Loss honay ke baad yeh wali mistakes zaroor avoid Karin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honay ke baad yeh wali mistakes zaroor avoid Karin
    Forex trading kafi complicated aur risky business hai. Aur iss ko start karty time he app kay mind mai yeh baat honi chiye ke trading kay doran trades mai app ko profit b ho sakta hai aur loss b. aur apny app ko loss ke liye b ready rakhin aur iss ke planning zaroor kar lain aur Stop loss ko use karny ke adat dalin tu ziada acha rahy ga.
    Aksar traders trade mai loss karny kay baad yeh wali mistakes aam tor per karty hain.

    1. Loss honay ke baad traders aik dam say nai trade open kar daite hai jis mai analsis ka koi b rule nai hota hai aur who sirf emotion ke base per open ke jate hai. Iss trah ke trading say aur loss ka chance ziada ho jata hai. Behtar hai ke loss hony kay baad kuch time kay liye break lay lain aur phir baad mai nai analsis kay sath trading start Karin.
    2. Loss hony ke sorat mai bar bar market mai jaldi jaldi enter nah hon tu acha hai warna overtrading ke waja say app ko bohot loss ho sakta hai.
    3. Ager aik trade mai app ko loss ho raha ho aur app ko umeed ho ke kisi khas point say market wapis return kary ge tu is umeed per aik aur trade open na Karin warna risk double ho jiye ga.
    4. Loss honay ke sorat mai Forex market kay sath bar bar trade open kar kay fight karnay ke koshish na Karin, humary 50 , 100 dollars kay accounts iss ke direction change nai kar sakty :) . Iss behtar hai ke loss honay ke baad dobara say trend ko understand karny ke koshish Karin.

    Iss kay elawa ager app kuch mazeed koi baat add/ share karna chahty hon tu zaroor share karin , iss ka baqi members ko b faida ho sakta hai.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ney kaafi informative baat ki hay bilkul ye tmaam mistakes avoid krni chaiye inhi ki wajah sey hum zyada loss ka shikaar hojatay hain jab bhi ap ko loss ho ap foran bad mazeed trade na lagain balkay ap ko dekhna hota hay kay ap ko loss kyu huwa kya wajah thi
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Forex trading kafi complicated aur risky business hai. Aur iss ko start karty time he app kay mind mai yeh baat honi chiye ke trading kay doran trades mai app ko profit b ho sakta hai aur loss b. aur apny app ko loss ke liye b ready rakhin aur iss ke planning zaroor kar lain aur Stop loss ko use karny ke adat dalin tu ziada acha rahy ga.
      Aksar traders trade mai loss karny kay baad yeh wali mistakes aam tor per karty hain.

      1. Loss honay ke baad traders aik dam say nai trade open kar daite hai jis mai analsis ka koi b rule nai hota hai aur who sirf emotion ke base per open ke jate hai. Iss trah ke trading say aur loss ka chance ziada ho jata hai. Behtar hai ke loss hony kay baad kuch time kay liye break lay lain aur phir baad mai nai analsis kay sath trading start Karin.
      2. Loss hony ke sorat mai bar bar market mai jaldi jaldi enter nah hon tu acha hai warna overtrading ke waja say app ko bohot loss ho sakta hai.
      3. Ager aik trade mai app ko loss ho raha ho aur app ko umeed ho ke kisi khas point say market wapis return kary ge tu is umeed per aik aur trade open na Karin warna risk double ho jiye ga.
      4. Loss honay ke sorat mai Forex market kay sath bar bar trade open kar kay fight karnay ke koshish na Karin, humary 50 , 100 dollars kay accounts iss ke direction change nai kar sakty :) . Iss behtar hai ke loss honay ke baad dobara say trend ko understand karny ke koshish Karin.

      Iss kay elawa ager app kuch mazeed koi baat add/ share karna chahty hon tu zaroor share karin , iss ka baqi members ko b faida ho sakta hai.
      Jab Hame 902 Hame chahiye ke hum Usi trade fair dwara se bill trade na Lagaye Excel traders se mistake Karte Hai Jiski wajah se unko aur Jyada loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        yes my brother jab tak forex main ap apni mistakes ko control nahe kerty hain tab tak app ko us main profit acha nahe ho sagta hai humean us maen hard work kerna ho ga our pher humean us main mehnat zaeada kerni ho ge our pher he us main un mistakes ko control ker k he acha profit earn ker pain gay
        • #5 Collapse

          Bilkul dear ye jo information ap ny share ki ha r loss k bad jo mistakes batai hn wo maximum traders loss k bad karty hn to hmn is mn avoid karna chahhyei.r aesi mistakes sy bachna chahyei.agr hum in mistake sy bachein gy to zaroor mazeed loss sy b bachein gy.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Forex trading kafi complicated aur risky business hai. Aur iss ko start karty time he app kay mind mai yeh baat honi chiye ke trading kay doran trades mai app ko profit b ho sakta hai aur loss b. aur apny app ko loss ke liye b ready rakhin aur iss ke planning zaroor kar lain aur Stop loss ko use karny ke adat dalin tu ziada acha rahy ga.
            Aksar traders trade mai loss karny kay baad yeh wali mistakes aam tor per karty hain.

            1. Loss honay ke baad traders aik dam say nai trade open kar daite hai jis mai analsis ka koi b rule nai hota hai aur who sirf emotion ke base per open ke jate hai. Iss trah ke trading say aur loss ka chance ziada ho jata hai. Behtar hai ke loss hony kay baad kuch time kay liye break lay lain aur phir baad mai nai analsis kay sath trading start Karin.
            2. Loss hony ke sorat mai bar bar market mai jaldi jaldi enter nah hon tu acha hai warna overtrading ke waja say app ko bohot loss ho sakta hai.
            3. Ager aik trade mai app ko loss ho raha ho aur app ko umeed ho ke kisi khas point say market wapis return kary ge tu is umeed per aik aur trade open na Karin warna risk double ho jiye ga.
            4. Loss honay ke sorat mai Forex market kay sath bar bar trade open kar kay fight karnay ke koshish na Karin, humary 50 , 100 dollars kay accounts iss ke direction change nai kar sakty :) . Iss behtar hai ke loss honay ke baad dobara say trend ko understand karny ke koshish Karin.

            Iss kay elawa ager app kuch mazeed koi baat add/ share karna chahty hon tu zaroor share karin , iss ka baqi members ko b faida ho sakta hai.
            jab bhi ttaders ko loss hota hai to wo bohat c mistakes kr bethty hain tension main aa kr for example.
            jab traders ko loss hota hai to traders apny loss ko recover krny k liye traders us sy bhi bri size ki lot lga daity hain jis sy unka loss recover honay k bjay unko or bhi loss ho jata hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Kafi sary log loss kay baad iss ko recover karnay ke chakar mai mazeed loss kar rahy hoty hain. Loss karnay kay baad behtreen option he yahi hai ke apni emotion per controll rakhin aur pressure mai aur jaldi jaldi trading kar kay loss ko cover karnay ke try na karin. Trading kay doran loss hona common baat hai aur achy traders ko b loss ho sakta hai aur hota b hai.
              Iss liye Dobara nai siray say market ka analysis karin aur trading kay liye kisi achy moquay ka wait karin.
                 
              • #8 Collapse

                Je haan ye baat theek ha log yehi mistakes kartay hain loss hota hay gussa mei akar over trading krtay hain wo trades ap ki just emotional hoti hain tabhi loss hojata ha
                • #9 Collapse

                  Bhai Apne jitni bhi mistake batyn ye sab common use hone wali mistake hyn hamen in se door rehna chaie jab bhi khudanakhasta koi trade loss men jay to hamen relex Hona chaie q ke business men loss or profit sath sath chalty hen is lie jab. Bhi koi trade loss men jay Goran trading band Kar den or relaxing Karen phir fresh minde ke sath trade lagayn
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: nisarhameed99 پيغام ديکھيے
                    Bhai Apne jitni bhi mistake batyn ye sab common use hone wali mistake hyn hamen in se door rehna chaie jab bhi khudanakhasta koi trade loss men jay to hamen relex Hona chaie q ke business men loss or profit sath sath chalty hen is lie jab. Bhi koi trade loss men jay Goran trading band Kar den or relaxing Karen phir fresh minde ke sath trade lagayn
                    G ap nay bohot achi baat kahi hai iss sari thread ke summary he yahi hai ke loss ke waja say khabi b pressure na lain aur khabi b loss honay ke baad emtion per contorl lose na karin tu members ke trading bohot achi ho jiye ge aur woh apny account ko baray loss say b bacha kar trade kar sakin gaay.
                     

                    اب آن لائن

                    avatar Ayn
                    Working...
                    X