jub musalsal rate decrease ho rha ho to buy nahi krna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ap nay pocha ha k jab musalsal rate decrese ho raha ho jo kia karna chahaey bhai dekho simple c bat ha jab rate decrese ho rha ha to hmy buy nhe krna chaey ic say hmy loss ho ga. ap tu smjh rahy ho meri bat,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      han bhai jab market nechay jarai hon to bilkul aap trade har ghiz na lagaen balkay wait karen market k up hone ka ya news ja k dekhen k konsi currency high hone wali hai ya konsi currency down phr us hisab se trading karen, trading main jaldbazi apko nuqsan main lay ja sakti hai bhai.
      • #78 Collapse

        Jub musalsal rate decrease ho raha ho to buy sell ky order ak sat nahi lagany chaiya ap ko agar ap is traha
        • #79 Collapse

          g bilkul jab market main rate toot rahay hon musalsil us time buying nahin karni chaye kun k us time market bearish trend main chal rahe hoti ha us time koshish karain short sell main kam krain market main donoun trend isi liye diye hoty hain k ap ko jo trend suite kary ap us trend main kam kar sakty hian
          • #80 Collapse

            g han jab market rate decrease ho raha ho to buy ka order nhi lagana chaia balka sell ka lagana chaaia is sa apko profit ho ga .........trading karny sa pahly is ka rules ko achi tarha samj lan nhi to ap nuqsan utain ga
            • #81 Collapse

              Sir apnay hamain boaht hi achi baat batai hai kah jab kisi bhi cheez ka rate kam ho raha ho to hamain sell ki tp lagani chahiye tab hi haimain profits ho sakta hai ye aik technical anaylsis kay tehat hi aisi baton ka pata chalta hai thank u
              • #82 Collapse

                g han market trade line agar musalsal nechy ja rahi ho to koshish karna chaye k or intezar kia jaye jald buy ka order nahi lagana chaye es se or b app ko loss ho ga
                • #83 Collapse

                  A good trader must be good knowledge of their business must collect a huge amount of experience anad must also really after is a good trader. I think a good trader must deal with large companies, since most of the capital of the great advantages
                  • #84 Collapse

                    han dear ye aik acha buiness hai is ko ksii time bhi kia ajs akta hai ye aik ach buiness hai is ko ksii time bhi kia ajs kta hai ye aika cha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik ala buiness hai
                    • #85 Collapse

                      Hmesha market chart k mutabik hi trading krni chahiye or bilkul b chart k against trading nhi krni chahiye Q k trend is your friend or agr musalsal trend down ho to sell k signals ko zyada tarjeeh deni chahiye or buy nhi krna chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #86 Collapse

                        app ne technical analysis ko properly nahi kiya hoga jis ke waja se ap ne market mai buy kiya.agar ap ka market mai experience acha hota na tu app buy nahi balke app trend ke sath chalte aur app sell kerdete mai mai ous currency ko.isleye hamesha koi bhi trade ko app open kerahe ho market mai pehle app ous ka analysis kerahe.
                        • #87 Collapse

                          ye to market pay depend karta hay agr humain is main acha profit ho ta humain is main buy karna ho ga nai to humain agr loss hony ka dar ho to humain buy nai karna ho ga avoid it
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #88 Collapse

                            Gee han agar ap previous trend ko judge kerty hain tou agar tou continuously market downward move ker rehi hai then ap buy ker lety hain tou apko ya tou loss itna hoga ky apka account wash ho jaey ga ya phir market ko apki favour main aany ky liay apko kafi zyada time period ky liay wait kerna pery ga tab ap kuch profit earn ker sakain gy
                            • #89 Collapse

                              Market analysis buhat zarori hoti hy aur isi sey hamain andaza hota hy keh market kahan tak buy ho sakti hy aur kahan tak down ho sakti hy. Hamain us key mutabiq lots lagani hain. Agar market ka uptrend finish ho raha hy aur hum buy ka order laga rahay hain to hamain big loss ho jaye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Agar market consistently up ya down ho rahi ho to is ka matlab yeh hy keh market ka trend up aur down ho raha hy. Hamain market ki update lenay key bad hi lots ka size fix krna chaheye. Agar aap trend key mutabiq kam karain gey to acha profit bana sakain gey lekan agar trend sey hat kr kam karain gey to loss utha payen gey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X