Traders must learn from their mistakes to be successful
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    sir insan hi mistakes say kuch gain krta ha asay nai ha k apko har time profit hi ho kabhi loss bhi ho sakta ha islay hamay us loss say bachna chahiye lakin jis waja say ham mistakes krty ha usko dakhna chahiye k q loss hoa ha hamri kis jaga galti thi takay again wo galti nai ha or ham aek acha profit bhi earn kr saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      g bhai ap ny sahi bat ki hai jub hmain loss hotahai tu hmain os losss se koi na koi leraing karni chahye q k hmari apni galti ki wajah se he loss hota hai or bhtr yahi hai k hum os galti ko dobara na hony den or apna expernce gain karen leran kar k
      • #588 Collapse

        G haan ap thek keh rahay ho hum forex main jo ghaltian krtay hain unhain nazar main rakhna chaheay aur un say sabaq seekhna chaheay. Agr aik mistake bar bar repeat ho rahi ha to ap kbi improve nai kr sktay. So aik mistake hoti ha to us pay analysis krain aur dobara repeat hobay say bachye.
        • #589 Collapse

          market main mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use karein gay tab hi hum sucess hon gay aur market main is k bary main planing karni ho gi tab hi hum k amyab ho sakty hain aur market main profit hasil karny main bi koi mushkil na ho saky gi
          • #590 Collapse

            g han musta learn hai is main jitan learn karein gay is forex main utna hi hum acha earn kar skaty hain so hamain is k rules ko follow karien gay tab hmain is say faida ho saky ga tab hi hum real main kamyab trader ban sakty hain aru markt main profit hasil karein gay
            • #591 Collapse

              hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain sucessful hony k lye learning karni ho gi ta k hamain is main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade lga sakty hain it is best job
              • #592 Collapse

                g janab ap nay sahi kaha kai trader ko apni mistakes say seekhna chahiyay q kai mistakes lead to loss in trading. mairay khiyal say forex trading kai andar loss humay wo sikha daita hai jo shayad hum forex trading main profit kar kai bhi hum ni seekh patay tu humay apnay losses sa seekhna chahiyay
                • #593 Collapse

                  market main trade karny k lie learning karni ho gi aur har koi is forx main achi trade kar skaty hain aur apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hamain market main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is say faida ho saky ga
                  • #594 Collapse

                    Trading main success ka traika hi yehi hay. demo is liye hay kay apnay ap ko test kia jay aur jo mistakes nazar aen wo door ki jaen aur phir un mistake k analyse kia jay kay ye mistakes que ho rahi hain. phir un mistakes ko door kernay ka liye koe step liaye jaen jesa kai apni misktake ko apnay samnay chit per likh kay laga len kay ye doabra nhi kern aur roz us ko trading say pehlay dekh len.
                    • #595 Collapse

                      it is always right k insan apni mistakes say he sekhta hai k next usay kiya ghalti karni kiya nhi karni or kis tarhan apnay ap ko faida dena hai taqay jis say usko faida hasil ho saqay . Traders ko apnay bad experience say sekhna chahaye k unhay konsi stratergise ko use karty huway apnay profit ko increase karna hai.
                      • #596 Collapse

                        Re: Traders must learn from their mistakes to be successful

                        hanji dear forex main ziada jis bat say ham sekhty hain woh hamri mistakes he hoti hai jin ko ham thek kar kar k expereince laity hain ju apni mistake ko thek karty rehty hain wo he aik din succesfull trader bantyhain aur ju is main chor jaty hain loss krwa k ya phir apni qismat khrab samjh kar wo ismain success nahi hoty hain forex main regular mehnat kanry wala he kamyab rhta hai.
                        • #597 Collapse

                          Re: Traders must learn from their mistakes to be successful

                          hamain acha trader banany k liye learning karni ho gi ta k achy say trade kar k hi hum run karein gay aur apni mistakes ko avoid kar k hi hum real main sucess ho sakty hain aur hamain loss bi kam ho saky ga it is best job
                          • #598 Collapse

                            Re: Traders must learn from their mistakes to be successful

                            g ha mery bhai ap bilkul theek keh rahy hen agar ap forex trading business men successful trader banna chahty he to apni ghaltion sy seekhna zarori y q ky ghaltiyan insan ko boht kuch seekhati hen or ghaltiya karny sy hi knowledge or exoperience barhta hy pr acha trader whi hy jo apni mistakes sy seekhy to bhai ap bhi mistakes sy seekho or bar bar mistakes na karo
                            • #599 Collapse

                              Re: Traders must learn from their mistakes to be successful

                              jo log is ma mstak karty ha is ma un ko cahay kay aik he mstak ko bar bar nhe karna cahay balkay is ma mstak ko read kar kay un sa sabq hasil karna cahay is ma hum ko success hasil karnay kay liay is ma hum ko mahnat sa kaam karna cahay is ma learning karnay sa he is ma earning hasil hote ha is ma hum ko mstak kam karne cahay is ma mstak loss date ha is liay is ma hum ko seekna be cahay kay humay kis cheez sa loss hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Re: Traders must learn from their mistakes to be successful

                                ap na bahot he achi bat ki hay k ager hum apni gultiyoon say kuch nai seekh sakha to phir forex mian earn kerna mushkil ho ga forex mian who he log earn kertain hain jo apni nakamiyoon say seekhtain hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X