Minimum Kitne Bonus Se Trading Ki Ja Sakti Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Agar aap 1 dollar bonus bhi banayen gey to yeh aap key account main transfer ho jaye ga lekan 1 dollar sey trading krney ka koi faida nahi hy. Aap key pas minimum 10 dollar hon to aap loss ko control kr saktey hain aur kuch profit bhi bana saktey hain. Is leye aik profitable trading krney key leye big equity zarori hoti hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Dear ap forex trading men 5$ se bhi traidng ker skaty hein or ye bat ap per depend kerti hai k ap kis per trading kerna chahty hein or ager ap gold per trading kerna chahty hein tu ap k pas 13$ hony chaiey tab ja ker ap 0.01 ki lot size se trading ker skaty hein
       
      Success is the Best Revenge
      • #363 Collapse

        Aap key pas jitna bhi bonus ho aap us sey trading kr saktey hain lekan small amount sey trading krney ka koi faida nahi hota aur aap loss ko control nahi kar patey aur all investment zaya ho jati hy. Is leye minimum 50 dollar ka bonus zaroor banayen takeh aap ko trading main asani ho aur aap loss ko control krtey hoi profit bana sakain.
        • #364 Collapse

          insta forex trader ki aik dollar say bhi trading allow kerta ha laikin aik dollar say profit generate na hu pata ic liye trader ku chahaye k wu atleast 800 to 1000 dollar ka account maintain kerain
          • #365 Collapse

            ap k pas jitni investment ho ap ker sakty hei insta forex men ap jitna merzi chaiey invest ker sakty hein ap 1$ se investment ker sakty hein.
            • #366 Collapse

              Forex trading busniss mai humin chahye hy k hum is busniss mai minimum sai hestart kerna chahye hy kun ke zaida sai ye na ho k humin is mai looss ho jae or dil toot jae
              • #367 Collapse

                mery khayal say ap min 1$ bonuses say reade start kr sakty ho. likan ap ko trade krtay waqat planning ko madad nazar khrana ho gy tou ap forex market mai trade kr sakty ho.
                • #368 Collapse

                  is main hum bonus say bi trade kar k saky gay aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur posts karny say boht hi acha bonus hasil hota hai aur earning ho gi
                  • #369 Collapse

                    minimum ap 1$ se trading ko start ker skaty hein or mazimum ki koi limit nahi hai ap ki merzi ap jitna investment kerna chaiey is men ap ker skaty hen or apna account ko open ker sakty hein
                     
                    Success is the Best Revenge
                    • #370 Collapse

                      Dear ap ne bihat acha sawal kiya ha hum minimum 10$ se be trading kr sakte hein hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha
                      • #371 Collapse

                        Aap jitnay marzi bonus say trading karain koi masla nahi hota aap kay pas agar das dollar bhi hain to aap currency per trading kar saktay hain or aap ko kafi had tak faida hasil ho ga laikin bot dair say hamain chaiay hota hai kay ham trading kartay waqat patience ka muzahira karain
                        • #372 Collapse

                          mery khyal main agar humary tading account main 10 dolor bhi hay to hum es say trading start kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hay so humay esmain ziada balance say trading karnay main asani hoti hay
                          • #373 Collapse

                            hum is main boht hi achi trade kar k earn kar sakty hain aur experience hasil kar k hi hum achi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur greed ko avoid kar k hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain
                            • #374 Collapse

                              is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur bonus ko use kar k hi hum market main achi planing kar skaty hain aur greed ko avoid kar k hi hum profit hasil karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                sir baat ya ha kay wo ap pay depend krta ha kay apkay pas katna experince ha qk agar apkay pas experince ziada hota ha to tab hi ap forex ma earning kr sakty ha beshak apkay pas 50$ ka bonus ha to ap isay bhi 100$ bana sakty ha islay apko dakh kr hi tarding krni chahiye or forex say ap bhot kuch earn bhi kr sakty ha lakin forex ma apko lalch nai krni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X