forex halal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    busniess q k is me hum apne pese laga k mehnat karty ha k humy profit ho hum kisi k sath galat nai karty ha to phr jaha hum mehnat karty ha hum kforex ak real business ha jis say hum bohat sa profit hasil kar sakty hain hum js kaam pay Meghann kart gain wo ha mare laye hill shoat ha Forex ak bohat he a
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      g sir ap ka sawal intahi ehmeyat ka malik hy lakin is ka jab ek aam admi nahe desakta behtar ye ho ga ye sawal kesi mufti se kia jaye tu behot behtar ho ga.
      • #168 Collapse

        Dear i think business ya job jis main ap mehnat kar k paisa kamatay hain wo halal hai wahan par haram ka sawal hi paida ni hota...
        • #169 Collapse

          ji han bhai jan bohat bohat shukriya aap ka ke aap ne yeh fatwa upload kar dya hai or is se sab ki halal or haram me confusion bhi door ho jaye gi or sabhi ke lye aik best cheez laye hain aap .
          • #170 Collapse

            i think halal or haram ki debit main nahi jana chiey! forex main profit lose sharing hoti hai, kisi bhi chez main fix return na ho to wo halal hi hota hai, bas invest aisi cheezo main karain jo halal ho like gold , old field etc.
            • #171 Collapse

              dear brother assalam o alaikum ji han forex halal hai kiun ke yeh 1 business hai or log is pr mehnat se kama rahe hai or business islam mein jaiz hai is liye forex bhe halal hai or ap is pr work kar ke hilal kama sakte ho0 or apni family ki support kar sakte ho0
              • #172 Collapse

                muje is bare mai kuch khas nai pata k forex haram hai ya halal ye to aalme den hi guide kar sakta hai k forex halal hai ya haraam. but mai to ye samjta hon k forex halal hai ku k is mai hum mehnat se kaam karte hai.
                • #173 Collapse

                  mujhe nahi lagata hai ki forex tradingkarne se koi galat kam hum kar rahe hai forex me bas currency buy aur currency sell karna hi hota hai isme koi glat hum nahi karte hai aur agar forexm muslims ke liye agar galat hota to pak forex forum me iste sare log kyu judte aur forum hi kyu banate is liye me aisi bato me yakin nahi karta hu aapbhi na kare
                  • #174 Collapse

                    stop loss and take profit are good tool of forex but our stop loss is greatly dependent on our level of investment means if we have higher investment then we can bear little bit fluctuation in market and in that case we are able to adjust a stop loss little bit lower so must keep a reasonable sum behind for market fluctuation
                    • #175 Collapse

                      dear aap ny bohat achi information upload ki hy es sy bohat sary logo ko faida hoga or loogo ko pta chly ga k forex business aik hlal business hy or jamia banoria ka fatwa bohat hi valid hy thanks for this good information.
                       
                      • #176 Collapse

                        g han forex trading business halal hy men ny bioht sari izzatdar logo or aalim sy pooch hy ky forex tradinhg business ky bary men wo sub ye kehty hen ky forex trading business halal business hy ye haram nahi hy agr bhaio haram hota to aj is ka boht issue hota
                        • #177 Collapse

                          han g bilkul forex halal hay is main apko apki mehnat k pasy mlty hain ap jitna akam karty ho utna hi profit earn hota hay r is main apko loss hony ka risk bhi hota hay so forex aik halal kaam hay or is mian sab loog kaam kar skaty hain jo koi bhi apni life change karna chahty hain
                          • #178 Collapse

                            je haan agar ap es mein swap ley gae tu islaam mein halal hai dosri baat es mein tab he successful ho sakay gae jab ap ka experience aur knowlede ho ga thankful for question
                             
                            • #179 Collapse

                              Yes purely halal..as we all work here for the whole month and after that we earn some money from the profit comes.. you just need to work hard in Forex becuase earning from hard work never says it is haram it is always halal.. Forex is a pure business and it is a platform for those who want to earn ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                bhai Apnay Mere Dil ka sab say bara bojh halka kar diya Main nay jab say forex join kiya hay yahi soch raha hun forex haram hay ya halal main kahin haram tow nhi kharaha Ap ki ye attachmment dekhnay kay baad Mujhay conform ho gaya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X