Forex hedge kya ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    trading ma jab ap ki aik trade loss ma ja rai ho or us k bad ap us ma us k opposite same price ki laga kar entres ko equial kar do to is ko account hedge karna kahtay hain. is ma pher market his taraf b jay to ap ka account same rahta hay or na loss hota hay or na he profite hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Gee mery bhai forex market mai hedge ak strategy hai. es waqat bohat kam use hti hai. ap forex market mai hedge kray gy tou ap ko sharp ho kr kam krna hai tou ap hedge mai kamyabi ho gy.
      • #78 Collapse

        forex market mai hedge ka multab hai k ap forex market mai ak he point par order ko cell ya buy krtay ho. tou tarah ky trading style ko hedging khtay hai.
         
        • #79 Collapse

          yes hedging ki aap ne sahi tareef ki hai lekin ye bohat soch samajh kar karni chaye kiu k market agar abhi aap k against chal rahi hai to aisa bhi hota hai hedge karte hi wo wapas old trend pe aa jaae
          • #80 Collapse

            Forx trading main hedging aik qisam ki aik strategy hy Jo tradr use kar k apna loss KO cover karta hy laikn mery khial main aisa trader KO ni Karna chahiy kio k istara karny sy ho sakta hy trader KO bahut ziada loss ho jay apko chahiy k mokammal knowledge k sath trading Karo
            • #81 Collapse

              Forex may ham loog headging market kar k b kafi bari tadd may ham earning hasil kar skty han or ham is say lose ko b asani k sath recover kr skty han kisi dosari auchy wali curancies k sath
              • #82 Collapse

                forex hedge ka mtlab hai ayk hi point se buy bhi krna aur sell bhi karna. ye bhot risky hota hai . ya aap ki buy ki trade agr negtive ja rhii ho aurr aap sell ki bhi trade lga dyn to ye ayk hedge ho jata hai .is sorat me bhot jankari se trading krni prti hai.
                "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                • #83 Collapse

                  bhai hedge ke bohot sare faide he jese ke hedge ke zariye hum ne ager koi galati krdi he buy ki jaga sell krdiye he to ap use theek krskte he lekin soch samajh ke jese ke aap ne sale krne ki jaga buy krliye to aap sell bhi krdo isse kehte he hedge jo buy ager loss me jayega to sell profit me jayega isse apka nuqsan nahi hoga zyada...
                  • #84 Collapse

                    hedge forex trading mai 1 trick hai jisay loss se bachnay k liye use kiya ja skta hai. ager ap ny koi trade ki hai or ap ko loss ho gya hai ap ko pata lg gya hai k apny wrong trade kr di hai esi surat mai ap hedge ka use kr sktay hain . matlab agr ap ny sell ki hai to buy kr lain .loss hona ruk jai jai ga, or jb thk lgy to 1 trade close kr dain ji trf market ka trend ho.to ap apni position ko iss tra manage kr sktay hain.
                    • #85 Collapse

                      hedging say trader ku profit nae milta ye just oc waqt attempt kiya jatta ha jub account wah honay ja reha hu ic man 2 trades open ki jatti han jis man aik buy ki or dosri ki trade open ki jatti ha
                      • #86 Collapse

                        Forex market mai hedges trading strategy hai. Likan ya trading strategy bohat zada dangerous hai.kyu k ak he point ka sell aur buy kr a hota hai. Tou hum bohat ,ada risk par kam krtay hai.
                           
                        • #87 Collapse

                          market me hum ko order lagaty hain to us me agar hamain nuqsan ho raha ho to us per aik 2ra order laga daity hain ic ko forex hedge keht hain hedge proper market ko study karti howe karni cahye..
                          • #88 Collapse

                            ye ak trade karny k liye technique hai is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho skay gi aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur profit hasil ho ga
                            • #89 Collapse

                              Yes dear ap ne bohat acha sawal kiya ha jab hum kisi cure ma trading krre hen tu agr wo currency lose ma ja ri ha tu hume hedge krni chiye os k ulat trading krni chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Yes dear technique to hona lazmi hota hai kiun kay aap ko pata hona chaiay kay trading main kafi sari technique hoti hain jin main hedging bhi aik strategy hai jis per aap trading kartay hain or market jab one side move karta hai to tab aap kay lo kay aap ko kafi had tak faida hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X