What is over bought and over sold?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Over bought aur over sold ki definition ye hai ke aap ne market main bahut ziada koi currency ya metal waghira purchase kr li hai ya sell kr di hai aur aap se ab wo cheez recover nahi ho rahi yahi os pe profit hota nazar nahi aa rha. Aap ne apne aap ko over burden kr lia hai, simply.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading main aap kaise selby karte hain aur Baby karte hain agar aap jarurat Se Jyada failure by kar lete hain toh usse oversell Gaya overboard kehte hain ICSE aapko Jyada Jyada fayda bhi ho sakta hai aur nuksaan bhi ho sakta hai kyun ki farak padta hai ke market ka trend ab kya hai jo depend karta hai aap ke sali aur bhai par agar aap ek accha trade karte hain toh main aapko Jyada Se Jyada profit bhi ho sakta hai
      • #18 Collapse

        jaiisy k word sy he zahir hoota hai k over bought ka matlab hai kay kisi bhi commodity ya kisi currency ko boohat zyaada logon nay buy kar lia hai or over sold ka matlab hoota hai kisi bhi commodity ya currency ko boohat zyaada loog sell kr chuky hain.mostly indicators like RSI indicator ki maddad say hamain idea hota hai.trade open ya close karny main ye points boohat helpful hoty hain.
        • #19 Collapse

          Mere khial me over bought over sold me ham ek trade me ager buy ker rahey houn to us me sell ki trade laga den to us ko buy over sell kahen ge.
          • #20 Collapse

            my dear sir forex trading ek bohat hi riski km hai to apko palining se trading krna chahye or ap indicetor bi ues kia ja sakta hai or us se bi acha profit kr sakty hain ap or es k sath analysis bi krna lazmi hai is se ap long time trading kr sakty hain,,,,,,
            ALWAYS BE HAPPY
            • #21 Collapse

              har mulk ka central bank jo ke markazi bank hota hai jese pakistan ka central bank hai state bank of pakistan to aese he har mulk ka central bank apne mulk ke currency ki aik had muqarrar karta hai us had me he currency chalti hai jab us had se ziada tajawuz karti hai to usay ham over bought ka naam dete hain or central banks hamesha economy ko observe karta rehta hai or us ke pas jo tool hota hai us ko KPI kehty hai jis ka full form hota hai key performance economic indicators, us ki madad se woh apni currency ko dobara se us he dairay me le kar ata hai jo had us ne set ki hui hoti hain is lye over bought or over sell per ham bohat achi trades le sakty hain agar hame us mulk ke currency set hue levels sahi maloom hon .
              Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
              • #22 Collapse

                these condition always show on technical fundamental parameter. its provide a better intake a decision which is best for u brought and sell but with long terms
                • #23 Collapse

                  Jab forex market bahut zyada Upar Chali Jati Hai usko overbought kehte hain job market bahut zyada niche Chali Jati Hai oversold kehte hain Jhansi market ki bahut jyada chances Hote Hain Ki market reverse Jayegi aur aap ke liye position open kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    acha sawal kai hy ap ny .bahi jan mary khyal myye RSI my show hoty hn or over bought to subhi ko pta hy zayda khreedna or over sold zayda sell krna.over bought ata hy jb hum ny koi cheez zayda khreed li hoti hy or over sell ata hy jb koi cheez zayda sell ki hoti hy.or RSI my over bought up to 70 hota hy or over sold under 30.
                    • #25 Collapse

                      Dear jab koe bhe chezz RSI market mn 70 sy oper chli jati hai toh wo over brought ho jati hai oski talb km ho jati hai aur market mn zaida a jati hai aur ise trha agar graph 30 sy below ho toh over sold ho jati hai her member osy khreed laita hai or itni zaida khreed hoti hai k wo apni set limit sy nechy a jati hai
                      • #26 Collapse

                        brother yes yeh rsi main hoty hai or b kisi main jab line 70 se up chaly hai jaty hai behtar hai sell kar lo jab 30 se nichay chaly jaty hai buy kar lo lekin rsi par pura bharosa b na karna yeh har waqat real signal nai daity investor ka asar b hota hai kidhar jay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          bhai market main doo levels hotay hain jin main say aik over bought aur aik over sell hay market in dono pointss kay darmyaan ghhomti rehti hay kabhi yeh over bough to kabhi yeh over sell hojati hay - aur yad rahay jab bhi market over bought ho ic ka har giz matlb yeh nahi kay app sell karein same ic ka over sell kay sath bhi hay kay jab hoo to buy nahi karna market ko

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X