Practis K Bad bhi Loss....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    bro mera khyal ye hai kay jab ap demo par practice karty hain tu ap kay loss karny kay chance kam ho jaty hai ap ko demo par practice tab tak jari rakhni hai jab tak ap ko achi tarha is ki samaj na a jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Aap ko market trend ko samagny ke zarorat ha aap trade small or trade lagany main jaldy na karo trade laga kar market ke aap ke ham main any ka wait karo Lalch na karn karna zaida profet ke leye
      • #468 Collapse

        Bro profit and loss its all depends on yoyr experience andknowledge ...if u have a gud experience and gud knowledge apko loss nhi hoga ... but practice is also essential .... agr practice k bd b apka loss hojay to means ap ne koi mistake ki h ya ap ki knowledge itni achi nhi h
        • #469 Collapse

          nahi bhai app sa thori bohut galti hoi hogi asa hota to nahi hay or app na bilkul sahi kaha hay demo sa bohut faiday hoty hay sab ko app jitna demo per practice kary gay acha hoga lakin ya us waqt hay jab app ka pas balnce ma kuch raqaam nho ager app ka pas balance ma raqm nahi too app pahly demo per achi trha practice kar lay
          • #470 Collapse

            I also prefer to use their own analysis, using analysis alone does not mean ignoring the analysis of others, especially the analysis of the senior trader, if indeed they are good analysis does not hurt for us to learn. their analysis may be suitable and in accordance with our trading style.
             
            • #471 Collapse

              agr ap ko practice krnay k baad bhi loss hota ha to us ki ek waja to ye ho sakti ha k ap ne practice sahi tawjo se nahi ki ho gi ya ap k pass apni strategy ko implement krny k skills nahi aty hon gy.
              • #472 Collapse

                jee, humen practice k bad b loss ho sakta hai kun k loss b es business ka hisa hai humen loss ko control karna ho ga kun k forex ek risky market hai es men loss hona koi bari bat nhi hai but humen ziada se ziada experience k sath trading karni chaye then hum loss se kisi had tak bach sakte hen
                • #473 Collapse

                  Sir yeh koi zaoori nahi hay keh aap kay pass good practice ho to aap ko loss na ho loss phar bhee ho ja hay because forex trading aik risky busienss.
                  • #474 Collapse

                    practice ko much serious lena chaye and demo account main kuinkay 5000$ bonus kay sath practice ki jati hay aur real main itna capital nai hota is laye agr ap demo main bhe 100$ mind main rakh kar practice karian to phir yaqeeni tor per ap ko loss nai ho ga
                    • #475 Collapse

                      Dear all pakistan forex fourm members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baaraktihi janntt halalahu dozkh haramahu bhai ne acha swal kia hai aur is ki detail bhi bta di hai to dosto ap demo account bhi utnay ka hi bnain jitni ap ne real account main practice ki hai is sourt main ap ko zayda loss nahi ho ga real account main...........
                      • #476 Collapse

                        Jnaab apny mashoor kahaawut ap ny suni hugi k ghady per kitaaby laadny sy wo aqalmund nhi hu jaata yahn per bhi wohi hisaab hy
                        • #477 Collapse

                          my dear forex bussiness mein practice kay bad un logon ko loss hota hai jo forex bussiness mein without greed aur without knowledge aur exprience tarding kartey hain ya forex bussiness mein jald baazi aur emotion say trading kartey hain jis ki wajha say loss hota hai wase koi aisa issue nahi hai main to 4 years say forex bussiness mein trading kar raha hoon Allah ka bohat shukar hai main daily achey say acha profit easyli kama raha hoon
                          • #478 Collapse

                            bhai mera khyal sa sab sa pahla huma demo pa karni chahiya us waqat tak hum is pa kara jab tak huma is ka bara ma mukamal pata na chal jai ka yah asal ma hai kiya chez aur yah kaisi ha us waqat tak real ma na dala jab ap is ma expert hu jai phir is ma dala paisa taka apko koi loss na hu apko is sa faida hu
                            • #479 Collapse

                              Yes apne bilkul hi sahi kaha islie ham demo account pe achha perfomance karlete he lekin real account me achha se perfomance nehni karpate.So hame demo pe practice ke wakt kam balance se trading ke practice karna chahie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                If any traders are facing loss after continously practice on demo account so they dont need to worry about this busienss and try to find their weakpoint, and they must need to review his previous loosing trading and try to dont repeat same mistakes in his next trading.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X