What is over bought and over sold?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is over bought and over sold?
    AOA all dears members. Me nay forex ki aik video main over bought aur over sold ki term suni ha kisi ko pta ha yeh kia chez ha forex trading main
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi mane kal es kay baary ma thora phara ha ye term wo ha jo apko RSI ma show hoti ha over bought ka matlb ha jab koi cheez zayada khreedi gai ho or over sold ka matlab hai jab koi cheez zayda sell ke gai hoti ha. Meri malomaat kay mutabik jab RSi over 70 ho to over bought or jb below 30 ho to over sold kehlaati ha.
    • #3 Collapse

      my friend ap ka acha question hai RSI main Ya Stochastic oscillator main ap deikhty hian k jab wo 80 plus main us ki blue line aa jati hai to wo pair us time frame main over sold condition maen aa jata hai our same sell kerna banta hai our jab down main ho to over bought condition hoti hai to app buy ker sagty ian
      • #4 Collapse

        over bought over sold say murad hai kay price had say zeyda climb kar gaye hai ya had say zeyda gir gaye hai jo kay us waqat kay lea hairankun hai isi lea log zeyda tar over bought per sell kartay hain or over sold pair ko buy kartay hain.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
          AOA all dears members. Me nay forex ki aik video main over bought aur over sold ki term suni ha kisi ko pta ha yeh kia chez ha forex trading main
          Mere khayal main to over bought usko kehty hain jis main traders zida commodity ya currency ko buy kr laity hain or over sell usko kehty hain jis main ziada traders kisis comodiry ya currency ko ziada sell kr daity hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Dear member aap ne bahut acha sawal kya hai aur mere khayal mein tou over bought aur over sold tab hota hai trade mein jab hum aik din mein profit hasil kar kay bajaye iss kay kay hum rest kar lain hum mazeed trade laga letay hain
            • #7 Collapse

              Forex mein over bought aur over sold ye terms us waqt use hoti hain jb koi bhi currency pair ya metal had sy ziada sell ya had sy ziada buy kia gia ho means k kisi bhi currency ya metal etc ki price had sy ziada gir gyi ho ya had sy ziada charh gyi ho aur ye ziada tr RSI indicator mein use hoti hain
              • #8 Collapse

                Mery khayal ma to is ka matlab ya ha k jab market ma kisi chez ki khareed pahly sa boht barh Jay us ki zarorat ki waja sa
                • #9 Collapse

                  Brother asan alfaz me btao ga.k jab market apni opening price se 100 ya 120 ya 150 pip up chali Jaye isy overbought kehty hy yani AK cheaz both khareedi ja chuki hy ab is price pe koi nai khareedy ga..r oversold is k ulat hy
                  • #10 Collapse

                    Dear brother mare knowledge k mutabiq over bought ap us waqt kisi chez k bare main keh sakte hen jab wo Rsi indicator main above 75 ja rahi ho to ap use over bought keh sakte hen or over sold same aese agar koi chez rsi indicator main below 25 show ho rahi ho to ap use over sold ka name de sakte hen.
                    • #11 Collapse

                      Mere khayal me over brought us waqat hoti ha jab hum ak chiz 100 quantity me purchase karna ho or hum us ki 150 quantity purchase kar lene. Jus ki waja see us ki price increase ho jati ha. Or over sold us waqat hoti ha jab hum zaida quantity me sale karte han to us waja se price kam ho jati ha. Is say human loss ho sakta ha. Is liye hamesha balance me reh k purchasing or sale karni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        I think ab ziyada tar members ko idea ho gaya ha overbought and oversold k baray kisi ko pta ha k RSI k elawa koi aur bhi aisa indicator ha jis say market k oversold ya overbought honay ka pta chala skay me MACD k baray bhi suna ha lekin idea nai ha itna
                         
                        • #13 Collapse

                          Market maker app over baat karenge ya oversold Karenge is McAfee risk Hota Hai Aap Yahan Par Jyada earning nahi kar sakte ho aap? Shaam Hone ka bahut zyada Dar Laga jata hai isliye kuch Khush Rakhe
                          • #14 Collapse

                            Over bought over sold ki term RSI k andar show hoti hai is me jab ratio limit se exceed ho jati hai tab ye terms use hoti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              W. Salam friends mry khyal k mutabiq main kuch b ni bata sgta q k main abi tak trading start ni ki hy thanks friends ap ki waja sy mujhy over bought aur over sold ki information mili

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X