Forex ke hawale se galat fehmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Forex k baray main aksar traders ko ye ghalat fehmi hoti hai k unko logon ny batay hota hai k is kam makn paisa bohat ziada hai laikin jab bew traders atay hain to forex main kam ko sewkhny k bjay trading main aty he profit bnanay ki try krty hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      Sahe kaha ap ny log yahee samjhty hain k ye tou koi masla hi nahi kudh py yakeen ziada kar lety hain jab k unhe ye nahi pata hota k ye market hy jis ki movement lamha lamha change hoti rehti hy es liye andha dhund trading bilkul na karen
      • #858 Collapse

        Forex ma any ky bad kisi ki baatoon ma any ky bajaye khud ais ky barey ma Janna zaruri hy and over confidence kisi bhi field ma negative impact rakhta hy liken trading kay liye self confidence ka hona zaruri hy ais ky baghair app trading ma decisions nahin ly sakty
        • #859 Collapse

          Daikhain aap ke bat kafi teak hai kay new trader market main kafi zeada ho gay hain kuch fake hain kuch teak hain fake log he galat fahami paida krty hain aap nay sb ko check krna hai apnay knowledge say kay kn teak hai aur kn galat hai
          • #860 Collapse

            khush log jub daikhty hn ke forex se log to bahut earn ker rahy hn wo foran investment ker ke forex start ker daity hn is tara wo apni investment loss ker daity hn forex bahut hi complicated buisness hy koi easy ni pehly is ko learn kro then join kro
            Signature removed by moderator
            • #861 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
              forex ma jab koi nya trader dakhil hota ha to woh market se la ilm hota hai or woh is la ilmi ma kuch galt dicision leta hai or us ko khud per kuch zyada hi aitmad hota hai ke woh yeh kam assani se kr skta hai jis ki wajah se use bhri loss ka samna krna prta hai.
              Forex trading ke baare mein bahut Sare log Aise Hote Hain ke Forex trading 1 Aisa business hai jis mein sirf plus he Hota Hai Jab K traders ko aisa nahi sochna chahiye UK Jo log acche trading nahi karte Woh he loves me Jate Hain
              • #862 Collapse

                g bahi ap ny sai bat ki hai or main apki bat se garee hun or mera khyal hai k new trdaor ko yahi confidence marta hai q k wo aty he over confidence ho jaty hain es liye forex main leraning boht karni parhti hai tab ja kar es k bary main ilm hota hai
                • #863 Collapse

                  Forex me galat fehmi ki gunjaish ni. Forex me sirf wohi shakhs kamiyab hai jis ko apne aap pe complete trust ho. Aur wo complete concentration k sath forex ko time de aur apna experience gain kre aur phr us ko trading me utilize kre.
                  • #864 Collapse

                    forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hho sakty hain aur is main learning kar k hi trade karni ho gi ta k achy say profit hasil ho saky ga tab hi hum real main achi trade karein gay aur is say hamain profit kam nai ho saky ga ta k earning ho
                    • #865 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum es ma etabar karna start karda q ka ager hum es pa etabar nhi karta ha to pe hum ko achi profit nhi hoge esleya hum ko chaheya ka hum forex pa etabar karna start karda to best rahaa ga..................
                      • #866 Collapse

                        G dear bilkul thk kah rahy han humy forex k hawaly say koi b galat fahmi ni honi chaya agr hum galt post karty han toh humy loss ho jata ha koi b kam mushkil ni hota insan har kam mehnat kar k kata ha
                        • #867 Collapse

                          bilkul theek kaha apny new traders ko itna ilm nahi hota ky wo bilkul accurate trade krsake qk new trader ko market ky flow ky bare mai kuch khasa pata nahi hota ky iss wqt market ka movement kis jaga pr move kr raha hai..
                          • #868 Collapse

                            g han forex itna asan business bilkul nahi he keh aap is business mein without knowledge aur experience ke is mein enter ho jayen is liye zaroori he keh apko first is business ko achi trha se learn karna parta hey then hi aap is mein successful ho saktey hain.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #869 Collapse

                              Forex me success hasil kerne k liey hamen pehle forex ko study kerna parta hai is k baad forex k rules and regulation ko follow kerna parta hai. Jab tak hamare pass forex related complete knowledge ni ho ga us wqt tak hamen trading start ni kerni chahiey. Jo log khush fehmi me aur bagair kisi study k trading kerty hain wo bohat jald apne account se hath dho bethte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                boht sy logon ko forex forum k Hwaly sy Glat fehmi hy k forex ak jowa hy forex frod hy forex game hy jb k wo ye nhi smjhty k forex beznus hy jis m hm job krty hen r mehnt kr k experions r knoliged hasil kr k rich men bn sakty hen forex ko join kr k rozgar hasil krty hen r learning kr k hi pesa kmaty hen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X