First Learn Than Earn :)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    pehle learning bohat ziada zaroori ha learnig karni chaye demo account per trading hamen se hum market ka experience le sakty hen dear demo account k zariye hum forex market ki movements ka pata lg jata hai jis se hum market mein achi trading kr sakty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Dosto ye to general c bat hay kay koe kam kernay say pehlay learning boht zoarori hay ager learning aur material perfect ho to us ki practice kay bad insan us business ya kam main apni performance achi kerta hay. aur sath sath khud ko improve bhi kerta hay same forex main bhi hota hay.
      • #633 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: raoharis پيغام ديکھيے
        Dear All.!
        Mera manna hai k app phely Forex ko time dy kr sekho usky bad app Forex sy good earning kr sakty ho bajay isky k bina Forex Learn kiye Trading start kr do :)
        Apka kia kehna hai ?
        Agar Hum Forex trading Mein kaam karke profit on karna chahte hain to uske liye zaroori hai kya hua Pehle Forex trading ke baare mein learn Kare Kyunki Bina learning ke hum Forex trading se earning nahi kar sakte isliye pehale learning ka Socha
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #634 Collapse

          G dear ap ny tk bt ki ha ky hm sb ko is ki learning zada sy zada krni chahey or forex trading account my hm jatna be knowledge hasil krty ha hamay business ky leay ouna he acha ha or is my khob practice krni chahey tb he ja kr hm ak achy or successful trades bn sakty ha or ha is my hm jatni be practice krty ha ouna he hm ko is business ka experience ho jaye GA ky hm Jo is ko kis trha sy bussnices ko krna chahey or phear he acha bouns earn hi gay
          • #635 Collapse

            first learn then earn aik universal truth ki tarha kaam ktri hy yahan pe aik sawaal peda hota hy k aap baghair seekhay kaisay kama sakty hy? ye na mum kin hy , aap ko pehlay seekhna pArhY ga phir aap kama saken gay .
            • #636 Collapse

              agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy learning ky liye zada sy zada trading karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or loss sy bach jaty hain or acha bonus earn kar lety hain
              • #637 Collapse

                g han apnay sahi kaha hay.is business main anay kay baad is business main 3 month learning ki jay.or sat sat is forum main bi kam kiya jay.or sat sat demo account ki madad say is business ka experience hasil kiya jay.or us kay baad jab is business kay baray main thora buhat samaj a jay.then us kay baad is business ka start liya jay
                mager is business kay start main apna lote size hamesha kam rakh ker trading karain..
                • #638 Collapse

                  jab hum ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy jitne hamare learning ache ho ge hamare earning be utne ache ho ge
                  • #639 Collapse

                    Re: First Learn Than Earn :)

                    market main rules ko mind main nrakhna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade karny k kabil hos akty haina ur har koi achys ay trade karny k kabil ho sakty hain aur is say fada ho saky ga
                    • #640 Collapse

                      Re: First Learn Than Earn :)

                      Dear mein ap ki bat se agree krta houn, Forex trading bina learning ke ap kbhi bhi kamyabi nai ho skte.
                      Ap bina learning ke sirf waste kren ge, or money bhi,,Is liye agr learn kr ke trading ki jaey, Tu hum achi trading kr skte hain.
                      • #641 Collapse

                        Re: First Learn Than Earn :)

                        hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi ta k cahi trade kar skaty hain so hamain is forex main rules ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade kar skaty hain so hamain market main up aur down ko dekhna ho ga ta k achi trade karein ay ta k earn ho gi
                        • #642 Collapse

                          Re: First Learn Than Earn :)

                          is forex main planing kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur itna hi learn karna ho ga jitna hamain is forex main sucess ho sakty hain aur hamain market main planing kar k hi hum sucess hon gay it is best job
                          • #643 Collapse

                            Re: First Learn Than Earn :)

                            bro ap na theek kha ha k hum ko chiaya k pahla forex ka bara mein complete knowldge hasil kr lain us ka bad is ko strat krin ager hum is ko without knowldge start kr dain ga to is mein hamra lia hi nuqsan hain.kuch log hota hian forex mien jo is ko without kisi knowldge start kr daita or phr kahta hain hum ko loss howa ha so mara khyal sa hum ko pahla knowldge hasil kr phr trading start krni chaiya.
                            • #644 Collapse

                              Re: First Learn Than Earn :)

                              demo main planing kar k hi hum achi trade kar skaty hain run kar skaty hain aur market main aur hamain market main planing kar k hi hum profit hasil kar k hi hum profit hasil karien gay tab hi hum sucess ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                Re: First Learn Than Earn :)

                                yes brother apki bat bilkul thek hai kyu k koi bhe kam us wakt tak succesful nahe hota jab tak apky pas uski knowledge na ho aur apko uska experience na ho aur experience hamesha seekhny se he ata hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X