Loss kay waqat.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    janab loss or profit is busniess ka hissa hay lkain ager ap ko is main loss ho bhe jay tu ap ko is main himat nahi harni chahye or ap ko is main mehnat kar k is main aik acha profit banany ki koshis karni chahye ta k ap ka loss jo howa hay ap us ko profit main change kar sako
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      jee mari feeling munasib hoti hai kyouka mujay faida bhi hota hi is liya mina ya kaho ga ka loss per bhi theak kaha or ager profit may jay to ap ki feeling kya hoti hai yahi hoti ha ka issay jaldi say jaldi band kar do assay lalach khatay han
      • #318 Collapse

        Wo feeling bohat ajeeb ho sakti hai, i can imagine jab loss ho raha ho. Per hamein apni koshish ko stop nahi karna chahiye hamein bohat hard work karna chahiye aur koshish bhi bohat karni chahiye tak k ham future mein bohat earn kar sakein, hamein apni qabliat ko bohat extend karna chahiye.
        • #319 Collapse

          g bhai jab hmari ki hui trading loss me chali jati hay to humen bohat bura lagta hai is liye humen chahiye k hum apni trading ko sahi tareqay k mutabaq karen or humen trading soch samajh kar karne chahiye or iss me humen knolage or experiance k sath posts karne chahiyen takee humen loss na ho
          • #320 Collapse

            mjhy jub is main loss hota he to dukh to bht hota he bhai jan lakin main smjhta houn k is main hmain himmat nahi harni chahiye q k is main profit k sath sath loss b he loss b to trader ko hi hota he lakin main is main apni mistakes ko deekhtahoun k main ne kon si ghlti ki he k mjhy is main loss hoa he or main us se kuch seekhta houn
            • #321 Collapse

              loss kay waqt feeling bohat kharab hoti hain aisa lagta hai duniya khatam ho gae. jab kay aisa nahi sochna chaiyay profit is main part of business. yeh to hota hai zindagi mein but Allah karay kisi ko kabhi itna loos na ho ky wo koi ghalat kaam karay. but loss kay waqt control karna chaiyay aur situation ko understand karna chaiyay.
              • #322 Collapse

                ap ne bahot acha swal kiya hai jab ham forex me loss uthaty hain to hmay bahot dukh hot hai jab hamy loss hota hai hamy tention b hoti hai or dil b tot jata hai is leye hamy mahnt k sth kam kr k bahot achi earbin g krni chahy
                • #323 Collapse

                  friend ham loss kia waqt chahiye kia ham apny emotion ko control rakhy aor forex trading mai loss kai waqt patience say kaam kary aor fresh mind say decision lai taky ainda loss say bach saky
                  • #324 Collapse

                    dear bro ma is ma new trade ho is liya mujhay to is ka bara ma nahi pata ha per ma jante ho ka ager kise ko loss hota ha to us ko bhote bura lagta ha is ke feeling be bad ho jate ha or us ka khoi kam karna ka dil nahi karta ha or wo samajta ha ka hum bher kabhi is ko achieve nahi kar sakta ha
                    • #325 Collapse

                      very nice thread i like it and appreciated this type of threads which increase our knowledge and i am new here at forum and i seek many things from this forum like this type of threads but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.
                      • #326 Collapse

                        my dear friend assalam o alaikum . jub humay loss hota ha to humay bhot bura lagta ha . hum mayoos ho jatay hn. per phir baad ma ya sochtay hn k business ma to kbhi loss aur kbhi profit hota rehta ha , humay himet nh harni chaiya aur try kartay rehna chaiya
                        • #327 Collapse

                          dear main jab bhi forex mein trading karta hoon 1st market watch karta hoon aur strong analysis aur strong strategy karta hoon aur micro lot size say hi trade open karta hoon aur Allah ka shukar hai meri har trade successfull profitable hoti hai agar mujhe thora bohat loss aa bhi jaey to main pareshan nahi hota kyun kay meri trade par oder without greed micro lot size kay hotey hain
                          • #328 Collapse

                            jab humare tarde ko loss me jate dekhte hai to lagata hai kash humne jo trade kiya hai uska opposite trade karte to bahut jyada profit milta jese agar humar sell ka trade loss me ja raha hai to lagta hai ki kash buy kiya hota aur agar buy ka trade loss me jata hai to lata hai kash sell kiya hota to abtal profit mil gaya hota
                            • #329 Collapse

                              Bhai jaan agar meri trade loss me ja rahi hoti hai to me profit aane ka wait karta hon jab tak mujhe profit nahi aata me apni trade open rehne deta hon lekin hume chayye ke hum kam lot size me hi apni trade lagaye taake hume ziyada loss na ho........
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Dear jb loss me ja rahi ho trade tu hmen bura tu lagta ha lakin hmen sabr se kam laina chahey us waqt or agr zyada loss me ja rahai ho tu trade ko stop kar daina chahey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X