What is your opnion to greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex trading main to ap ko greed jub b karin gy to siway nakami k ap ko kuch nai mily ga trading mai to ap ko greed ko nai apnana chy suber se bhter koi kam nai acha hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Assalam oa likum ji janab baat ye hay kay forex trading main greed kay baray main mera opinion ye hay kay ye bohat dangerous hay is say aap bohat hi zeda nuqsan uthana parega kun kay zeda ki lalach thoray say bhi ddo kar deti hay
      • #48 Collapse

        according to my opinion greed in forex ,it is not a good thing,,ap forex ma jitna greed kranga ap k loss k cxhances utny he ziada ho jty han..sirf apny greed pa koboo pa k he ap is ma profit hasil kr skty han.,.,
         
        • #49 Collapse

          meray opinion ye hain k aap greedy se humesha hi nuksan uthaty ho or forex mai greedy karna apna account ko problem b dalna hain pata nahi forex mai log q greedy karty hain forex se aap 200 dollar monthly bonus bana lety hain phir b
          • #50 Collapse

            forex ma ap jaha per b greed karay g a loss k zamadar ap khud ho ga q kis sa ap saraf ap ko loss hi ho sakta ha or kuch b nahi
            • #51 Collapse

              no i am not agree with you dear ku k lalach kabi bhi kisi bhi cheez me faida nahi dati hai balke ulta nuksaan hi dati hai aur is se jitna zada bacha jaye utna hi acha hota ha aur forex ma tu aik bhi galti bht bare loss ka sabab ban sakhti hai aur lalach kar k hum galt decisions hi late hain so is se acha ha k aap forex ma jitna ho sakhe lalach se bachain aur sabar se aram se kaam karain
              • #52 Collapse

                Forex mei greed aik negative factor hai is se just trading mei loss he hota hai, so hamain greed se avoid karna chahye q k greed karny se hamari tamam money khatam ho jati hai jo traders ye sochty hyn k wo aik he rat mei rich ho jaen or planning kiye bagair trading karty hyn wo kabhi bhi trading se profit gain nahi kar sakty.
                • #53 Collapse

                  mairay khayal mai greed achi cheez nhn hai kyun kai jo greed karta hai wooh kamiyab nhn hopata ...aur jo greed karta hai wooh dosron ki kamiyabi sai jalta hai aur apnay naseeb par shakir nhn hota
                  • #54 Collapse

                    dear,forex trading ya kisi bhi business main lalach karna app kay liye nuksaan deh he hai app jab lalach kartay ho to app ka tawajo app ka y work se hut kar paise ki taraf ajata hai aur app bina plan kay he trading start kar letey ho.
                    • #55 Collapse

                      Assalam o alaikum.. Yes brother we need greed in trading but not for the earning but yes for the learning we need greed. Earning may greed aapko destroy kerdeti hy.. Or learning k liye greed aapko successful bana deti hy.. We should greed but only for learning..
                      • #56 Collapse

                        yes i think if we avoid the greed that is batter chance that we work hard my friend greed is that if you win you greed you again play then you loss that is your greed and i think greed for chacks for you answer hope you knw
                        • #57 Collapse

                          well dear Forex trading mein agar app successful trader bana chahtay hain too phr app koo pehlee apni greed koo minimize karna hoo ga aur pehlee apni studies per concentrate karna hoo ga, aur fundamental aur technical analysis koo study karna hoo ga
                          • #58 Collapse

                            main samjhta hoon ke forex trading ke business main loss logo ko 90 % greed ki waja se hota hai kyoun ke wo samjhte hain ke market un ke haq main chali gi jab kr trading is tarha se karni chiya ke jo bhi ap order place karte hain os main loss ko bhi samjhna chiya
                            • #59 Collapse

                              bhai jan greed asa hi ha jo ap ko ahasta ahasta khokhla karta jata ha kiu ka ya ap ka lia bohat bura ha or ap ka account bi is ki waja sa wash ho sakta ha is lia is sa bachay or apnay capital ko loss honay sa bachay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear agar hum ne forex trading me survive karna hai to hume greed se bachna ho ga sometimes greed se hume faida bi hota hai lekin baad me sirf loss hi hota hai is liye hume trading karte waqt greed nai karna chaiye balke sabar ke sath trading karni chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X