jub musalsal rate decrease ho rha ho to buy nahi krna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ye market ka trend hota hai is main humy moving average say or sath main in kay cross say maloom ho jata hai jub market ka reverse hota hai yehi ik moka hota hai jin say buy krny say profit ko hasil kr saqty hain
    I LOVE PAK FORUM
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g bilkul thek kaha jb markeet musalsal gir rahi ho to buye nhi karna chahyey bulky apni strategy or trend ko follow karna chahyey is par chal ky he sucess milti he wana apko lyny ly dyny par sakty hen.
      • #108 Collapse

        Jab price musalsal decrease ho rahi ho, to matlab ha kay market bearish trend mein ha buy karna dangerous ho sakta ha lekin analysis kar kay charts mein dekhain kay daily, weekly aur monthly resistance kahan ha aur resistance kay pas tight stop loss laga kar buy kar dein, is tarhan se agar price wapas ho gai to bohot ziyada profit hoga.
        • #109 Collapse

          Dear ap ko market ki movement ko normal hone ka wait karo agar ap asya nhn karo gy tu ap ko loss b ho skta hy ho skta hy over all data ya new loss yani sell ki ho aur ap wahn buy karo tu market aur b sell ho jaye soo ap dekh k kam karo...
          • #110 Collapse

            jee dear brother , market sy waqfiyat ka knowledge achi trah sy hasil karna chahye. jab market mn musalal trend yk tarfa ho to mery khyal mn to short term trading yani scalping kar k profit gain kar lena chahye but gareed ziada ni karna chahye
            • #111 Collapse

              hanji dear mai bhi app ki bat say agree karta hun k jab bhi markeet taizi k sath nechy nechy ja rhi ho tab hamain buy nahi karna chheay chahy jitna bhi dwon chli jay buy signal ka wait kar k he order lgana risk free hota hai iss leay forex mai saber k sath kam karna chheay.
              • #112 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad jamil akhter پيغام ديکھيے
                g bilkul thek kaha jb markeet musalsal gir rahi ho to buye nhi karna chahyey bulky apni strategy or trend ko follow karna chahyey is par chal ky he sucess milti he wana apko lyny ly dyny par sakty hen.
                ge han bhai hmein apne trading mein market ko smjhna hota he keh market kes trf ja rhe he market agr buy mein he to hmein es mein buy krna chahe aur agr market down mein jane lge he to hmein es ko sell krna hota he aur hm apne trading mein market ko ache trah se analysis kr ke apne trading krein phr hmein apne trading se acha profit hasil hota he
                • #113 Collapse

                  buy ya sell karne k liye resistance and support ka method theek rehta hai jab pre resistance koic break kare to buy kia jaae next major resistance tak aor jab support ko break kare to sell kia jaae next major support tak
                  • #114 Collapse

                    Ye tou zahir hy k agar rate decrease ho raha hy tou buy karna galat hy apko sell karna chahye aur dosra market ko bhee deakhna chahye k wo kya kehti hy ho sakta hy thory time k liye decerease ho bad mein phr up chali jye par sab kuch soch k aur news hasil kar k trading karni chahye
                    • #115 Collapse

                      Bilkul janab jab continue koi pair sell mai ja rahe ho tau os time buy karna bubot he dangerous ho sakta hai aksar hum trend k against mai tradelaga lete hai jis say hume kafi nuqsan otana partha hai lehaza jab be koi es tarha ki situation ho apko chaheye k wait kare aor trend k mutabik he apne trades laga kare jab trend reverse ho tab he apko buy karna chaheye.
                      • #116 Collapse

                        Dear jab lagatar rate kam hota hy tou ye aik soch hoti hy k ab ye up jae ga jiski waja sy buy kar lety hain kuch log jo mery khayal mein galat hy jab price kuch pip up move karny lagy decrease hony k bad tou tab buy karna chahye
                        • #117 Collapse

                          Ye baat to bilkul thik hai k jab market continuously down ja rehi ho uss waqt buy nhi sell kerna chahiye jab dekhain k ab lowest point tak aa gaee hai aur trend change hony laga hai to phir forun buy ker lain
                          • #118 Collapse

                            sir baat ya ha kay kasi bhi currrency ki aek limit hoti ha k itna tak ja sakti ha isay ziada bhi ja sakti ha lakin usko time lagta ha agar market ziada sell jati ha to phir ap buy ki trade laga sakty ha usay apko kafi acha fiada ho ga lakin begar trade dakhy apko trade nai krni chahiye market ka apko wait krna chahiye
                            • #119 Collapse

                              Bahi jan jab ap dikh rahy ho ky trade musalsal sell main ja rahi hy to us wakat buy krny ka to maqsad hi nai banta kuen ky ager ap us wakat buy krty ho jub ap ko pata hy ky trade sell ki banni hy to buy kr ky 100 persant nuksan hi ho ga is leay eahtiat sy ap ko check kr ky trade lgani chaeay tky ap profit kama sako na ky nuksan
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                g sahi bat hai ayse hmain buy karny k bad bar loss ho ksta hai or kbhi bhi market ki situation ko dekhy gair order na lagaen yah hmary liye sahi nahi hotra hai or hmain loss ho jat hai jub market up main jay tab buy ka order lagaen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X