What is your opnion to greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    greed bht khatarnak hai hamaray lye forex me agr greed knowledge ka ho jaisay hamain zayada learning krna hai aur practice to ye thek hai lekn agr greed earning ka ho to bht loss hosakta hai q k jb greed ajai to phr kch nazar ni ata jzt earning earning isilye loss hota hai aur kch batain bhi ignore kr daitay hain isilye hamain loss hojata hai to agr loss se bachna hai to greed ko ignore krna hoga.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mera to aap ko yehi mashwara hai k yaha pay kabhi b greed na kara ab ye aap pay depend karta hai k aap yaha pay kesay greed pay control kar saktay hain aur yaha pay kesay aap ko control kartay hain.
      • #33 Collapse

        quite funny but its truee ke lalach buri balah hai zahir hai lalach apko ley doobti hai nd jahan ham is forum mai maujood hai yahan lalach ki koi jaga hi nhi hai so investment buhat soch samjh ker kare ...
        • #34 Collapse

          dekhain inssan ki nature main greed shamil hai laken greed aik hadah tak honi chahia agar wo limit sa bahir jati hai tu nuqsaan ka bais ban jati hai aur trading main greed karna sa baday baday losses ho jatay hai so forex trader ko tu greed sa bachana chahia
          • #35 Collapse

            ye you are right dear main agree karti hun ap ki bat say kun kay maray sath bhi kafi dafa asia hua hay kay greed maray liay kafi helpful use hua hay lakin ye bhi aik sach hay kay isi ki waja say kafi dafa mera account bhi wash hua hay.
            • #36 Collapse

              I think that greed is the most injurious thing in trading. Greed can eat up all the profit as well as the capital of the trader. a trader should have to try his best to remain away from greed.
              • #37 Collapse

                Assalam o aleikum. My opinion on greed is k agr insaan ko achi earning karni hai tou phle dil sy lalach ko nikal dy and with plans and strategies sy apny steps trading me barhae
                • #38 Collapse

                  yes you Are Very right,Greed he Sab Say bara nuksaan hai,agar ek Trader is par Qaboo pa kar trading Karay tou kafi Achi or Profitable trading mumkin hai
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #39 Collapse

                    jee brother mn ap ke bat se agree nahe karta qn ke ap aksar lalch ke wajah se apna capital b zaye kar behte ho ap ko earning kam hoti hy ur loss zeyda hota hy
                    • #40 Collapse

                      I think greed is really a curse that each and every trader must avoid it and make your mind to trade without it, the reason is that its really kill your profit in a minute
                      • #41 Collapse

                        greed kay baray main ager ap mera opinion lain toh meri nazar main greed ap ki trading ap kay business ka sub se bada dushman hai islye ap ko chahye kay apnay aap ko iss dushman se save rakhain kyun kay ager ap abhi greed se nahi bachain gay toh ap ko loss bhi ho skta hai islye ager koi achi advice karay toh us ko jald adobt kar lena chahye.
                        • #42 Collapse

                          bh ji hum sabhi ko chahye kai jis tarha bi kr kai greed ko khattum kr dai q kai is ki wajha si acho acho ko loss ho jata hai is liy kha yae jata hai kai is kam mai jo greed krta hai wo is kam mai dhob jata hai
                          • #43 Collapse

                            forex trading main greed karna ek bohat bari bemari hai jo log forex trading main zyada greed karte hain unka account bohat jaldi khali ho jata hai or jo profit unhone kuch trades main earn kya hota hai wo bhi zaya ho jata hai
                            • #44 Collapse

                              Assalaqm o alaikum forex trading ya kisi bhi business main lalach karna app kay liye nuksaan deh he hai app jab lalach kartay ho to app ka concentration app ka y work se hut kar paise ki taraf ajata hai aur app bina plan kay he trading start kar lete ho................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                their genuine that will greed can be totally threat greed can be a number of periods of great help for anyone and a few periods the idea wrecks your current cash nevertheless generally greed ki jah se earnings okay kam as well as decline okay possibilities ziada hoty hain consequently it's not necessary to get threat below stay away from greed kion okay chahy ye hamein kabj=hi earnings dy n mgar normaly hamain apny laalch ki wajah se nuqsaan they uthana parrta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X