forex halal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    thanks brother this is useful post for sny ine.many psople has doubt in it that is forex halal aro not.so you solved there problem.i too beleived that forex is halal business in islam
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      brother app ny bht hi usefyll informaion uploade ki mery ghar main bhi walid sahb sy yahi bahees hui thi kah ya halal hy ya haram to mery pass koi solid proof nhi tha sbit karny ky liay lekin ab mai unhain ya dikha sata hn or convince kar sta hn
      • #138 Collapse

        yes dear mainy ap ka ye fatwa jo ap ny thread ma attach kiya hai read ki hai or read karna k bd kafi acha laga k ap jase log b hai jo logo ki tension ko dor kartye hai.yahan bohot sy log forex ko harm business boltye hai.
        • #139 Collapse

          bhai blqul thkh kaha hy ap ny jin se phucha hy , q k haram kaam wo hotaa hy jsimen just munafa he munsafa ho lykin forex trading men hum apni mhnat karty hen din raat or nafa or nuqsaan 2no sath sath hen
          • #140 Collapse

            wasy to ya aik business ha jo ajakal sari dunia ma horha ha or kuch log isko halal kety han or kuch haram wasy is ka bary ma mujy itn elam nhi ha ya bat kisi mufti sy pochni hogi
            • #141 Collapse

              asslam oa likum dear's yes dea rapny bohat he acahe inforamtion sahtre ke a thnx forex islam ma hala ha agar app as sy mahant kar ky earn karo our agar ap as ma kise ko dhoka ya frod kar ky profit earn akro toa s tarha forex islam ma haram ha.
              • #142 Collapse

                dear mere khyal mein ye business haram nahi hain ye halal hain kyu k haram wo chz hoti hai jo hum kisi ka haq markar hasil karein mujey to nahi laghta k hum forex mein kisi ka haq marty hain is par to hum apni hard working se earn karty hain
                • #143 Collapse

                  mery bhai mjhy lagta han forex aik hala hankeu ky is men forex ko halal is le ya kehty han is per bhut ehama kam han is le ya forex per mehnat ki jati han is le ya or bhut sy log han jo apna pesa invest kr ky pesa kamaty han meri nazar men ya sub haram han
                  • #144 Collapse

                    Yes forex totally halal business hai yahan se hum apni mehnat ka paisa hasil karty hyn, forex trading mei hamain profit gain karny k lie hard work ki zarort hoti hai so ye business haram nahi ho sakta is k elawa muslims k lie swap free ki option hoti hai jis se bilkul halal business ban jata hai.
                    • #145 Collapse

                      bhai abhi me nay aap ki ek aur b post read ki hai jiss me apa nay yehi baat btae hai aur aap ko chahye k ap ek bar he ek thread ko post kya kare aur jiss sy acha hai aap ko koi aur posyts he kar deni chahye.
                      • #146 Collapse

                        mery khil say ye hala hay issy har koi join kar sakltha hy iss may koi bhi isse bat nhai hay jis say Islam forbade kartha ho forex aek waqi hala hay
                         
                        • #147 Collapse

                          ji haan bilkul forex halal hai is main hum mehnat ker k khaty kamaty hain koi jowa khal ker ya phir bethy bethy kisi galat tareqy say nahi kamaty jo ye haram ho or wasay bhi mehnat say kamai hoi roti riz q halal hai is main koi tension ki baat nahi hai humain is tension ko chor ker apni mehnat ki taraf tawajha dena chahiye taky hum kamiyab hoon..
                          • #148 Collapse

                            g haan forex aik halal kaam hai q k hum apni mehnat sy e yahan sy earn krty hain koi bhi shart lga k nae earn krty yahan hmain apni luck or apni soch sy kaam krna hoga eslye yeh halal hai
                            • #149 Collapse

                              mai to itna janta hoo wo kaam jis mai mehnat na ho wo hallal nai hota forex ko ager mai apne pount of view se daikhoo to is mai jo log posting karte hain un ko kafi mehnat karni parti hai aur jo log aona paise se trading karte hain us trading mai risk involve hota hai us mai loss b ho sakta hai aur profit b so mai to ye kahoon ga k ye halal hai aur is ka answer mufti hazraat de sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                jee bhai mera jahan tak khayal he forex trading bilkul halal kaam he jis men ap acha khasi mehnat ker ke apni mehnat ka halal paisa kamate hen forex trading kisi bhi trhan se haram kaam nahe he ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X