Forex ke hawale se galat fehmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    jee bilkul janab ap bilkul theek ekh rahay hain .. buhat se log iss business ko buaht she easy business samjhtay hain jab kay actual main esa hota bilkul bhi nahin.. ek new trader atay he yeh ghalti zarur karta hae k main yeh kama easily kar lung or issi over confidence ki waja se usay loss hojata hae..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      g han apne bilkul valid points dweye hain
      1 extra over confidence
      2 too much richness
      ye sb jub kisi main built hojae tou wo yaqeenun loss ko uthata hi
      • #828 Collapse

        jii han bilkul jb is ko koi bhe new trader join krta hah to wo is main la ilm hone ki wajah se kafi galat decision laita hah is lie us ko chahie k un galat decision se bace aur w kaise bach skta hah k wo is k bare main complete knowledge hasil karye
        • #829 Collapse

          but in general, we can say that the Forex markets are trading shorter-lived than the processes that take place in other markets operations. Most of the traders in the Forex markets do not leave their positions open throughout the night, where it includes a fee called the "extension fee". The much smaller than the currency market the stock market, making the learning process more difficult. I see that the best Forex
           
          • #830 Collapse

            jee bilkul janab ap bilkkul theek keh rahay hain.. Forex trading k iss businees amin kuch log lack of knowledeg and lack of information k sath atay hain or jab wo trading karaty hain tou unhain koi khaas profit nahin hota hae albatta unhain loss he hojata hae or phir wo Forex ko eh blame kartay hain loss k liye.
             
            • #831 Collapse

              g haan sahi baat hai kuch new traders jab aaty hain to unki marke ka nhi pata hota aur unko business ka pata nhi hota woh invest kr k loss kr dety hain over confidence log hoty hain woh unko forex se zayada khud per yakeen hota hai aur woh nuksan main aajaty hain.
              • #832 Collapse

                forex ke bary mei kafi ziada ghalt fehmiyan hain ju kisi had tk sahe be hain kun ke es mei time or hard working ke baaad be confirm nai hta hai ke apko profit be hoga ke nai kun ke es mei loss experince na honay ki waja sy hota hai
                • #833 Collapse

                  boht say log kehty hain kay hum is main raton rat is main rich ho sakty hain magr is main aysa nai hota hay humain kuch b hasil karnay kay liye humain mehnat karni hoti hay tab milta hay kuch
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #834 Collapse

                    Forex koi halwa to hai nai jo aye khaye pait bhar k ye profit loss ki dunia hai just profit ki nai aksar log sochtu hain k is mein profit he hai loss nai wo galat hain r aksar is k bary galat fehmi bna lety hain k ye dhoka hai just loss he hota hai wo apni la ilmi ki waja se loss uthaty hain but galt fehni to un k liye bn gei na k just loss hota hai r wo dosron ko b aise he guide krty hain
                    • #835 Collapse

                      new trader forex ku jub join kerty hain tu start man apni hi trades open ker laity hain without any planning and decisions. un ku ic per jub profit hota hai tu ic say un ka confidence develop hota hai ju baad man over confidence ki shakal adopt kerta hai.
                      • #836 Collapse

                        bilkul est hi hai jitna yeh kaam easy lagata dost ander sy utna hi mushkil hai edr paisy banana koi asaan kaam nahi hai hum ko cahiyeh samjdari sy kaam lain t bohat kuch earn kar sakty hain hum es leyeh humy cahiyeh mehant karty rahin kamybi khud hi mily gi
                        • #837 Collapse

                          Mery khayal say forex market ak bohat acha online earning business hai. Es market mai planning say kam krnay say him kamyabi hasil ho gy. Forex market mai planning bohat zada zaroorat hai.
                          • #838 Collapse

                            dear yah bat ham daikh raahy hai k forex ka bary main populariity daily base per barh rahy hai or is main yah bat b such hai k hamary kuch aisy b dost hai jo forex ko pory traha nahe samjhty balky thora bohat knowledge hota hai or wo forex ko deal karna start kar daity hai. to aisy logo ka worng decison se un ko loss ho sakta hai
                            • #839 Collapse

                              Forex is not an easy work agar ap forex main just sell aur buy learn ker ky enter hoty hain aur ap sochty hain ky ap jo bhi trade open kerain gy tou woh successful hogi wo aesa forex trading main mumkin nehi hai just luck per apki kuch trades tou successful ho sakti hain but forex main success ky liay apko hardwork kerna perta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                Forex trading ka business esa hay jo kay totally knowledge pay base karta hay lehaza jo new traders hotay hain un ko apnay ap pay etmaad to bohat hota hay lekin wo market say lailam hotay hain jis ki waja say trading kay doran mistakes kartay hain aur unhen loss face karna parta hay jo un kay liye pereshani hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X