Forex hedge kya ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Forex hege yah hota ha ky ky ap 2 aacount par ek sath trade lagaty hain ek account par buy r ek account par sell ki trade lagaty hain phr us sy ek account ap ka clear ho jay ga r ek account ma profit a jata ha
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      gee bhia forex trading mein apne kese order ko sell buy kr dena mtlb keh agr ham ne kese pair ka order buy mein laga dia he aur woh ziada losses ke trf ja rha he to phr ham us pair ka sell laga kr market ko contorl mein rkhne ke koshish krte hien aur es trah se loss ko cover kr lete hien
       
      • #63 Collapse

        jitna mujhy hedging k bare main pta hah brother hedging ye hote hah k ap ne ek trade lagaye ap ne market ko thar dekha ap ko laga k market ap ki trade k opposite aye ge to ap ne apne trade k opposite ek aur trade laga di loss o manage karne k lie
        • #64 Collapse

          Trading key doran jab tak different strategies ya techniques use na ki jayen aap loss sey nahi bach saktey. Hedging ko use krna buhat zarori ho jata hy jab aap ki equity kam ho rahi hoti hy aur aap ney equity ko safe krna hota hy aur apni direction ko bhi change krna hota hy. Agar sell hy to buy kia ja sakta hy.
          • #65 Collapse

            Hedging forex ka aik technical tareeka hai jo k bohat practice se hi seekha ja sakta hai hedging ko bohat soch samajh kar karna chahiye agar hum is ko achi tarha seekh lain to ye hamain baray loss se bacha sakta hai
               
            • #66 Collapse

              Kuch log stop loss ki jaga hedging ko hi use kartay hain kyun k baaz log samajhtay hain k stop loss laganay se wo hit go jaata hai or trade hi khatam ho jaati hai is liye wi trade main mojood rehnay k liye hedge kar letay hain
               
              • #67 Collapse

                Forex ma forex hedge yah hota ha ky ap 2 account par kam krty hain phr jab trade krny ka tme hota ha ap ek account par sell ki trade laga lty hain r ek account par buy ki trade laga lty hain us sy ek account a ka wash ho jata ha r ek account par profit a jata ha
                 
                • #68 Collapse

                  my dear jb ap eurusd pe ek buy trade lety ho or jb woh ap k andaazey se ziada ap k against jaati hai hai to ap utbe hi volume ki trade sell pe l;atey ho is trah ap ka naafa or loss ek jaga ruk jata hai is process ko hedging kehte hain
                  • #69 Collapse

                    forex trading ke market mai hedging ka matlab jo ke mujhe samjh mai ata hai woh yeh hai ke agar app ke koi bhi trade market mai loss mai jarahe hote hai tu trader apne app ko secure kerne ke liye stop loss lagane ke bajaiye jo koi bhi position open hote hai on ke market mai ous ke against mai same lot size se against mai trade open kerdete hai.
                    • #70 Collapse

                      agr hum is main hedging karty hain to humain aik time main profit b ho rha hota hay or humain aik hi time main profit b ho raha hota hay humain is main kam karnay ka koi faida nai
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #71 Collapse

                        Hedging aik aesi technique hai jis ko use ker ky ap bary loss sy khud ko bacha sakty hain jesy apko aik open trade main continue loss hona start ho gia hai tou ap same pair main same trade ky opposite bhi same lot size ki trade laga dety hain then agar apka open trade main loss continue rehta hai tou doosri taraf apko profit hota rehta hai so apka loss same point per stop ho jata hai
                        • #72 Collapse

                          humain hedging main kafi risk sa hay hum simple trade kar kay kam karn aho ga magr humain demo ko use karny say malom ho sakta hay kay real account main achi earning ho gi
                          • #73 Collapse

                            hedge ka knowledge dear mujy nahi hay hedge ka wold me ne first time hi suna hay mery khayal me hedge technically ko tareeqa hota hay jes ko traders use kar k profit earn karty hey
                            • #74 Collapse

                              forxe kay businerss me hedge aik technique ko hi kha jat hai jub ap aik hi rate pe buy kartray hai aur is point pe hi ap sell bi kartay hai tu apko bohat ia chi planing kay sath aik side kay order ko uthana hota hai aur aik side kay kay iodrer ko apko bad em utahna hota ahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                jaisa k nam say zahir hay k hedge yehni kam karna.. so forex hedge say murad hay k foreign countries say exchanging k duran risk ko kam say kam karna hay ye forex hedge traders k leye bahout zayada ameyat ka hamal hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X