Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why GREED cause loss
    Anyone can answer that why greed causes loss because we trade with hard working and struggle then why greed make our account balances wiped out...
    :confused: :cool:
    Dont Spam The Forum.. ..

    :(I hate Spammers..:(

    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear greed cause loss kyu ke jab hum apne trading experiance se ziyada invest kar ke trading kare ge ziyada earn karne ke liye to is ko hum greed kehte hai is se hum apni trading per twajo nai dete jis se little mistakes ki waja se hume loss ho jata hai is liye kehte hai greed is curse
    • #3 Collapse

      Dear brother greed is a bad thing we must be avoid to greed then we earn profit in to forex trading when we start to greed of huge amount of profit then we suffer from loss therefore we done trade slowly and not greedy then we success in forex trading.
      Islamic Books Blogging Tips
      • #4 Collapse

        greed ki karan app ko loss is lyea hota hai ku ki greed asa cheez hai jo app ki imani power ko kam kar deta hia or app ko dil main asa lalach create karta hia jo app ka lyea hanikarak ho sakta hai is lyea forex buseinss main greed ka lyea loss hota hai.
        • #5 Collapse

          in everywhere of our life greed around us.greed is risky but in forex greed is the biggest enemy. because in forex we trade in bog lot. it gives us more and more loss.so in forex no greed
          • #6 Collapse

            lalach bht buri bala hy forex trading me greed ki vja sy loss hi hota hy q k jo trader ziada profit ki lalach kary ga to wo trading ko complete analysis kar k to ni kary ga wo to lalach me ghalt trading hi kary ga lot size bara laga dy ga ya koi or ghalti kar dy ga account chota hoga trade bhe ghalt hoge lot bhe bari hoge to sara account wash ho jay ga forex me greed loss ka sabab banti hy har soorat greed sy bachna chahiay
            • #7 Collapse

              is ko hum greed kehte hai is se hum apni trading per twajo nai dete jis se little mistakes ki waja se hume loss ho jata hai is liye kehte hai greed is curse.greed cause loss kyu ke jab hum apne trading experiance se ziyada invest kar ke trading kare ge ziyada earn karne ke liye to is ko hum greed kehte hai
              • #8 Collapse

                Dear friends ye to naturally si bat hai k greedy hamesha loss he karwaye gi.iski reason ye hai k lalach ma insaan apny hosh kho bethata hai.uski soch usk zameer py heavy ho jati or usko just profit nazar atta hai waqati tor py.
                • #9 Collapse

                  Greed se hum money lose kar dete hain aur us ki waja ye hai keh jab hum market ka trend judge kar lete hain aur ziyada lot use kar dete hain lekin unfortunately market hamary against ho jati hai aur hum money lose kar dete hain. Emotions ko control main rakhain warna loss ho jata hai.
                   
                  • #10 Collapse

                    dear agr ham forex business mai greed karenge to kamiyabi ham se door chali jayegi or ham kabhi bhio forex trading mai kamiyab or ache trader nahi ban sakte hain is liye lalach se door rah kar hi hamen trading karni chahye...
                    • #11 Collapse

                      Janaab , greed is curse . ye to hum sab janty hi hain . lehaza forex trading business main or har business main greed sy kam leny sy loss hi hota hai . forex trading business main agr koi greed sy kam leta hai to zada profit kamaany ki bajaye wo thora bhi gawa deta hai . isliye we should avoid greed .
                      • #12 Collapse

                        lalach humaray profit ko kha jaati hai kyun kay jab aik trader lalach karta hai to woh ziada profit kay chakkar main market ko sahi analyse nahin karta aur high risk lay kay trade open kar deta hai jis se us ko big loss ho jaata hai.
                        • #13 Collapse

                          bhai jan jb b hm trading karty han to hamry dimag mai ya hota ha k hmny aik huge profit earn karna ha agr hamin 10 dollar ka profit ho raha hota ah to hm apni trade band nahi karty han is lalach mai k ya barh b sakta ha jiski waj sy loss ho jata ha
                          • #14 Collapse

                            Greed ya lalach hamen hamesha barbad kar deta he is liye hamen is se bachne ki baht zaroorat he q ke lalch banda har jaga pareshan aur nakam hota he aur us ka lalach us ko km pr qana'at karne nhi deta jis se wo loss uthata he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main ap agar greedy ho kar trading karay gay zaida earning k chakar main tu ap ko loss hi hoga bajaye profit honay k q k ap koi bi cheez main greed karay gay ap us main kabhi bi kamyab ni ho saktay bus ap apnay honesty k sath or full attention k sath karay gay tu ap ko kabhi loss nai hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X