Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    Dear agar aap ko practice kay baad bi loss hota hay to iss ka matlab ya hay kay aap nay demo account ko sahi nahi liya tha aap nay us ko sirf demo hi samjha or iss hi ki waja say aap ki analyzing sahi nahi rahti.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      forex ke business me practice ke baad bhi loss ho to aap ko chahiye ke trading phir us waqt tak mat karen ke jab tak aap is business me perfect na ban jayen or aap ke losses kam se kam na ho jayen tab tak aap practice na karen .
      • #633 Collapse

        Forex trading mien mera yeh kahayal hai key is mien loss sey bacha he nahi ja sakta hai is mien ap sirf or sirf itna kar saktey hain key apni win to loss ratio ko barha lien means key ap ko jo profit wali position milti hain wo ziada hona chahye un sey jin mien loss hota hai.
        • #634 Collapse

          ager ksis trader ko ziyda prztice kernain k bawjood b loss hota hai to us main aik he baat ati hai k tarder ander llach hai jis ki waja say wo loss ker raha hai.
          • #635 Collapse

            Ik acha or kamyaab trader bany kay liey boohat struggle karna parti hai.agar hum practice kay baad invest karty hain to loss bhi ho sakta hai lekin agar money management hai to phir loss recvoery bhi zyaada mushkil nahin hai.
            • #636 Collapse

              mai aap ke baat sai agree karta ho kai practise kai baad be lose ho jta hai ya sifr un logon kai sath hota hai jo demo ko real nahi samjte hai just tore sai practise karte hai aur samjte hai kai hum nai demo account par practise kar le hai mai to saab ko ya he kaho ga kai aap demo ko as a real treat kare taab dkhe kya hota hai farq to hota hai demo and real mai tora sai loss be hota hai lkn wo adjustable hota hai so do practise as much as possible
              • #637 Collapse

                buht se logo ko prectice k bad bhi loss hota h jab hum is m kamyb ho jate hn tab hi hum is ko smjhte hn buht se se log buht mistake ker dete hn janb hum is ko pori terha ni smjh jate tb tak hum se mistake hoti rhe ge bus hame is per ache se kam kerna h
                • #638 Collapse

                  km bounce se treading krna bewakofi ho gi is liye apna bounce 200 $ hona chaye jis se ap ko loss ke bad profit bhi ho or hr time dekh kr trading kre is se ap ko every time marketing ko dekhna ho ga
                  • #639 Collapse

                    no doubt dear in foerx for reducing the risk factor we must make practice . but it does not mean that after getting the practice we may secure himself. because in business we can not get 100 percent surity.
                    • #640 Collapse

                      practice k bad loss tab hota hy agar lalach karo. warna practice k bad loss kam hona chahiay. loss har kisi ko hota hy lekin experts ko kam hota hy experts bhe agar lalach karen gay to un ko bhe loss ziada hoga. q k forex risky business hy. ic liay sahi tarha practice kar k trading karni chahiay.
                      • #641 Collapse

                        when you practice on demo account then you are using more balance and facing less loss but when in real you start trading your practice is totally about high investment or balance and in real you have less balance so that you face loss for escape that you have to put 100$ dollar while trading in real nor so more neither so less
                        • #642 Collapse

                          Dear ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam le ta k hm is business me loss se bach skayn asani se
                          • #643 Collapse

                            You are face the loss after the practice. I am suggest that you are prepare the strategy. Discuss with the senior trader. I hope that you cab fond our the gaps and you can good work. Earn the money.
                            • #644 Collapse

                              yeah dear me fi9 And thnkxxx for concern dear,dear jo mery khayal hy us k hisaab sy jo log demo account pay sahi sy practice nahi krty rel account mein un ko ziada loss hota hy,q k demo account tu generate he isi liye hua hy k ap is sy information knowledge or experience hasil kr skey,demo account mein ap ko pta hy k is meinkn sa loss hona hy yeh kn sa real account hy isi liye ap aisi treading krty ho wahan,but real account mein aaty he ap ko loss hona shuru ho jata hy q k ap k pas proper information nahi hoti.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                I think agar hum apni ak strategy create kary or ais par practice kary or ais par apna experience gain kary to phr loss hona ka chance bhot kum hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X