Loss kay waqat.......
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    buht buri feeling hoti hia phr os waqt dil karta hai k forex trading ko chor dain jab kabi back per balance ho tab ham toh second trade ko open kar letay hian I like it very much dosto forex trading aik buht he acha business hai ic ko soch smjh kr krna chahyea....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      zahir si baat hai dear jab hamen loss hota hai to bht zada bura bhi lagta hai qk hamari invesmnt doobne wali hoti hai loss k waqt kisi bhi insaan ki feelings achi nahi hoti hain magar jab hamen profit hota hai to bht zada khushi hoti hai....
      • #18 Collapse

        jee brother forum hy hi is liye ke is pe har bat ka sahih jwb diya jay or apni har bat share ki jay
        mere sath jab bhi aisa hota hy to mein fori trade ko cencle kar dyta hun is liye koi felling nhi hoti bus itna zror hota hy ke meine trade galat lagai hy
         
        • #19 Collapse

          bhai man tu ye mashwara do ga new trader ko ke wo ziyadeh se ziyadeh practice kren demo account per jub acha experience or knowledge samjh man ajaye tu phir real account ka sochen or man ye bhe kehna chahta hun ke sub trader ko chahye ke wo apna experance share kren
          • #20 Collapse

            ok sir y loss ho rha ho to feeling achi ni hoti pr ma ap ko apny zati experince ki bat bata hon k jb b trade loss ma ja rhi ho or ap k pas margin ho to trade //////////
            • #21 Collapse

              bhai loss kay waqt hame gusa to bohat ata ha par forex ak bioaht he acha or online business ha jis say hum bohat sa bonus hasil kar sakty hain forex ak bohat he acha online business ha.
               
              • #22 Collapse

                Asal me ye depend karta he ke ap ne kitni bari lot lagai he agar lot bari he jo agar ziyada loss me chali gai to account wash ho sakta he to itni bari lot me pareshani ka hona to lazmi he is liye to kehte hen hamesha chhoti lot ka order lagaen ta ke agar market ap ke agents me bhi chali jae to bhi ap ka account wash na ho.
                • #23 Collapse

                  Agar humaray trading lost may jarai hoti hai dil andar say ro raha hota hai aur yeh sawal ata hai ap kia hoga ......zyada lost jab hota hai jab insan kay dil may lalaich ajai warna nai...Agar banday ko lost ho toh woh kissi ko na zimmay dar tahrai kiunkay Allah day kar bi azmata hai or lay kar bi
                  • #24 Collapse

                    you have to develop yourself on an all-round basis, by learning everything you need to learn and need to improve yourself on. When these are put in place, such trader grows to the status of an expert he craves for. But one thing is certain- It will take him time to get there. So patience is very important if you must be good in your trades, and regular practice as well counts.
                     
                    • #25 Collapse

                      Sub say pehlyto mae ye batana pasand karonga kay mai apni trade ka Volume 0.01 or 0.02 say ziada nahi rakhta or TP 10 pips lagata hoon is liye may confodent hota hoon kay adar marker aginst gai bhi to kuch time mai wapas ayegi or aisa he hota hay or trade plus may jati hay.
                      • #26 Collapse

                        dear jab kisi ko bi business me loss hota hai to hume bhut bura lagta hai humari mehnat waste ho jati hai lekin ye qudrat ka assol hai jis cheez ka faida bi hai to us ka nuqsaan bi is liye loss or profit to trading ke sath sath chalte hai is liye hume sabr se kam lena chaiye or apni mistakes se learn karna chaiye
                        • #27 Collapse

                          yes brother according to my experience i think that, i feel bad ku k jab kisi ko bhe loss hho raha hota hay to har koi preshaan ho jata hay ku k us ko dobara say sari mehnat karni perti hay agr aap loss ma hon to aap ko chaiye k aap sabar say kam lain na k or trade laga kar apna sara acc khatam kar dalain
                          • #28 Collapse

                            Bahee loss ke waqt tau har aik ke feel bad he hoti hy, lakin agr jab aap ko loss ho be jahy tau aap ko dil chota nahy krna chaheye bilka next trade me aap ko wo mistake nahy krni chaheye, jis waja sy ap ko pehly wali trade me loss howa tha, so every trade u should with knowledge and sure trade not place the order only on guess.
                             
                            • #29 Collapse

                              Dear loss or profit ye tu business ka aik part hai agr ap achay tareeqay se business ya job kary gay tu ap is main zaroor successful hongay bas forex par trading karty waqt ap soch samaj kar trading kary or jitni zaida ap practice kary gay utna hi acha amount ap hasil kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                when our trade are in loss we feel bad and many trader loose their emotions so they have to loss much by over trade . you should use stop loss in trade and then be patience if you make good analysis in trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X