Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Jb ap greed k sath trade karte hain tu ap sahi se analysis nahi karte sochte samjhte nahi hain.... ap ko bs profit earning ki pari hoti hai k bs ksi bhi trha maximum profit earn ho jye.... aur isi greed main ap apna concentration loose kar dete hain aur apko loss ho jata hai.... so dnt b panic n hasty... do ur work with patience n give it full concentration....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader greed use karty hain or baz nahi use karty hain.
      • #93 Collapse

        bhai jaan ye to naturally si baat hai ke greed hamesha loss hi karwaye gi.iski reason ye hai k lalach ma insaan apny hosh kho bethata hai.uski soch usk zameer py heavy ho jati or usko just profit nazar atta hai waqati taur pe.
        • #94 Collapse

          bilkul greed causes hoti hay loss ki janab ye loss greed se he hota jab ap lalachi hongay big risk len gay loss he kar den gay forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay
          • #95 Collapse

            greed insan ko bhot he loss deta hai lekin ye insan ki fitrat b hai k wo lalach lazmi karta hai slye hume apnay kam me lalach nahi karni chahye bus khud he kam karna cahhye ye hume loss k siwa kuch nahi de sakta hai.
            • #96 Collapse

              bhai kyun keh jab aap lalach kertay hian tu 2 way hotay hian aap k loss k 1st tu yeh keh aap kise trade pay profit earning ker rahay hn aur aap lalach mein wo close na kerian aur at the end wo aap ko loss day ya aap ka account chota hoo aur aap lalach mein bari valume he trading start ker dain tu bhee aap ko loss ho sakta hai.
              • #97 Collapse

                There are many thing that is attached with the greed and if you want to know that what impact of the greed is, for example you are getting profit from your trade and at that time you want to have more profit, that is know as greed.
                • #98 Collapse

                  jee bilkul sahi kaha or wiase bhi lalach buri balaa hai ye insan ko lekay doobti hai or agar kisi banday ko lalach hai to wo dunia maein kabhi kamyab nahi ho sakta or forex aik aisi jaga hai jahan mehnat karni parhti hai to yahan lalchi log ziada time tak nahi ruk sakte, kiu k lalachi insn lalach me akar apnay buhat say faislay kar baithta ha.
                  • #99 Collapse

                    yes it is right that the greed cause the loss ,the main reason of the loss due to the greed is to become the rich in the one day ,we open the position big and bigger and pray to go into the profit that is why we face the loss
                     
                    • #100 Collapse

                      Greed Forex mein loss ki main wajha hai , Jab hum trading karty hain to hum apni investment sy ziyada us py profit earn karna chahty hain lekin esa Forex mein karna kafi risky hai aur hum apny emotions ko control nahin kar paty aur lalach mein aa k hum koi esi trade laga dety hain jis sy humain loss ho jata hai.
                      • #101 Collapse

                        Jab insan lalch krta hy to wo apny aap ko bhi bhool jata hy or lalach mein buhat ziada loss krwa bethta hy... Greedy dog story mein yehi baat btaigae thi hamein k ham jitna bhi loss kren gy hamein wo lalach ki wajah se hota ha
                        • #102 Collapse

                          g bai ap k sawal ka ye jawab hy k greed wo cheez hy jo k trader ko anda kar daiti hy aur us ki learning aur us k experience py over come ho jati hy jis sy trader ko apny account m loss bear karna par jata hy
                          • #103 Collapse

                            greed se humein loss iss tarah hota hai ke jab hamara aik trade profit main jata hai to hamaray mind main yeh cheez ati hai ke abhi market mazeed profit dey gi aur hum wait kartay hain lakin phir market turn back ho jati hai aur hum apna pehlay profit se bhi chalay jatay hain.
                            • #104 Collapse

                              greed hamray loss ki wajah isilye banti hai k hum yahan jb acha profit gain kr rahay hotay hain experiance bhi hota hai aur knowledge bhi lekn us k bawajud hum jb acha profit anay lagta hai to greed krtay hain k aur chahiye aur risk laitay hain jald bazi krtay hain bs wahin se hamain loss hojata hai q k greed me akar hum patience kho daitay hain aur phr loss hojata hai..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Bhai jan is mein pochny wali kia bat hai lalach se to insan ko loss hota he hai q k jab koi insan forex trading k duran lalach karta hai to us k dil mein khayal ata hai k mein aj he bohat profit earn kar sakta hun lekin ziyada profit k chakar mein wo thoray profit se bi hath do bethta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X