forex trading ke liye kitni qualification honi chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    Forex trading aik aysa trading business hay jis main kissi qualification ki zaroorat nahe hoati hay aur nah iss main kissi degree ki zaroorat hoati hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      forex trading kay lye quailification ki zroorat nahi hooti es kay lye hamain mehnat kii zrort hooti hai hamain demo per prectice karni chahyee taaa keh haaam achy tarder baan jayeee.,,.
      • #678 Collapse

        yes ap bikul tehk kha rha ha forex pa har koi kam kar skhta ha bas hamy english ani cheya or wo sab topic ko use karna ana cheya jis sa ham ak aucha trader ban jya asa trader jo kbi bi nakam ni ho yani jo loss bhut kam karya jisa loss ho bi tu wo apny loss ko profit ma badal ly ak aucha tarder asa hi hota ha .
        • #679 Collapse

          Education is necessary for every kind of work but ye us kam pe depend kerta ha k ap kona sakam choose krty hn but forex k liy mery khayal mein buhat zyda highly qualification ki koi itni zyda zaroret nahi ha
          • #680 Collapse

            bhai kafi sarai knwoeldge tou nahi houti forex trading may so bus huemn english ki basic hi ani chaeya is bussiesn ko kernay kay liye and is bussiesn may humen best way say hard working kern chaeya
            • #681 Collapse

              Forex trading mein kise khas qualifacation ki zaroort nhi hoti hy bas ap ko English aati ho aur ap ko computer ko ap achy tarke se cahla sakty hun aur forex trading k barye mein knowledge aur experience ho ap forex trading mein kaam kar sakty han
              • #682 Collapse

                g bhai mere hisaab say tw forex ma kam karnay ka liye hamay qualified hona lazmi nahi balkay forex ka baray ma talent ho thora sa bhi kafi ha or baki learning or knowledge forex apko dega...............................
                • #683 Collapse

                  es k leye qualification ki need nahe hai agar ap k pass hai tu pher ap yaha pe kafi kama saktya hai yani market ko analyise kar pae gay aur news par saktay hai
                  • #684 Collapse

                    G janab forex trading ky liyay koi qualification ki zarorat nai hy ap jitna parhy hy utna bht hy kamza kam parha likhna ata ho or pc use krna ata ho tu ap forex trading ka kam kr ky earning kr skty ho.
                    • #685 Collapse

                      In Forex business your formal education could be irrelevant, but it could always help you in some ways and I am convinced that education always pays off. It could help you learning the Forex trading more easily than the one who is not educated. So, the impact of education is always strong in success of a trader.
                      • #686 Collapse

                        forex trading ko krny k liye kisi b tarah ki qualification hona zaruri nhi ha kyu k agr ap trading sirf demo ki practice se hi seekh jaty ho, jo possible ha to ap is se b earning kr skty ho. apko trading ki basics ka pta hona chahiye.
                        • #687 Collapse

                          Forex trading itna mushkul nahi is ko her koi ba asani ker sakta hy. Forex trading k leyia higher education ki zarorit nahi bs itna ho k ap english lek b sako or samj b sako.trading ke ley aik bat zarori hy yani hame knowledge or experince lazmi sekna chay
                          • #688 Collapse

                            forex trading ka lia mera khyal man kisi qualification ki zaroorat nai han aak qualification ki zaroorat ha k forex trading ka tarika aata hona chai,,,,,
                            • #689 Collapse

                              forex men ap ko itni quilification honi chahye jis se ap is ko read ker seken or is men every thing ko samjh seken phir hi ap forex men thora trading ker sekty hain pther wise ap ko is ki samajh nahi ay gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                forex me umar ki koi qaid nahi hai isey aik student bhi start kar sakta hai or aik aisa shaks bhi jisk pas koi job na ho is se ap ghar bethy achi earning kar sakte hai is se apko bohot kuch seekhne bhi milta hai or dunya ki information bhi milti hai k market ki halat kaise hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X