Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    kyon ke jub hum greed krte hain to hum ye daikhte nahi ke kya trade kr rahe hain hum just trade kr dete hain aur koi na koi galti ho jati hai aur hum loss kr dete hain ye buht hi buri cheez hai ap is se bachain jitna ho sake bhai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ji han hu apki bat bhi thk he ham ksi bhi busnis me ager greedi abnenge tu ham kbhi bhi us me koi profiot bhi eran nhgi kr sakhte hen is liye hamen chahaoye k ham ksi bhi busnsi me greedi na baneb wrna hemn losss bhi ho sakhta he
      • #303 Collapse

        Jb greed ap k sir pe sawar hoti hy to ye hamesha ap ko nechy girati hy chahy forex mea ho ya aam zindagi me agar ap lalach se bach k rahain to boht acha hy q k ye apko kahe ka nae chory ge our ap zada lalach k chakar me km profit ko b gawa do gy
        • #304 Collapse

          forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga
           
          • #305 Collapse

            In this business greedy is very bad habit and you will become loser if you greed so learn more and more and make your trading very simple and get success in it.
            • #306 Collapse

              Han Umar bhaei ap theek hi keh rahe hin k Greed hi humin loss deita he jeise jeise hum kafi earning karne lagte hin to hum ye samjhte hin k ab hum es qabil ho gaye hin k buhat hi ziyada hum earning kar sakte hin jeise jeise humari knowledge aur information es qabil ho jate hin k hum es forex ki movement ka andaza kar skin ge.
              • #307 Collapse

                Greed cause big loss and when we have no good market knowledge so therefore we can lose money in the market easily so always trade in the market trend in order to make consistent profit in the market and become successful.
                 
                • #308 Collapse

                  well my dear friend, ager hum hard working aur dedication say trading kartay hain tou humein zaroor success hasil hoti hai, humein iss baat say nahi ghabrana chaheay kay humari success ka level slow kyun hai, bhalay slowly success ho rahi ho lekin wo sure hoti hai, greed karnay say hum kabhi success avail nahi kar patay hain...
                  • #309 Collapse

                    Farz karen kay agar ap ne 20 dollars ka take profit laga rakha hai aur yeh hit bhi honay laga tha kay achanak aap kay Dil main khayal aaya kay nahi mujhe mazeed 20-30 dollars aur take profit agay kar daina chahiye aur yun aap take profit ko agay kar daitay ho. Aur nateejatan take profit tak pohanchne say pehlay hi market reverse main chali jati hai aur aap ko loss ka samna karna par jata hai. Aur jo 20 dollar aap ko milnay walay thay woh bhi Greed ki wajah say haath say chalay gaye.

                    Is liye humain har soorat main Greed say bachna bohat hi zaroori hai.
                    • #310 Collapse

                      yeah you are right laalach aik bht he buri cheze hai... hmey her chesee ko positive way mai le k sochna chhayie then us per work krna hahyie.. wasy b loss profit to her byusines smai chalta hai
                      • #311 Collapse

                        dear lalch aek buri bala hai aur ye wakai sach bat hai k jab ham lalch karen gay to phir ham kabi b kamyab nai ho payen gay is liye ye hamare liye zarori bat hai k ham greed ko mukamal tor per avoid karne k bad he kam karen
                        • #312 Collapse

                          Dear senior Greed is a very bad thing for us if we do work witout greed i will work for u if u involve greed in it u will get nothing from it .it will work opposit it don't give u any gain it will take every thing what u have gained......!!!!!
                          • #313 Collapse

                            asslamu alaikum bhai g ap sab hamesha se suntay arahe hai k greed se hamesha loss hota hai aur loss se insan nakami ki tarf jata hai lalach karne wala kabhi b kamyab nahi hota hai
                             
                            • #314 Collapse

                              bhai g greed se loss honay ki main wja ye hi hai k hum insan bina mehnat kar k kamyabi hasil karna chate hai ya phir paise kamana chahte hai lekin mehnt k bger to kuch b nahi milta hai yar isliye hum greed karte hai aur loss hota hai hame
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Hamy gred se iss liye loss hota hai kun ke greed main humy bas paisa earn karna hota hai hum nahi sochty ka hum theek kar rahy ya galat zida paisa earn karny ka liye hum zida trades karty hai aur mistakes bhi karty hai jin ki wajs se humy loss hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X