What is your opnion to greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex me jo be lalach ke sath kam kar ke ameer hona chahe woh zaror loss uthta ha us ki reason yeh ha ke woh kum balance waly account se big lot volume ki trade karte hain jis se woh nuksan utha laite hain is liye gread bachna chaheye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear greed se kuch bhe hasil nai hota just loss he hota hy,,,yeh greed ap ko klahi ka nai chorta,,,is liye ap is k bare main sochy bhe na and jitna ho sakta hai utna he earn karain and thory profit main he khush rahy....wo kehty hain na k lalch ek buri bala hoti hai.....
      • #93 Collapse

        Bahut se log greed ki vajah se hi loss karty hyn unko chahiye ky vo aik target bana kyn apna trading me aur usko achieve karyn jab achieve ho jaye to learning karyn forex ki na ky aap greed me aa kar koi risks na ly lyn
        • #94 Collapse

          bahi greed ti greed hota hay.or jo bhi greed karty hain unhain hamysha loss hi hota hay wo kabhi bhi kamyab nahi hoty.or wasy bhi greed boht bori habit hay.baaz log yah kahty hain kay un ko greed say kafi faida hota hay but mary hisab say yah baat galt hay.humain greed bilkul bhi nahi karna chaahiya........
          • #95 Collapse

            fx trading ya kisi bhi small business key lalach karna request kay liye nuksaan deh he / she hai request jab lalach kartay ho to help request ka attentiveness request ka ymca do the job ze hut kar paise ki taraf ajata hai aur request bina approach kay he / she dealing start out kar lete ho.
            • #96 Collapse

              bhai jaan hum ko forex ay bhai jaan greddy opin bhai jaan bukhat hi bura lagta hai bhai jaan hum ko forex may greedy nahi hona chay
              • #97 Collapse

                Agr ap dakh rahy ho k ap ko acha profit mill raha ha or ap phir bhe trade ko close nhe krty or yh sochty ko k ap 100$ per close kro gay jab k ap ka lot size 0.01 ho toh yh greed ha bhai.
                Forex strategies for beginner click here .... :)
                • #98 Collapse

                  mery khyal sy greed ik boht he buri cheez hai kiu k jb ya mind main ajay to hum zaida lalch krty hain or phr hum apna mind thek trha use ni krty or loss kha jaty hain to greed sy boht he ehtiyat rakhni chaheya jis sy hamain faida ho ga
                  • #99 Collapse

                    bhai jan jaha tak mainy note kia ha koi b forex trading mai greed karny sy nahi bach sakta ha qk forex trading kam he aisa ha jis mai hm lalach kia bgair nahi reh sakty han is lai hamin chahia k hm lalach k bgair kam karain
                       
                    • #100 Collapse

                      ji bai me app ki baat se agree kerta ho ku ke aksar esa hota he ke hmari greed kamyab ho jati he per hmey hmesha greed se kam nahi lena chaye ku ke kismat har bar sath nahi deti
                      • #101 Collapse

                        My estimation regarding avarice is actually simple"greed is actually curse"don't become the actual tale canine and become a great guy if you would like achievement within Foreign exchange all that's necessary is simply a lot of effort such as desire crow to obtain achievement...............///\
                        • #102 Collapse

                          According to me and my personal experience greed it over all dangerous thing for us ager hamy kabi profit ho jaye greed ki waja say to next time hamy es say double loss ho jata hay so ek time kay profit ko nae dakhyn and greed ko involve na honay day trade may to he behtar hay ..Assalam.o.Alikum :)
                          • #103 Collapse

                            dear firends mein saajta hoon kay forex trading aik aisa forum hai jaha pay mein samajta hoon kay agar transparent method say working karo day to earning bhe zyada hoge greed agar karo gay to losss bhe ho sakta hai
                            • #104 Collapse

                              asal main forex mein jo log lalach karte hain wo aksar loss ka saamna karte hain aur dekha jaye to sometimes humare dil mein bhi lalach ata hai k hum forex se kyun na jaldi se koi achi earning karlen but apni principle par kam se kam hi risk lena chaihye humko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                greed like a curs greed ek buri adat ha or ya zyda tar new tradr ma zyda hoti ha or wo zyda paise kamane ke chakkar ma hote hain or senior ma be hoti ha wo koi farshte nahi hote greed hoti ha magr kam or zyda kisi ki kam or kisi ki zyda without greed koi be kaam nahi chal sakta dunya ka ha greed paise ki knowldge ki experience ki compitation ki ho yani learning ki ho tu earning asan ho jati ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X