Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer Ahmed پيغام ديکھيے
    Anyone can answer that why greed causes loss because we trade with hard working and struggle then why greed make our account balances wiped out...
    :confused: :cool:
    yes, i can take risk if i find some good position for trading. but i need to use stop loss. it will help me a lot for making huge money from this Forex. i should calculate my risk and then i can earn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Apne bacpan se hi suna hoga ke lalach buri baalah hai so hum jb bhi trading kaary tu greed ko dimagh se nikal de tab i hum profit earn kar skaty hai so agar aysa nahi kary gy to loss hoga jo profit bhi hona tha wo bhi loss main convert ho jai ga
      • #288 Collapse

        q k simple baat ye hai k lalach buri bala hai aur hamy is baat ka pta hona chuye k waqai mian jab bhi ham lalach mian party hain to hmy loss hota hai i sliye agr ap yaqeen nhi aata hai to ap bhi kr k daikh lain asa hi hoga q k jab bhi hmy profit milta hai sath hi hmara lalach barh jata hai
         
        • #289 Collapse

          jee sahi kaha ap ney agar ap forex trading me greed karey gey to forex trading me loss key sewa kuch hasal nahi ho ga is leye ap ko chahey key greed na karey to acha warna loss honey key ziada chance hai ...
          • #290 Collapse

            je haa janab ye bat tu thek hay k greed se hamasha ap ko loss he hota hay or mere khayl se is ki mean reasion ye he k insan lalch main aa k aisa kam karta hay jis se is ko loss jata phir us k bad parashani hoti hay or ager hum is main lalch na kare tu bhe ahama kam chal sakt hay
            • #291 Collapse

              isliye kynke jub ap acha kamate ho or profit me apke trade hote hain tto ap mazeed trading karte ho use pair pe jo ap ke loss hote hai
               
              • #292 Collapse

                bohat say new traders asi galti kartay hian hota kia hay hota zay hay kay ham jab demo main trade kartay hain to 1000 say 4000 say za is bhi zayada say start kar laitay hain lakin reality main 100 za had 400 to aisa karnay say nuqsan zay hay kay ham 1000 jitna volume laga laitay hain aur loss kar baithtay hain greed kar ay.
                • #293 Collapse

                  Main to aisa bilkul nehi sochta. Q k agar mujy loss hota hay to us main meri apni ghalti hoti hay. Aur meri apni greed ki waja se hi mujy loss hota hay. Aur agar koi yeh kahay k forex ne mere sath fraud kiya hay to yeh bilkul ghalt hay. Aisa nehi kehna chahiye.
                  • #294 Collapse

                    forex trading business main jab aik trader greedy ho jaata hai to woh experience aur account balance se ziada ki trade bina sochay samjhay open kar leta hai jis ki wajah se us ko big loss ho jaata hai low risk kay saath kaam karnay se faida hota hai.
                    • #295 Collapse

                      hamain kabhi bhi greed nahi krna chahiay greed boht hi nuksan de hota hai aur hamari sari mehnat minton main hi ur jaati hai jesay k kehtay hain k laalach buri bala hai
                      • #296 Collapse

                        dear hamen kabi b forex k buisness mein greed ani karna chahiye balkay humen chahiye k ham greed ko avoid karen mukamal tor per kiu k ager ham greed karen gay to phir humen sirf loss he hoga is buisness se is liye greed ko avoid karna bohat zarori hay
                        • #297 Collapse

                          G bahi ap nay bahut acha sawal kia hay kiun kay jab trader greedy ho kay trading karta hay to wo bahut baray aur ulaty seedhay oder laga deta hay jis ki waja say trader ko bahut loss hota hya aur wo samajta hay kay trading bahut buri hay halankay wo khud greedy ho kay ultay seedhay order lagata hy.
                          • #298 Collapse

                            yes dear app ne sahe kaha hai hum ko forex trading karte waqat greed use nahi karne chahiya.big profit gain karne kai leya hum forex trading main greed use karte hain jiss say hamare trade risky be hojate hain.so good trading karne kai leya hum ko greed ko proper control kar kai trading karne chahiya
                            • #299 Collapse

                              jab aap nay ismain thread laga di hai or aap ki thread is mian profit ki tarf ja rahi hai to aap ko chaiye k aik had k bad is ko rok dain lekin aap aisa nai kartay to aap ko is main loss ka face karna parta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                beshak earing se pehle learring zrori ahi tab he ap ache trader ban skte hai.kyo k is business k liye learning krna buhat important hai larning k bina earning krna buhat mushkil hai aur loss he loss hai jab ap sab sekh jate ho tab ap earning asani se ker skte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X