Traders must learn from their mistakes to be successful

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Experience kehtay he issay hain ke jab app say aik mistake ho jate hai tu woh ap dobara repeat nai karty hain aur try karty hain ke iss mistake ko zaroor avoid kiya jiye . Forex trading mai trading kay doran b traders say jo mistakes hoti hai achy traders in ka analsis karty hain jis say baad mai in ke trading mai improvement aati rehti hai time kay sath sath .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Yes Brother. I am agree with You...if someone does not remeber his mistake which he do in past then success is very difficult for him. He have to concentrate on his mistakes and have to work hard in future to success. If he does not work hard and do same thing again and again then he will not Be successful! !!
      #XSERIES
      • #573 Collapse

        han g yah bat to bary zarooray hai k ham sab ko jo b ham kam karty hai hamain apny mistake se seekhna ho ga or apny ap ko bhate karna ho ga. yah cheeze us time ham main aty hai jab hamary picking power bohat ache ho. or ham maket ki her movement per close look rakhain to hamain is se faida hota ha. or is traha ham apny strategy banay main asani hoty hia. o learning main b
        • #574 Collapse

          Bagair sekhte ho koi b business krna bura hy qk apko uski knwoeldge he nhi or ap usko krne lag gaye ap pehle knwoeldge len forex me agr krna hy to demo pe hath sedha kren or bonus account pe try kren then ja k real invest kren agr ap real invest krna chahte hen to
          • #575 Collapse

            ji traders ko apni mistakes se sikhna chahiye otherwise wo mistake per mistake hi krta chla jay ga aur humary liye buhat mushkil hu jay ga jo k achi baat hai otherwise sahi nhi hai thanks and welcome
            • #576 Collapse

              ap tab tak successful tarder ni ban sakte ho jab tak ap apne ghation se kuch saikh na lo jab tak ap apen ghaltion ko analyze na karo us ko dor na akro us se kuch saikho na tab tak ap kbhy bhe successful tarder ni ban sakte ho mere nazar main
              • #577 Collapse

                aik trader ko humesha apni mistake ki wja zror janani chahye aur us se learn krna chahye kyu kay agr wo aysa kry ga to wo next time save rhy ga aur loss krny se bach jay ga es lye apni zyada se zyada yehi koshish krni chahye kay hum apni mistake ko smjhy aur jo galti kr rhy hain us ka reason sahi trah se jany es trah hum next time aysi galti nhe kry gay aur save rhy gay.
                • #578 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: arshad12 پيغام ديکھيے
                  ap tab tak successful tarder ni ban sakte ho jab tak ap apne ghation se kuch saikh na lo jab tak ap apen ghaltion ko analyze na karo us ko dor na akro us se kuch saikho na tab tak ap kbhy bhe successful tarder ni ban sakte ho mere nazar main
                  gee han yeh bat to lazme he keh hmein apne ghalteon ko khtm krna he aur hm jo ghltiean apne business mein krte hien un se hmein sbq milta he aur hmein apne business mein in mistakes ko phr hm ne khtm krne ke planing krne hote he es trah hm apne business mein ache learning kr ke age barhte hein aur apne business mein experience se success hasil krte hien
                  • #579 Collapse

                    Haan jee ap nei surely correct kha hai tadirs apnee ghaltian sy kaafi khuch sekhtey hen es busines mei aor apnee ghaltian sy kaafi achee learn achieve krty hein iss karobar mein aur ghaltian sy sabak achieve kr ky hum iss karobar mein apney aap ko kaamyab bana skty hein.
                    • #580 Collapse

                      je jee hmesha successful wohie hootaa hey go apni ghaltian sy seekhny ki kosesh kertaa hai Forex tradings aek worldwide online karobar hai is mein profits bhi hai aur lose bhi ye aek highly khatarnak busines ha.
                      • #581 Collapse

                        sahi frmaya hae aap ny kiunk bahi Forex tradings hao yaa koe bhee doosraa busines hao mistake to insaan sy hao hi jaati hae mgr es kaa good pehlaoo yehee hae ky insaan ghalrtee ko repeat na kary bulk us sy koch lesson learn kr lei.
                        • #582 Collapse

                          demo main practice kar k hi hum sucess hon gay aur mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur pahr hi hum sucess ho sakty hain aur mistake say loss bi hota hai aur is say acha k learn karein then earn
                          • #583 Collapse

                            market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko follow kar k hi hum run karein gay tab hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k run karein gay
                            • #584 Collapse

                              hmain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur mistake karein gay tou is main hamain kuch hasil nai ho ga aur market main plane ka rk hi trde karni ho gi tab hi hm earn karein gay aur sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Forex trading mai iss baat ke bohot ziada ehmait hoti hai ke jo b mistakes app aik baar karin in ko bar bar repeat na karin. aur yeh tab he mumkin ho ga jab woh daily base per apni mistakes ko note karin aur phir in ko repeat na karin , ager mistakes ko repeat karin tu iss ka traders kay capital per kafi bura asar parhta hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X