What is your opnion to greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    lalach k baray me mera yehi kehna howa karta hai k hamesha he lalach say ek side pay rakhtay howe socha kare aesa na socha kare k ab bus aesay he is business me ae gay or work karna shuru kar de gay or profit milna shuru ho jae ga balkay yeh socha kare k ap kesay kuch na kuch samjh saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      Jab aap ko aik reasonable profit ho jaye to us key bad lots ko close kr dena chaheye. Greed yeh hota hy keh aap ko aik targeted profit ho gia aur is key bawajood aap mazeed profit key chakar main rehtay hain aur yeh sochtey hian keh main expert ho gia hy. Hamain sabar aur shukar sey jo profit asani sey hasil ho gia hy us ko accept kr lena chaheye.
      • #513 Collapse

        Gee brother according to my opinion you are absolutely right wo lss lia ka aak tarif tu aap ko ziada profit milna ka chance ha aur doosery tarif aik din aap ko bounis milla aur dooseray din aap ka bounis finish ho sakita ha iss ka baad aap kl pooray month ki mahnut zai ho sakity ha ub faisla khud hy ker lo .......
        • #514 Collapse

          bhai greed bohat buri cheez hai forex main is sy band apna hi nuqsan karta hai kyn k is sy ap ka apna e account washhota hai
          • #515 Collapse

            greed is a curse bro :D
            greed is a very big drwaback... it can wash your account out...
            be patient and wait for the exact position and trade...
            • #516 Collapse

              greed k bary me mera opinion ye hay k har dafa mujy jo b loss hota hay us me greed ka hi hath hota hay or 1st date ko account ka wash hona b greed ki waja se hi hota hay
              • #517 Collapse

                Kien too risky for the merchant and always be greed when trading so always use a few more strategies in the market for the Court successfully. Kien few times we live washes. My Account washed 3 times due to greed. We can make money consistently, if they let greed factor.
                • #518 Collapse

                  no dear men ap ki bat sy agree nahe krta kuon k agr aek dafa hum zyada profit earn bhe kr len tab bhe next time loss ka chance baqi reehta hay aur next time apny ooper control krna bahut mushkil hota hay isliye men to kahon ga k greed is our biggest enemy aur humen hr surat is sy door rehna chahye
                  • #519 Collapse

                    kabhi kabhi kam kar jaye to wo tukka hota hai .. kehty hain na lalach buri bala hai lalach karny se accha hai k ap mehnat karen lalach se achi chiz mehnat hai lalach se 90% loss k chances hoty hain lakin mehnat me 100% profit hota hain kum kamaiye loss se acha hai
                    • #520 Collapse

                      Forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan apko learning ke mamla mai greed hona chahye earning ke mamla mai greed apko bohat zaida loosess dagi lalach buri bala hy
                      • #521 Collapse

                        forex trading mien apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi greedy nahi hon is mien ap mehnat karen aur apni greed ko control karenge to hi is mein ap kamiyab hoskate hian.
                        • #522 Collapse

                          Mery bahi mery khayal say Jo es market mai greedy hai tou wo es market mai profit nahi hasil kr saky. Es lye ap ko es market mai greedy ky begar aur planning say kam krna hai.
                          • #523 Collapse

                            agr hum is main greed karty hain to humain is main hard work karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho skati hay greed say huamin kafi risk hota hay or humain loss b ho sakta hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #524 Collapse

                              janab mairay khiyal say greed kisi bhi sorat achi cheez nai hai because agar hum is market main greed kartay hain aur jald az jald profit kamanay ki koshish kartay hain is market main tu hamesha loss hi uthatay hain. kabhi kabhi greed bhi humay acha profit day jati hai lakin wo long term kai liyay nuksan day hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                dear greed k bary main hamary openion different thory ho skty hai hamary openion b wahe hai jo baki log rakhty hai k lalach bury bala hai is lai hamain forex main lalch nahe karna ho ga. or kabi b apni risk limit ko cross nahe karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X