forex trading ke liye kitni qualification honi chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    Forex trading ke liye trader ka pada likha Hona bahut Zaroori Hota Hai Agar wo educated nahi hoga toh Woh ICSE market ko sahi tarah samajh nahi sakega Jiski wajah se usko nuksaan Uthana Padega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      forex trading k liye ksis b kism ki koi qualification ki zrorat nai hai.iss mai just ap ko trading seekhni pre gi k forex mai hum kis traa trade krty hain. kya chez trade hoti hai or ye trading kiss traa kaam krti hai.pori jaankari k baad is mai trade krny ka faida hai otherwise loss chance hota hai
      • #828 Collapse

        Forex ka laya koe qaliefakashan nae ho na Chaya is laya ma is ma mahanata nae Kara ta or is par Kama be Kara ta hope is par ma hanata Kara ta ho or Kara ta raha o ga ta ka ma is par Maha nata Kara ta ra ho
        • #829 Collapse

          forex trading kay liye ap ko koi high level ki education nahe chaiye jasa kay BA MA honay ki zaroorat nahe hay ap ko atleast forex pe kaam krn ata ho ap ko education mei forex ki learning aani chaiye ap kay paas skills honi chaiye yehi chaiye bas
          • #830 Collapse

            Forex trading k lye kisi khas kism ke qualification ke zarorat tu nai parti albta ap ka knowledge aur experience hona zarori ha is main tab he ap ek ache trader ban sakte han aur earning ker sakte han. is kism k business ko chalane k lye general qualification achieve ker k forex trading ka kam karen ge tu easily hum is business main kam ker sakte han. aur ache se is ko time dain.
            • #831 Collapse

              yah aye lazmi nhe hian k aaagar aaaapki taleem hain tu tab he aaap trading kar skte hain asa kuch b nhe hain aaagr apko net chalna aata hain ot aaaap pher net chala skte hain ot thori bhot english aati hain tu aaap pher trading kr skte hain aaapko chaiye k aaap 1 baaar merkat ko samjh jy agar aaap metket watch karte hain tu aaaap acha earn kar skte hain
              • #832 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                forex trading ma qualification ki koi qaid nahi ha sirf ap ko english ati ho or forex trading ke bare ma tumam jankari ho then ap forex trading kr skte ho or is ma umer ki bhi koi qaid nahi ha.
                aam toor pe Forex Trading k liey buhat ziyada qualification matter nahi krti, but is ka ye bhi matlab nahi without qualification Forex pey kamyyabi mil jaey. Qualification understandable ho to kafi hai. aik normal samajh bhooj rakhney sey thorra experience hasil kiya ja skta hai. or isi experience say ham Forex pe buhat achi trading kr sktey hain, or intellectual level increase kr sktey hain.
                • #833 Collapse

                  g bilkul forex trading main umer ki or qualification ki koi limit nhi he ap ki qulification kitni bhi ho or apki age chahy kitni bhi ho ap forex par easlily work kar sakty he agar ksi cheez ki importance matter karti he wo he forex ka knowledge forex par wohi kamyab he jis ky pas forex sy related knowledge ho.
                   
                  • #834 Collapse

                    forex trading main colification ki koi limit nahi hai forex main trading kkarny k liye hmain bus likhna parhna ata ho or hamian pta ho k hum kiya kar rahy hain or kiya karna hai simple yah bat hai k hmain likhna or parhna ata ho tu hum forex main trading kar skty hain es liye hmain es bat ki fikar nahi karni chahye k hmain likhna parhna nahi ata hai
                    • #835 Collapse

                      bhai ap ka pas kam az kam itni qualifiction honi chahiya kah ap ko english ke smjh ajya is mein ziyda tar har chez english mein he hoti hai agr ap kuch yad kar skta hain tabhe ap ka liya ya market bahut mufeed hai.
                      • #836 Collapse

                        Wesy to education jitni zyada ho us ka kisi b shohby mn faida hi hota ha.mgr is field mn mtalb forex trading mn aik munasib si qualification honi chahyei matlab k ap thori bht english ln to ap forex trading kar sakty hn.
                        • #837 Collapse

                          AOA yar ap ne sahi kaha hay forex trading me sirf ap ko is k mutaliq achi knowledge or acha experience darkar hota is me education ke koe qaid nahi hote bas ap ko english samaj me ani chayey ta k ap is k mutaliq achi knowledge ko hasil krte rahe or apnay skill ko bahter bnaatay rahe.
                          • #838 Collapse

                            Yahee tou forex ke bat hy k es mein koi qualification nahi hy koi interview koi test nahi hy bas apko agar experience hy aur knowledge hy tou easily ap trading kar sakty hain es mein kisi kism ka koi masla nahi ho ga
                            • #839 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                              forex trading ma qualification ki koi qaid nahi ha sirf ap ko english ati ho or forex trading ke bare ma tumam jankari ho then ap forex trading kr skte ho or is ma umer ki bhi koi qaid nahi ha.
                              Forex trading Mein kaam karne ke liye Agar Hamare Paas Jyada qualification na bhi ho toh isme Koi masla Nahi Hai Hame sirf trade Lagani aur cut karne aani chahiye is Se Jyada Hame Kuch Na bhi batao toh masla nahi hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                Forex trading k liy apko English ana bahut lazmi hy aur doosra apko mehnat krna aata ho kio k forex trading main Ap jitni ziada hard work kro gy apko utna ziada firex trading ka business profit dy ga kio k koi bI kamyabi mehnat k suwa ni milti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X