First Learn Than Earn :)
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    I agree with you, forex mein enter hotay hi profit earning ki try nahi karni cchaiye balkay pehlay apna time invest karain, hard work kar kay is ko properly seekhain. Ap ki basic knowledge jtini achi hogi, ap utni tezi se trading mein agay barh saktay hain.
    gee han bhai apne trading trading mein ache earning ke lie learning lazme krne hote he aur hm apne forex trading mein acha wqt dein aur hm apne forex trading market ko properly sekhien aur hm apne trading ke sb chezon ko ache trah se learn krien phr hmein apne trading mein boht acha faida hota he aur hm apne trading mein phle learning ache krein phr hmare earning khud ba khud ache ho jate he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Agar hm apney karobar mein best earnings chaahty hein to ham ko good learn ke zaraort hooti ha, kyu ky agar hm pahly seekh y gay to ham her chiz ko best understood kar sakey gay r es tarha best kam kry ge.
      • #603 Collapse

        ji bilkul sahi hamesha forex ko pahley sekho jab app daily trade win karty ho zyada or harty ho thodi si to app trader ban jatey ho or sab sey badi baat aj kal key trader kya kartey hain tradeing seekh lety hain or profit bhi earn karney lag padtey hain magr woh ghalti kahan karty hain woh apna patience control karna bhool jatey hain jiss ki wajah sey un ko nuksaan uthana padta hai
        • #604 Collapse

          yes aap ke baat theik hai Forex me agyr to trader ne earningkernee ha to ussaey chahyaa key woh pahlaey Forex ko propar times daay aur issaey seekhaey Forex ko learn kr kar hi kamai li gaa sktee hei learn ky bugaeir earnings nahin hai.
          • #605 Collapse

            agar hum forex trading ko pehlay theak say learn karen gay to ye learning humay bohat sara faida daiti hay aur humay market main say tabhi acha profit earn hota hay jab humary pass ziada knowledge hota hay
            • #606 Collapse

              hamain trade start karny say pahly learning karni ho gi phar hi hum is main earn karny k kabil ho sakty hain aur trend ko bi mind main rakhna ho ga ta k achi trade karny main asani ho skay it is best job
              • #607 Collapse

                hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum achi trade kanry k kabil hon gay
                • #608 Collapse

                  is forex main hum boht hi acha earn karein gay aur market main learn kar k hi hum earn karein gay aur market main buy ya sell karty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay
                  • #609 Collapse

                    new trader kay liye yeh baat bohot he achi hai ke woh jab forex trading start karin tu uss time per woh apni ziada tawajo learning per dain aur jab learning achi ho jiye tu tab he earning per fucus karin . ager learning achi na ho tu earning b mushkil hoti hi.
                     
                    • #610 Collapse

                      G bilkul pehly learn krna chahye then earn krna chahye, forex aik risky business hy is se buchny ka sahi treeka yehi hy, agr ap proper learn nh krty to proper earn bhi nh kr skty, lehaza zrori hy pehly achi trah knowledge lyn aur phir real trade kryn..
                      • #611 Collapse

                        Ye bilkul sahe hy k pehly ap sy jitna mehnat ho sky ap karen hard working karen aur her tarha sy malomat hasil karen jab ap aisa karen gy tou apko earning karny sy koi nahi rok sakta
                        • #612 Collapse

                          Asslam o Alaikum dear all humein forex mein sab sy pehly forex ko learn karna chahiye lekin humein sath sath learning practice ki bhi boht zrurat hoti hai so humein forex mein learning k sath sath demo account par practice bhi karni cahahiye or esi tarah sy hum kamyab reh skty hein.
                          • #613 Collapse

                            Han g bilkul forex trading ko pehly full time dey k practice karo axhi tarhan seekh lo pher post karnni start karen ye bat bilkul thek nahi hen aap bina kuch samjhy kartey jaen r khud ko loss mein le k jatey rahen r pher demo account se help len wahan kafi help mil jae gi seekhny ki..
                            • #614 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rahi786 پيغام ديکھيے
                              Ye bilkul sahe hy k pehly ap sy jitna mehnat ho sky ap karen hard working karen aur her tarha sy malomat hasil karen jab ap aisa karen gy tou apko earning karny sy koi nahi rok sakta
                              Hard working agar aap kisi bhi shobay main karain gay tu aap ko us ka fuit tu milay lekin forex trading aik asa karobar hai jahan mehnat kam aur earning ziada hai. Ap siraf is business ko seekhnay ke lie har roz 2 ghantay bhi dain tu kuch arsay ke baad aap bohut kamiyab trader ban saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                g daer ye to hai k kisi bhi kam ko agar hum ny karna ho to agar hum us kam ko seekhien gy nae to karein gy kaisy??? so humein chahiye k hum phely forex trading ko thek tariqy sy learn karein then practice karein taak hum acha profit earn kar skein then apni trading start karein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X