What is your opnion to greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    opinion nae ha koi bs request kr sakte han ap se k aap apne andr se greedness khatam karain kyun k is ka koi faida nae ha ye aap ko mazeed trading krne pr majboor krtoi ha or aap ko ye cheez loss [krwa sakti ha ..bs aik time bna lain forex pr bethne ka or goals bna lain daily k or month k phr aap chahin bhi to greed nae la paain ge..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      greed k bare m meri sirf aik hi rae hn k forex aik buht hi risky business h is k lye apko buht mehant kerni h agr apko lalch se bchna h to lalch jase kere ko apne dilo dimagh ase nikal do jab tyak ye hamre dilo dimgh m rhe ga hum is per akm ni ker ske ge is lye smjho
      • #483 Collapse

        Greedy sab say barai enemy hay trader ki jab tak trader greed per control nah hasal kar leta earning nahi kar sakta, humain sab say pehlay demo account main practice say apni greedy ko control main lana ho ga.
        • #484 Collapse

          yasa k hr koi janta ha k greed is curse lalchi insaan hamasha nuksan utha ha mara khayal ma hme tanda damg k saath kam karna chaea tak hm tmam halat ka phla mawaza kr or phr investment
          • #485 Collapse

            My dear brother brother Forex trading main agr ap nay kch buy yani buy ki trade laga di tu agr profit main hun tu ap lalach krty ho k tora aur profit hojai tu issi lalach main markeet wapas turn hojate and hamain loss hojati hain
            • #486 Collapse

              Greed is actual alarming for a banker and consistently abstain acquisitiveness if trading so consistently accept some bigger action in the bazaar for acknowledged pips. Acquisitiveness some times washes our reside account. My reside annual done 3 times due to greed. We can acquire constant money if we abstain acquisitiveness factor.
              • #487 Collapse

                Bro ko ham jitna zayada hosaky greedy pr control krna chahey because agr ham aisa nai kary gay to ham ko is man kabi bi profit nai hoga or ham is man loss pr loss hi kary gay
                • #488 Collapse

                  dear friend ager greed business mein ho to wo apko loss i deta hai forx business mein hard work knowledge zarori hai agr ap hard work or knowledge sy kam laty ho to apko greed ki zarorat nahi hai
                  • #489 Collapse

                    g haan greed jb tk ap main paida nai ho ga tb tk ap kmaa nai sakty laikin is greed ko khaternaak had tk nai ly kr jana chahiye. . .ye bilqul isee trha hy jaisy k risk lyna he parta hy kmaaaaaaany k liye. . . .agr ap risk he nai lain gay tu earn b nai kr sakty. .
                    • #490 Collapse

                      forex currency trading ya kisi bhi business primary lalach karna iphone app kay liye nuksaan deh he / she hai iphone app jab lalach kartay ho in order to iphone app ka attentiveness iphone app ka ymca operate ze hut kar paise ki taraf ajata hai aur iphone app bina program kay he / she buying and selling start off kar lete ho
                      • #491 Collapse

                        agr pork forex trading ki finding out e liye avarice karenge to be able to is actually ze hamen faida hoga lekin forex trading organization mai agr pork avarice ze kamm karenge to be able to kabhi bhi kamiyabi ki taraf nahi jasakte hain.
                        • #492 Collapse

                          myn tuu yehe kahon ge k greed aik bohat buri cheez hai banda kbhe bhe kahen bhe ksi b business myn kbhe greed naa karey greed sy just loss he hota hai sab ka greed insaan ko barbad kar deita hai ..
                          • #493 Collapse

                            saalaam bai jee app forex mein kaamakrna chahtay hain tu appko chahyia kaay apppehlaay forex kaay demo account mein kaam karna chahtayhian tu app ko chahyia kaay app pehlaay laaluch se bachin yaah app kaay liye acha hia
                             
                            • #494 Collapse

                              Agar aap aik reasonable profit key leye efforts kar rahay hain to is ko greed nahi kehtay. Lekan agar aap profit par profit lena chahtey hain aur yeh chahtey hain keh aik din main rich ban jayen to is ko greed kehtay hain. Hamain aik limit main reh kar profit lena chaheye aur aik target bana kar trading karni chaheye. Jab target achieve ho jaye to trading stop kar deni chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                ma to ye kahon ga k hamen is buisness main greedy ni hona chaheye q k agar ham greedy hon gay to apna loss karen gay is main agr ham greedy hon gay ya jald bazi karen gy to apna hi nuqsan hona ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X