samjhte k har bar lea gya hazard apko ya profit day skata hai ya loss
                • #3263 Collapse

                  Re: Do not be afraid of forex trading.

                  Dear all forex members umeed hai ap sub khariyat say hon gay je bilkul agar hum kamyab hona chahtay hain to hamain is per mehnat karni chahiyay aur hamain ziyada say ziyada experience Karna chahiyay aur hamain ziyada say ziyada focus karna chahiyay aur hamain lalach NAhin karne chahiyay aur hamain earning hasil Karna chahiyay aur do not be afraid of forex trading
                  • #3264 Collapse

                    Re: Do not be afraid of forex trading.

                    Assalamu Alaikum dear forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic Hai do not be afraid of Forex trading aapki baat bilkul theek hai agar aap Kamyab Hona chahte hain aur chahte hain aap Jyada Se Jyada earning hasil karen to aap Forex trading se pareshan na ho aap Dil lagakar mehnat Karen aur koshish karen aapko Jyada Se Jyada profit Ho is Surat mein aap jiyada Se Jyada earning Haasil kamyabi Hasil kar Sakenge Shukriya
                    • #3265 Collapse

                      Re: Do not be afraid of forex trading.

                      Assalamu Alaikum ji bilkul aapki baat sahi hai our aapki baat se agree karte howe main yeh batana chahunga ke Pakistan Forex forum per kam karte hue hamen trading se bilkul bhi nahin ghabrana chahie kyunki agar Ham trading se ghabrayengay To Ham kabhi Bhi ek acchi trade nahin kar payenge aur Hamen aksar nuksan ka samna karna parr sakta hai isliye hamesha koshish Kiya Karen kya aap Jab trading karte Hain To aap apne aap per confidence rakhte hue trade Kiya Karen Insha Allah aapko zarur kamyabi milegi...
                      • #3266 Collapse

                        Re: Do not be afraid of forex trading.

                        there is nothing to be scared of forex tradiing at all its a on-line bussiness wherein you can earn more and more within very less time but definetly with the upward push of market the chance thing also get high in marketplace function this is the purpose human beings get fearful of forex buying and selling and go away it
                        • #3267 Collapse

                          Re: Do not be afraid of forex trading.

                          there is nothing to be afraid of forex tradiing at all its a online bussiness where you can earn more and more within very less time but definetly with the rise of market the risk factor also get high in market position this is the reason people get afraid of forex trading and leave it
                          • #3268 Collapse

                            Re: Do not be afraid of forex trading.

                            Yes we should not afraid of Forex trading if if we are afraid then we cannot be successful if we want to be successful in the park forex business we should work hard we should show good experience and good knowledge and promote the value of power post we should not afraid of loss because we know that a loss make a man perfect if we should work hard we are successful we have no any point of loss
                            • #3269 Collapse

                              Re: Do not be afraid of forex trading.

                              there may be not anything to be afraid of forex tradiing at all its a on line bussiness wherein you can earn increasingly inside very much less time however definetly with the upward thrust of market the threat issue also get high in marketplace function this is the motive human beings get scared of forex buying and selling and depart it
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3270 Collapse

                                Forex Trading Kya Hai?


                                Forex trading, yaani foreign exchange trading, ek aisa process hai jismein currencies ka exchange hota hai. Yeh duniya ki sabse badi financial market hai, jahan har din trilliyaan dollars ka lena dena hota hai. Forex market 24 ghante khuli rehti hai, is liye traders kisi bhi waqt trades kar sakte hain.
                                Forex Trading Ki Ahamiyat


                                Forex trading ki ahmiyat ka andaza is baat se lagaya ja sakta hai ke yeh sirf individual traders ke liye nahi, balki desh ki economy aur businesses ke liye bhi bohat zaroori hai. Currency ki value ka pata lagana, global trade ko asaan banata hai.
                                Kaise Shuru Karein?


                                Forex trading shuru karne ke liye sabse pehle aapko ek broker chunna hoga. Broker woh entity hoti hai jo aapko market mein entry aur exit points provide karti hai. Apni research karein aur reliable broker ka intekhab karein.
                                Demo Account Kya Hai?


                                Demo account ek virtual trading environment hai jahan aap real market conditions mein bina kisi risk ke practice kar sakte hain. Yeh naye traders ke liye ek bohot acha option hai, jisse wo trading ki samajh hasil kar sakte hain.
                                Fundamental Analysis


                                Fundamental analysis mein economic indicators, news reports, aur political events ka jaiza liya jata hai. Yeh samajhna zaroori hai ke kaise yeh factors currency ki value ko affect karte hain. Traders is analysis ko market trends predict karne ke liye istemal karte hain.
                                Technical Analysis


                                Technical analysis charts aur historical data ka istemal karte hue future price movements predict karne ka ek tareeqa hai. Ismein different indicators, patterns, aur trends ka jaiza liya jata hai. Yeh analysis traders ko entry aur exit points determine karne mein madad karta hai.
                                Risk Management


                                Forex trading mein risk management bohot zaroori hai. Har trader ko apni investment ka kuch hissa risk karne ke liye tayar hona chahiye. Stop-loss orders aur position sizing techniques istemal karke aap apne losses ko control kar sakte hain.
                                Trading Psychology


                                Trading psychology ko samajhna bhi bohot zaroori hai. Market emotions jaise fear aur greed traders ke decisions par asar daal sakte hain. Aapko apne emotions par control rakhna hoga taake aap logical decisions le saken.
                                Trading Strategies


                                Trading strategies aapki trading style aur market conditions par depend karti hain. Kuch common strategies mein scalping, day trading, aur swing trading shamil hain. Har strategy ka apna faida aur nuqsan hai, isliye aapko apne liye sahi strategy chunni hogi.
                                Leverage Kya Hai?


                                Leverage aapko apne capital se zyada amount se trade karne ki ijaazat deta hai. Yeh bohot faida mand ho sakta hai lekin iske saath risk bhi hota hai. Aapko leverage ka istemal samajh kar aur soch samajh kar karna chahiye.
                                Market Volatility


                                Forex market ki volatility ka matlab hai ke currency prices tezi se badal sakti hain. High volatility ke doraan trading karna profitable ho sakta hai, lekin yeh risk bhi badhata hai. Aapko market conditions ka jaiza lete rehna chahiye.
                                Economic Indicators


                                Economic indicators jaise GDP, inflation rate, aur employment figures currencies ki value ko affect karte hain. In indicators ki monitoring se aapko market trends aur movements ka andaza ho sakta hai. Yeh analysis aapko informed decisions lene mein madad karega.
                                Trading Hours


                                Forex market ki trading hours duniya bhar ke time zones ke hisaab se set hoti hain. Yeh market London, New York, Tokyo, aur Sydney ke sessions mein operate karti hai. Har session ka apna importance aur liquidity hota hai.
                                Conclusion


                                Forex trading ek rewarding lekin challenging field hai. Aapko ismein success pane ke liye research, practice, aur discipline ki zaroorat hai. Agar aap sahi strategy aur risk management ka istemal karein, to aap is market se achha return hasil kar sakte hain. Forex trading ko asan samajhne ki koshish karein aur kabhi bhi seekhne se na jhijhikaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X