Forex hedge kya ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex trading mien hedging jo hia wo ek strategy hia jis mien ap ek hi time pe buy aur sell karte hian mjhe ye pasnd nahi hai ap ko chahiye ke ap is mien speculator banen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Ji haan sahi kaha aap ne or hedging ko us waqt karna chahiye jab price kisi Support ya Resistance k aas paas ho or jab market poori tarha reverse ho jae to aik trade ko khatam kar dain
       
      • #48 Collapse

        dear apko pata hai forex market main kuch bhi ho sakta hai kisi bhi waqat hamain dhokha de sakti hai es liaye hamain jo bhi kam kerna cahiye matlab apni tread ko laghatey waqat achi terha soch samajh ker hi treade laghani cahiye ta key hum loos se bach sakey
        • #49 Collapse

          hedging aik technique hoti hai trading ki agar aap hedging kar ke chalen ge is business me to us me dono taraf ki trades per profit kama sakte hain lekin behtar yahi hai ke aik side per trade karen ap takey zada se zada behtar or acha profit hasil ho sake .
          • #50 Collapse

            Forex hedge ka matlab hy k iss main ager app aik lot main buy kerty hain our second time sell utni he lot ki kerty hain tu pher app ki trades equal ho jati hain koi profit ya loss nahe hota hy tu iss ka koi khas faida nahe hy normal trading best hy
            • #51 Collapse

              Jahan tak ma janta hon ky forex hedge yah hota ha ky 2 account ek he bnda chalata wo dono ma bouns hasil krta ha kam kr ky r jab month ka last ata ha to ek tarf buy r ek tarf sell ki trade laga dta ha phr is sy ek account wash ho jata ha r ek ma paisy a jaty hain
               
              • #52 Collapse

                Forex business main loss sey bachne key leye different techniques use ki jati hain. Hedging ka use us waqt hota hy jab aap ko continuously loss ho raha ho aur aap key pas small equity reh jaye to aisi soorat main hedging ka use krna buhat zarori hota hy. Is tarah ziada loss sey bacha ja sakta hy aur aap key decision ki direction bhi change ho sakti hy.
                • #53 Collapse

                  Hedge karna boht risky he, mene kafi dafa hedge kari he but har dafa meri hedging fail hoti he, hedging aik he pair per buy aur sell ki trade ko kehte he, is men agar trader well experienced and good strategic he to woh trader asani se hedging kar ke acha profit earn kar sakhte he, agar trader new he to woh hedging hargiz na kare...
                  • #54 Collapse

                    Hedging ki technique use krney sey ziada loss sey bacha ja sakta hy aur balance ko safe kia ja sakta hy. Jab aap key pas balance kam reh jaye to aur continuously market aap ki lot key against ho to hedging krna hi munasib hota hy. Pehlay market ko judge krain aur phir yeh decide krain keh konsi lot ko close krna hy.
                    • #55 Collapse

                      Hedging agar wisely ki jaye to is se ap apna loss recover kar kay trade ko profit mein la saktay hain, agar aik trade loss mein ja rahi ho to market ko analyse kar kay us kay against order open kar dein, is ko hedging kehtay hain.
                      • #56 Collapse

                        Hading auchi.bi ha or ni bi kuch log jo hading ko start sa use karty ha wo.bhter tara sa kr skhty ha is ko.jisa ya samj ati ha karni ati ha un k.liya best ha or jin ko.ni use karni ati un.ko mara qyal sa kabi bi ni karni cheya agr wo karty ha tu un ko loss hota ha bss is liya un ko asa kbi bi ni karna cheya tak loss bi ni ho unko wo loss sa bach jaya ...
                        • #57 Collapse

                          mera khayal sy forex mein hedging bohat acha or faida mand option hain agar ap ne tarde lagai hai or market ap ki trade k against chali gai hai to ap \hedging trade laga kar apny loss ko kam or pro\fit bana sakty hain
                          • #58 Collapse

                            Dear brother aap teek keh rahy hain, forex trading main bohat sary traders Hedging ki strategy use karty hain lakin is kai liye bi market ki analysis karna partha hain, q kai agar aap kai pass sahi analysis na ho tu aap ki dono trades pass jaty hain or loss kai chances zyada ho sakty hain, agar hedging karny ho tu account ka strong hona zarori hain.
                            • #59 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                              hadging bhi loss ki aik suret ha issi trade ko hedge krne ke liye aap ke pass techniques ka hona lazmi ha yani ager ap ni buy trade lagai ha or markete aap ke against chali jaye to ap is ke sath sell trade bhi lga de jiye or buy se ap ko loss ho ga to sell se aap k profit ho ga.
                              yes mere piyare dost hedging kay through trade ko hedge karne liye hamare pas techinuqu ka hona bohot zaroori hai ham aik hi pair ko buy aur sell par laga kar hedging ka bharpoor faiyda utha sakty hein aur is tarah hamein ghalat oreder lagany k baad bhi hamein ziyada loss nahi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                gee bhai forex trading mein hedge ka mtla hote he keh apne trading ko safe kr lana agr hmein kse order se loss ho rha he to us order ka olt laga kr ham us ko cover kr skte hien jasie keh eur ko buy kia us mein loss ho rha he to us ka sell kr dein es trah se loss ko control kr skte hien
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X