Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    han ji aisa hota hai ke jese humien 50 dollar milte hain aur humien pata hai ke 50 dollar bht kam hote hain forex trading ki market main but hum phir bhi is kam amount per greed karte hain aur result ye hota hai ke wo hum loss karwa dete hain tu greed ko jab tak nahi chorte hain ap ko loss hota hi rahe ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Greed, Her business me dusman hai business man ki ur ya insan ki nature hai boht kum log hen jo greed kay begar apna business handle ker rahey hen werna her banday ka loss greed ki waja say hota hai. Stop the greed and welcome the more profit.
      • #138 Collapse

        brother agar aap kisi sa b ye question karen ge to wo yahi kahay ga k greed aap ko kabi b profit nahi da sakti wo hamesha aap ko lose hi da ge keun k greed karnay sa humari trading kharab ho jati hai humay apnay bonus k mutabiq or greed sa bach kar trading karni chahiay
        • #139 Collapse

          Because forex market is world wide online currency pair trading big and huge business and all time movement business for this need greed control trade .so every new traders should to do the greed control
          • #140 Collapse

            g bhai aap ne sahi kaha hai forex mai ye 3 cheeze chorna chaheyai kionke greed aur hurry trader ke skill ko khatam kar daite hai aur trader ghalat faisle kar laite hai jiss se loss hota hai aur loss ke baad himmat nahi harna chaheyai aur dobare zyada haard working karna chaheye
             
            • #141 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer Ahmed پيغام ديکھيے
              Anyone can answer that why greed causes loss because we trade with hard working and struggle then why greed make our account balances wiped out...
              :confused: :cool:
              ge ha bhai ap ne sahi kaha greed like a curs greed agr competation ki liye ho ke aap dosro se zyda learning or earning kre tu per sahi magar agr aapka trading sirf or sirf bahut zyda paisa hasil krna ho in very short time tu per ye greedness ap ke liye or aap ke trading ke liye nuqsan deh hain isliye trading ma greed level ko avoid krna chaheye..
              • #142 Collapse

                Bhai kiun k greed krny say hum apna woh profit bhe loss kr dayty hain jo hum earn kr rahy hoty hain or ziada tr hum freed ke vaja say apna account bhe wash kr daty hain.
                Forex strategies for beginner click here .... :)
                • #143 Collapse

                  greedy person kahen bhi kamyab naheen ho sakta hay is lo lalach rahti hy koi short cut mary or zyada profit earn kar saky lakin asa naheen hota or wo rules ko follow nahene karta to usay loss ho jata hay so greedy shakhs ko loss hi hota hay so kaam akro or greed ko choor do
                  • #144 Collapse

                    lalach kisi bhi kaam mein ho to wo kaam aapko kabhi bhi kamiyabi ki taraf jata nahi nazar aaye ga foerx mein bhi zeyada tar loss ka sabab lalach hi banta hai is se bachna chahiye
                    • #145 Collapse

                      bhai ap ko shaid pata hi ho ga jaha bi kisi kam main greed kro gy waha faida nahi hota forex pr b greed loss ka sbb hi bnta hai or profit ko hasl krna mushkil ya phir namumkin hota hai.
                      • #146 Collapse

                        jesa k hum sab log phly se hi janty hain k lalch buri bala hai or ye humain barbad kar k rakhd eit hia forex me lalachbht hi gandi chez hai ap ko ager profit mil rha hai beshak wo thora sa hai or ap ko lag rha ho k ab mazeeb ap ko shayed wali bat hai k profit hoga toh ap forn wo profit book kr lo wrna ap ki lalach k chakar me ap wo profit bi gawa do gy .
                        • #147 Collapse

                          it is the clear that how the greed cause the loss in the forex ,the main and the essential reason of doing the loss is due to the greed we open the position again and again in order to get the profit more which goes into the loss
                           
                          • #148 Collapse

                            dear brother agar aap kisi sa b ye question karen ge to wo yahi kahay ga k greed aap ko kabi b profit nahi da sakti wo hamesha aap ko lose hi da ge keun k greed karnay sa humari trading kharab ho jati hai humay apnay bonus k mutabiq or greed sa bach kar trading karni chahiay...
                            • #149 Collapse

                              Greed is an evil attraction a temporary attraction that makes your mind to think to get more and more profit.. you became hungry for profits.. and this leads you to the loss of capital.. so don't be greedy trader just depend on hard work and be happy if you earn small you will have more in future but don't be greedy...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                hum ko forex me kabhi b gred nahi karna chahye aga rhum ofrexme kisi b cheez ki greed karty hain to hum ko sirf aur sirf knowledge ki he greed karni chahyek jiss say hum ko he fiada hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X