Why GREED cause loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    brother agar aap kisi sa b ye question karen ge to wo yahi kahay ga k greed aap ko kabi b profit nahi da sakti wo hamesha aap ko lose hi da ge keun k greed karnay sa humari trading kharab ho jati hai humay apnay bonus k mutabiq or greed sa bach kar trading karni chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      greed ki waja se loss is lye hota hai kyo ke aap apne rules se alag trading kr rahe hote hai planning chor dete hai ap ko trade krne se pehle apne rules ko read krna chahye jis se ap idhar udhar apna mind change nhn krenge, greediness overtrading se aati hai
      • #18 Collapse

        mery bhai greed hamary pysy ki sub sy bari dushma hy greed nahi karni chahiy q ky greed karny sirf loss hota hy boht sy traders ko greed su hony waly loos ka pata nahi hota jis ki waja sy wo apna account disable kr bethty hen is liy kamyabi hasil karny ky liy greed sy door rehna zarori hy
        • #19 Collapse

          q k dear ye nature ka law hai k jo greed krta hai usy humsha lose hota hai is liye humy kabhi b greed nai krna chahiye jo humry lose ki waja bany aur humy full try krni chahiye k greed na kry aur humsha hosly se kam le agr hum lose hota hai to ho jay lakin kabhi greed nai kerni chahiye
          • #20 Collapse

            Forex main jb bhi koi trader greed k sath kam krta hai to usay loss ko face krna parta hai kio k ager wo greed ko apnay ander say nikal day to wo aik acha trader bn skta hai or apnay liye profit bna skta hai
            :p..........No One is perfect and I am No One........:p
            • #21 Collapse

              Assalam o alaikum.. Greed cause loss just because that we dont stay happy on what we get. We want to get more and more money. Which is harmful in trading. Im trading you must have to satay happy on which you get. Until you are a learner..
              • #22 Collapse

                The reason is that when you are on the teal trade you just see your gain and not the loss when the market is acting according to you just cross the limits and delay your decision when on a sudden trend is change then you nay captured in loss
                • #23 Collapse

                  bhai jan greed say humain loss is waja say hoti hai kyun hum jub greed kartay hain tou hum apni sences main nai hotay aur frustrated hotay hain is lye humain chahye k hum kabhi bhi greed nai karain aur humainsha rexlaed rahain aur jald bazi main faislay na karain.........
                  • #24 Collapse

                    isliye k hamein bs is bat ki lalach hoti hai k hum zyada se zyada earning karein...is lalach main hum sahi galat sahi se smjh nai pate aur kch bhi decision lelete hain..is liye hamein loss hota hai..hamein lagta hai hum bht mehnat se kam kar rahe hain bt ye analyse nai kar pate k wo kam sahi hora hai bhi k nai....aur yehi atitude hamare loss ki waja banta hai...
                    • #25 Collapse

                      foprex trading mein greed bad hai aur ya ap ka cpaital ka enemy hai 90% trader failure ais greed ki waja sa hai zada risk latay hai zada trader open karty aur stop loss use nehi karty ais liya greed ki waja sa loss hota
                      • #26 Collapse

                        q ke jab hum greed krte hain to hmain loss ke elawa kuch bhe nhe milta is liye hmain chye ke hmain greed nhe krna chye ta ke hmain loss na ho.
                        • #27 Collapse

                          is ko hum greed kehte hai is se hum apni trading per twajo nai dete jis se little mistakes ki waja se hume loss ho jata hai is liye kehte hai greed is curse.greed cause loss kyu ke jab hum apne trading experiance se ziyada invest kar ke trading kare ge ziyada earn karne ke liye to is ko hum greed kehte hai..........
                          • #28 Collapse

                            lalach tou wasay hee buri balaa hai or forex mein ziada profit k chakkar mein log shortcuts nikaalnay ki koshish kartay hain,doosron ka kam copy paste kartay hain,cheating kartay hain jiski waja se wo apnay thora bohot profit bhee gawa bethtay hain.
                            • #29 Collapse

                              greed cause lossess kuen ki is ki waja simple ci ha k ap log jis cheez k peche bhago gy wo cheze ap se door bhage gi. ap apisun k peche bhagte to to loss ma jate ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bhaio lalach buri bla he aj tak jis ny b lalach kia he usy is lalch ny nuqsan e pohnchahya he is liye humey greedy nai hona chahiye jitna mil jay usi main khush rehna chahiye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X